Question of the Week! 8th April 2012

  • Work-from-home

SHB_Bhaiya

محمد شعیب ںاصر
Super Star
Jan 31, 2010
51,098
10,427
1,313
39
Karachi

Shoeboooooooooooooooooo ko last warning hai meri.....
Iske baad logo jo hoga shoeboooo khud zimmedar....{(angry)}

Jakar pahle Mendak ki ankhen dekhkar aaaoooooooooooooo{(Angry)}
Aur haan Mendak na Muzakkar hota hai...{(no1)}
hayeeen pehli warning kab di the :eek:

bahar banoo aisa kya hone wala hai mere :-sssath please mujhe kuch mut kerna main bohat masoom hon... Aur meendak muzak hota hai per eyes ka muzakar moanus se kya lena dena so objection over ruled....({kopping)}
 
mashraki.larka

Super Star
Jun 23, 2010
10,598
4,907
713
36
KHUDA KI BASTI
Waliekum salam hooray ..impressive thread :-bd

hmmm jahan tak sawal ka taluq hai to no doubt focus matriculation k bad eni do fields men hota hai
Medical ya engineering {(popcorn)} waja mere khayal men yeh hai logon k zehan men aik image qaim hogia hai

en do ko

le k ,

medical ya engineering k ilawa or scope nai hai Ksi chez ka ,
Lakin fortunately aesa nai hai ,

Zarurat es chez ki hai k us image ko badla jaye , matriculation k bd mutadid shubay aesay hn jin ko apna

kar taraki ki rah hamvaar ho sakti hai , logon ko awareness bi nai hai, agr nazer dora kar dekhay to kitne hi

students aesay nazer ayen gay jinko yeh tak nai pata k agay unoon ne karna kya hai , puchne per unke

pass kull jawab yeh hota hai k markx to dekh k decide karain gay ..{(popcorn)}k agay kya karna hai

abi maine dekha hai k kch ginay chunae schools men Students councelling teams visit karti hai jo students

ke sath parents ko bi aware kar rahi hai k Students k liye sirf yehi 2 fields nai balky mutadid fieds hn , or

es sab chezoon per student ka apna interest bala-e-taq hai ...{(popcorn)}

waqas naseer

Super Star
Dec 24, 2009
5,722
3,037
1,313
32
mardan
Walaikum Assalam
Thanks so much hoor aap k is thread yakeen jaane sach mein mujhe bohot khush kiya hei and mei exams ki tayari ker raha hoon isi wajah se tm nahi aata but yahan reply zaroor doon ga every week.
My answer: mere khayal mein aaj kal log science and enginering ki taraf is wajah se raghib ho rahe hein kyun k aaj ka dor hi science or technology ki hei her insan chahta hei k wo is dorr mein peeche na reh jai, isi wajah se log aur subjects kam hi use kerte hein.
is k baare me mere khayal mein chand wajoohat hei k kuch log arts kyun select kerte hein.
1. jo science k tough subjects na perh sakta ho wo.
2. ager koi part time job kerta ho haalat ki kharabi ki wajah se aur science ko full concentrate na ker pata ho wo.
3. jo apne shok se is ko join kare.
mere khayal mein no. 1 me aksariyat hei b.coz mein bhi no.1 ka mara huwa hoon. aur mathes me dull hone ki wajah se sociology join ki but ab mein khush hoon kyun k mein sociology ko samajh pa raha hoon aur mujhe umeed hei INSHALLAH kal ko job men masla na hoga. kyun k kehte hein na jo kaam dil se kiya jai ALLAH us mein zaroor kamyabi deta hei.
 
Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
hoorey suchi baataoun mere ko exam ka soch ke he chaker aate hain really mai to Allah pak se apna buchpan ke din wapis iss lea nahi mangta ke us me exam dene paren ge mere ko....:-ss

aur waise bhi ICMA pass ker ke bhi log thokren khate fir rahe hain iss mulk me rishwat shifarish ke binna job nahi milti aur ager milti hai to jagah aisi hoti hai ke aap ko reason dhoondhna nahi perta keh yeah job vocancy nikli kaise... Khair... Yeah professional study to just behter job ke lea he chahiye hoti hai naaa believe me aap ko ICMA se pehle tub tuk pass nahi kea jata jab tuk quota mai aap ki jagah naa baney aur jab pass hotey hain to choti moti job hum ker nahi patey aur bari job roz roz milti nahi so itne sarey bahane hain mere pass ICMA naa kerne ke aur ICMA kerne ka just aik reason just to get degree .... So tum he batao aap ka veer kya karey...{(upset)}
oho veer g irada strong rakhain INSHA ALLAH ALLAH tala behtari farmayain gaye
GUD LUCk :-bd
 
Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
Waliekum salam hooray ..impressive thread :-bd

hmmm jahan tak sawal ka taluq hai to no doubt focus matriculation k bad eni do fields men hota hai
Medical ya engineering {(popcorn)} waja mere khayal men yeh hai logon k zehan men aik image qaim hogia hai

en do ko

le k ,

medical ya engineering k ilawa or scope nai hai Ksi chez ka ,
Lakin fortunately aesa nai hai ,

