Please Be Confident Girls

  • Work-from-home

atul32

Active Member
Jul 18, 2008
277
27
728
confidence comes from knowing your own capability...your worth...
being in truth...having courage to face any situation....fearlessness to die any moment psychologically or physically.....knwledge -...strength....physical condition..and so on...

and the root cause of all above is physical problem even though not diagnosed by doctors...researches say even with the sophiticated eqpts the probability of correct diagnosis done by doctors is about 50% ...that means in half the cases are being dealt blindly by doctors ..in guesswork...
root cause of physical problem is heredity,unnatural way of eating and living,circumstances,birth constituition,pollution in earth and sky...
 

Waqar Hussain

M@In ALbela M@I M@sTana
VIP
Aug 12, 2008
26,932
5,548
113
chand k paar
balkaal asay hota hai iss ki sab say bharee waja hai humara system

humara system females ko zada ijazat nahi deytaa zada bhaar janay

ki ya kasey say jaldi baat karnay ki too iss waja say bhi females main

tori bohaat gabrahaat hote hai
 

Precious

Banned
Sep 21, 2008
782
63
0
Asalamo aliekum

aaj jo main aap longo k samnay problem lay kar aai hoon bohat bohat ziada aam hogai hai lakin larkon ki nisbat larkion main ziada hai..aur wo hai confidence ka na hona,,,hesitation,,,ghabrahat..{}{r54{}{r54

aap log yehan us k reason batyen aur us k liya kia karna chaheya aur wo konsi wujoohat hain jin ki waja se ye cheezain creat hoti hain..

larkian aqalman honay k bawoojud aksar samnay walay k samnay ghabra jaati hain answer nahi kar paati,,,

ye meri observation hai is post k through main longo main awarness creat karna chahti hoon{}{98u
Haan haan theek hai samajh aa gia kon larki aqalmand honay kay bawajood ghabra jati hai aur answer naheen kar pati.


Confidence ki kami ki wajoohat:

Wo paida hi huwi hoti hai kami kay saath

Parent ka sulook aisa karta hai

Ya bhai bahnon ka sulook

ya aqal ki kami

Ya koi himmat dilanay wala naheen.

maloomaat ki kami

Na pukhtagi

Khud ko kumtar samjhna ya kuch na samajhna

Knowledge ki kami

Apni importance ki kami

Shyness main thing.

bayaitabari khud pay

Apni baat ya jawab pay pay yaqeen.

Mukammal maloomat na hona

ghabrahat

dar

khauf

nuqsaan ka khdsha

bayizzati ka khatra

Maar ka khauf

darpok hona

apni salahyaton pay yaqeen na hona

Under pressure hona

Kisi kay roaab main ana

kharab situation hona

bay izzati ka khuaf

Shirmindagi ka khauf

Apni baat ya jawab main shuk

Waghaira waghaira

How to control:

Yay soch lain ghalat bolain gay ya sahi koi aap ko qatl naheen karay gay. (dakoon kay samanay aisi jurrat karnay ki zaroorat naheen)

Yay sochana agar ghalat bhi huwa to kia huawa koi maray ga to naheen parents say ziada say ziada dan't par sakti hai to kia huwa agar sahi huwa to.

Kisi say bhi darna naheen chahyay

Kisi kay raub main bhi na ain.

Ghalat honay ka khauf na kar kay jawab detay rahain to confidence bhi aa jaay gi.

Jawab ghalat bhi huwa to kia huwa. Shirmindagi kioon her koi pehlay ghalat hi karta hai tub hi seekhta hai.

Khud ko aham samjhain

Apni baton ko aham samjhain

dar aur khauf aur shirmindagi ko dimagh say nikal phainkay.

shyness chor dain itna bhi naheen kay bayhaya hi ho jain aur kahain PRECIOUS nain kaha tha.
Itna kay such aur sahi baat kisi say bhi kah sakain. Waisay yay sub say muskil kaam hai jaisa kay main bohat hi shy thi kay salam tuk itna ahista karti thi kay loag sun naheen patay thay aur ammi ki dant parti thi aur dobara salam karna parta tha zor say. Zalim samaj.

Sub say bahtar hai kisi bhi conversation main hissa lain.

apany bhai bahnon ko bitha kar lecture dain, class lain ya kuch parhain ya sikhain.

Jo bhi bolain is yaqeen kay saath kay sub sahi hai jub practice ho jaay to phir soch kar aur samajh kar bolain kay sahi hai kay naheen.

bhai bahnon ya ammi kay saath kisi bhi mazoo jin pay jo wqo ghalat hon bahas karain aur unko dalail aur sabooton say samjhain.

Mujh main confidence jub aya jub main nain quran parha aur bohat si batain samjhi.

Apni knowledge barhain her mamalay main.

Ghar main aisay kaam karain jis pay aap ko saraha jaay aur tareef ho.

Aur bohat kuch baqia ainda.
 

m.usman

Newbie
Jul 24, 2009
15
4
0
Listen

Listen,

ye aik reality he k ALLAH PAK ne aik mard or aurat ki creation alag alag khasoosyat say ki hey.

mard ka confidence level strong hona aik capability he jo us ko by birth qudarti tor per mili hey.

Or isi tara aurat men wo kam hey. to girls men ye ability create kerne ki zaroorat hoti hey.

because hamary muslim world men aik baby girl, jis tara time to time grow kerti hey. us k sath

yakeenan us k ghar men us k brothers yani males bhe hotay hein. asal baat shoro ki growth ki he

hamary han culture aisa hay k mostly families mein instead of girls, boys ko ziyada ehmiyat di jaati he.

aik girl k confidance level ko is stage per bhe aik dhajka lagta hey. Jo us wakt parents ko feel nahi hota

but wo aani wali zindagi men larki k confidence level per asar chorta hey. Hamara chun kay sara culture aisa

hey to hum sara culture change nahi ker saktay.

Mera khiyaal hey aik larki apni is ability per special focus ker k is ability to increase ker sakti hey.

But is men bohat struggle chahye. ye aasani say nahi hota.

Meri is baat per aap khud comment karo. ye sahi he ya galat.




Best Regards.
 
Top