Piyaar & Judai ?

  • Work-from-home
Oct 5, 2008
525
14
0
34
gujar khan(rawalpindi)
main nain taqreeban 6 sal pehlay kisi say pyar kia tha phir us kay taqreeban 6 days bad us ko zibah kar diya gia wo meri gai thi jiss ko bakra eid par zibah kar diya gia tha.aur mujhay abhi bhi judai ka ehsasa hota hai.
 

Precious

Banned
Sep 21, 2008
782
63
0
main nain taqreeban 6 sal pehlay kisi say pyar kia tha phir us kay taqreeban 6 days bad us ko zibah kar diya gia wo meri gai thi jiss ko bakra eid par zibah kar diya gia tha.aur mujhay abhi bhi judai ka ehsasa hota hai.
LOL Zabardast.
 

tariqmahmood

Newbie
Aug 27, 2008
10
0
0
slam to all
i think jahan pyar hota hay wahan word end hota he naheen hay judai meanns alahda ho jana jismani tor pay wo to pehlay he hota hay aour pyar haman jis say hota hay us ko hum dil keu dunya man basa lay han kuch asay b hotay han jo sari life mil naheen saktay but pyar ka diya jalta rehta hay i think juda ho jana pyar ka end naheen pyar key shurooat hay aour is man pata chalta hay k human us say pyar hay ya time pass {}{:p
 

waqas411

Regular Member
Oct 10, 2008
53
15
708
karachi
salam

wese haqeeqat yahee ha ke jis se pyar karo woh chor ke chala jata hai ma nahe janta ke aisa kyun hota hai magar majority yahe hota aya zyada tar logon ke sath.
 
Top