Zarurat es chez ki hai k us image ko badla jaye , matriculation k bd mutadid shubay aesay hn jin ko apna

kar taraki ki rah hamvaar ho sakti hai , logon ko awareness bi nai hai, agr nazer dora kar dekhay to kitne hi

students aesay nazer ayen gay jinko yeh tak nai pata k agay unoon ne karna kya hai , puchne per unke

pass kull jawab yeh hota hai k markx to dekh k decide karain gay ..{(popcorn)}k agay kya karna hai

abi maine dekha hai k kch ginay chunae schools men Students councelling teams visit karti hai jo students

ke sath parents ko bi aware kar rahi hai k Students k liye sirf yehi 2 fields nai balky mutadid fieds hn , or

es sab chezoon per student ka apna interest bala-e-taq hai ...{(popcorn)}

Bilkul sahi kaha!:-bd
 
Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
Walaikum Assalam
Thanks so much hoor aap k is thread yakeen jaane sach mein mujhe bohot khush kiya hei and mei exams ki tayari ker raha hoon isi wajah se tm nahi aata but yahan reply zaroor doon ga every week.
My answer: mere khayal mein aaj kal log science and enginering ki taraf is wajah se raghib ho rahe hein kyun k aaj ka dor hi science or technology ki hei her insan chahta hei k wo is dorr mein peeche na reh jai, isi wajah se log aur subjects kam hi use kerte hein.
is k baare me mere khayal mein chand wajoohat hei k kuch log arts kyun select kerte hein.
1. jo science k tough subjects na perh sakta ho wo.
2. ager koi part time job kerta ho haalat ki kharabi ki wajah se aur science ko full concentrate na ker pata ho wo.
3. jo apne shok se is ko join kare.
mere khayal mein no. 1 me aksariyat hei b.coz mein bhi no.1 ka mara huwa hoon. aur mathes me dull hone ki wajah se sociology join ki but ab mein khush hoon kyun k mein sociology ko samajh pa raha hoon aur mujhe umeed hei INSHALLAH kal ko job men masla na hoga. kyun k kehte hein na jo kaam dil se kiya jai ALLAH us mein zaroor kamyabi deta hei.

yup sahi,,matlab agar aapko science tough nhi lagti to aap bhi medcial ya engineering ki traf jaate?
waise mushkil se ziada interest pe bhi baat aati hay kuch log bohat mehanti n ache grades laine waale hote hay par wo medical ya engineering se ziada fine arts,designing ,textile waghaira may interested hote hain but parents ki khwahish k mutabiq medical ya engineering ki traf jaate hain jis may unfortunately wo apna best nhi de paate aur shinning star se dull star ban jaate hain na idhar k rehte hain na udhar k,,,
,,,arts join karne ki reasons aik dam perfect btayi aap ne :-bd
 
Thanks hoor, and best of luck for your thread InshAllah it will go onward. and a superb thread of tm.
 
  • Like
Reactions: hoorain

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
ahan INSHA ALLAH thank u :)
aap sab har week apne views share kariyega ...maza rhega INSHA ALLAH {(popcorn)}
 
U-nus-G

Senior Member
Nov 13, 2010
637
319
363
**Creative World**
Assalam U Alikum Friends,,,,,

Mae ne Sub ki Bateen Ghoor se Parhi hain.........

Aur mae Waqar bahi ki batoo se itafaq karta hun ..

unho ne thek kaha hy.....

Mery Mind mae he yehi baaten aai hain...

1.commerce aur es type ki field us type k log ziada tar apnaty hain jo ya to medical nd eng.. k fail Shuda hoty hain ya phir Job karny waly jo Parhai ko Ziada tyme nae Dy paty.......

Es Problem ki waja se ye baat Mashoor ho gai hy k Commerce Dull students ki field hy kafi logo k dimag mae yhi nazriya hy....
Aur woh smjhty hain k medical nd eng feild mae ziada Scope hy......

2nd main waja jo muje smjh ati hy woh ye k b.com kiya howy persons ap ko gali gali mae he milty hain jin ki aksriyat ne esi tarhan B.com ke hoti hy jesy mae ne batai hy....

Unhen Job nae milti jis k wesy b Qilat hy (Aur jis tarhan k Grades mae unho ne ke hoti hy us se b Job k milny par farq parta hoGA) aur woh hr milny waly se kehty hain

Yar! commerce mae koi Scope nae hy Bhai.........

Mujhe tu yehi baten Smjh ai hain .......

{(popcorn)}
 
waalaikum assalam
bilkul sahi,,,kaafi reality hay aapki baaton may,,,mostly yhi waja hay jab sab kehte hain koi scope nhi automatically barron ki khwahish hoti hay medical n engineering jis se unhe proud bhi hota hay aur un k khayal may sirf ussi ka scope hay..
 
U-nus-G

Senior Member
Nov 13, 2010
637
319
363
**Creative World**

waalaikum assalam
bilkul sahi,,,kaafi reality hay aapki baaton may,,,mostly yhi waja hay jab sab kehte hain koi scope nhi automatically barron ki khwahish hoti hay medical n engineering jis se unhe proud bhi hota hay aur un k khayal may sirf ussi ka scope hay..

100 PercenT RiTE JEE..........

:)
 
  • Like
Reactions: hoorain
Top