Quraan Kareem Ki Tlawa Waldain K Sir Ka Taaj

  • Work-from-home

whiteros

'"The queen of kindness''
Super Star
Dec 20, 2011
10,936
3,866
1,313



''jis shakhs ne QURAAN padha aur is per ammal kia to is k maan baap ko qiyamat ke roz do taaj pehnae jaen ge jin ki chamak suraj ki raoshni se bhi ziyada hogi phir jub is k maan baap ka ye darja hua to kheyal kro keh khud us shakhas ka jis ne QURAAN kareem sikha uska kia darja hoga''
 

whiteros

'"The queen of kindness''
Super Star
Dec 20, 2011
10,936
3,866
1,313




''Jis ne QURAAN ka aik harf padha to us k lie aik naiki hai aur aik naiki das gunaah sawaab rakhti hai main ye nahin keta keh alif laam meem aik haraf hai balke alif bhi aik haraf hai aur laam bhi , aur meem bhi,
(tirmazi abwaab fazail quraan)







 

whiteros

'"The queen of kindness''
Super Star
Dec 20, 2011
10,936
3,866
1,313

hadrath abdullaah bin umro biyaan krte hain keh AANHADRATH(SAW)ne frmayajis ne teen din se kam arsa main QURAAN E KAREEM ko khatam kia us ne QURAAN ka kuchh nahin samjha (yani quraan kareem jaldi jaldi nahin padhna chahiye balke ma'ani o mtlab per ghor krte hue tilaawat krni chahiye)

(tirmazi abwab ul qara'a)


 
  • Like
Reactions: Zia_Hayderi
Top