Sarkar-e-do Alam K Rukh Pur Anwaar Ka Alam Kya Hoga,

  • Work-from-home

Aks_

~ ʍɑno BɨLii ~
Hot Shot
Aug 2, 2012
44,916
17,651
1,113
Sarkar-e-do alam K rukh pur anwaar ka alam kya hoga,

Jab zulf ka zikr hai Quran main ruksar ka alam kya hoga,

Jis waqt thay khidmat main unki Abu Bakr, Umar,
Usman-o-Ali.

Us waqt Rasol Akram K darbar ka alam kya hoga,

Ek simt Ali ek simt Umar,
Siddiq idhar, Usman udhar,

In jag mag jag mag taaron main mahtab ka alam kya hoga,

Chahen to isharon se apnay kaaya hi palat den dunya ki,

Ye shan hai un K sahaba ki to Sarkar ka alam kya hoga,
SUBHANALLAH!!
 

mohammadaffan

Senior Member
Oct 10, 2013
541
260
213
miami
Sarkar-e-do alam K rukh pur anwaar ka alam kya hoga,

Jab zulf ka zikr hai Quran main ruksar ka alam kya hoga,

Jis waqt thay khidmat main unki Abu Bakr, Umar,
Usman-o-Ali.
Us waqt Rasol Akram K darbar ka alam kya hoga,

Ek simt Ali ek simt Umar,
Siddiq idhar, Usman udhar,
In jag mag jag mag taaron main mahtab ka alam kya hoga,

Chahen to isharon se apnay kaaya hi palat den dunya ki,

Ye shan hai un K sahaba ki to Sarkar ka alam kya hoga,
SUBHANALLAH!!
SUBHANALLAH kay bate hai meray sarkar aye madina ke :angelic
 
Top