Aslamo alikum...main ne kissi sy suna hai k shaban ki 14 tarikh ki raath ko 6 rakaat naflain parhi jati hain ..jin ka tareeqa yun hai k pehly 2 raakat nafal phr 1 baaar surah yasin phr 100 times drood e sharif parha jata hai is tarah total 6 rakat nafal...3 baar sooorah yasin...0r 300 baar drood e sharif parh lia jata hy...main ye pochna chahti hon k kia in nafloon ka hadees main kahin koi zikr hy ... Kal raath ko main ye naaflain parh sakti hon k nahi....shukria ...allah hafz