Pakistani Drama Discussion

  • Work-from-home

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
ahaaan interesting thread dua :p
jo maine daikhey ahin ya dekhti hun un pe zarur discuss karungii {(popcorn)}
 
Toobi

dhondo gy molko molko milnay k nae,nayab hum..
Hot Shot
Aug 4, 2009
17,252
11,897
1,313
39
peshawar
walaikum assalam
hv u seen Drama serial Tootey Hue per frm Geo TV???? Akbari Asghari Or Khuda aur Muhabbat frm HUM tv????{}{78iu hv onli seen dese dramas frm past few years
else u can discuss abt "Humsafar" , n i assure u everyone on TM would be excited to discuss on it:D
manay akbare sghare nd humsafar deka hay hm tv ka...dono he superb daramay tay..or ha may abdul qadir ho b behtareen ta.bt i must say mujy 1st time kise novel pr bannay walay darama pasand aya...warna is dor may jitnay novel parhay wo superb tay....but un pay darama bana k to bera ghark kar diya ta poray noel ka.....

ab bat ate hay asghare akbare...jo humnay net pay deka ta...nd sare qistay 2 din may he dek li te humnay:Dcomedy,story,theme,sab he kuch zabardast ta...even har banday nay apni jaga perfct roll kia...
 
  • Like
Reactions: Detective

Nelly

VIP
Sep 23, 2009
97,862
38,645
1,313
United Kingdom

hahaha Akbari Asghari was best drama sis:D main har week be sabri se w8 karti thi is ka coz ek yehi drama tha jis main khul hasne ko milta hai :) sab hi characters bot acche the:D bee jee tou best thin:D aur phupho ki english,urdu,punjabi ka mixture sun k bot hasi aati thi
Imran aur Fahad ki acting b bot acchi thi, overall har ek ka role hi funny aur talent se bharpoor tha{(heart)}

abdul qadir ka kaafi suna hai k accha drama tha, but dekha nai:s just akbari asghari, tootey hue per, khuda aur muhabbat , meri zaat zarra-e-be nishan dramas hain jo dekhe n dey were the best dramas:)
 
Silent Soul

Banned
May 24, 2012
3,420
2,568
113
Karachi
hum per ata hai ....

i like that main lead ka character kafi strong hai ..
she is not like those type of girls jo ander say kamzor hoti hai
buht himat wali larki hai ....story baton?
acha aisa karnay hain aik drama shoro karnay hain dono daykhanay gay phir discussion karain gay ?
what say?
Yeh drama mai dekhti hoon aur haqiqat se bohut qareeb bhi hai
 
PakizahDuaa123

Active Member
Sep 16, 2012
211
248
43
منزل سے کچھ دور

acha woh kaisay?
mujhe jo cheez pasand aai woh yeh hai kay larki jawab daenay ki qabiliyat rakhati hai magar kuch kahti nahi
aur yeh kay uska husband kitna over confident hai ..
mujhe zunara bhi buhat achi lagi ...
yeh daykhaya gaya hai kay koi ghair bhi itna acha ho sakta hai ..aur apna kitna ghair
shumila ki mujhe samjh nahi ati ..itni qabiliyat hai mat kartutain wohi uneducated wali ...
aap bhi apni intake dain naa[DOUBLEPOST=1348314879][/DOUBLEPOST]
i dont like Humsafar drama.............
novel was faarrrrr much better is se............
agree completely ...
mujhe casting say bhi thori problem thi
kyun kay larki ko novel main simple banaya gaya tha ...kay larkay ko uski beauty say nahi magar simplicity say muhabat hoti hai ..magar dramay mein ...aur aik dum larki itni modern bana di gai thi ...
bachi bhi novel main zaayada cute image ki thi main nay[DOUBLEPOST=1348314899][/DOUBLEPOST]
ahaaan interesting thread dua :p
jo maine daikhey ahin ya dekhti hun un pe zarur discuss karungii {(popcorn)}
sure sure ...[DOUBLEPOST=1348314926][/DOUBLEPOST]
@PakizahDuaa123 sis nice thread.........
em watchng Mere Dard ko Jo Zuban Mille.................
bht acha ja raha tha drama bht achi storyn i love 2 aspects of it..........
i will like to discuss it.................

n Balqes kur bhi dekha........
acha kon sa aspect....
 
Rubi

๋• ˆ⌣ˆ ● ĴнαLLi ● ˆ⌣ˆ •๋
Hot Shot
Aug 17, 2010
47,979
14,096
913
WoℵdeℜLaℵd ツ
hmm main nay ary kay dramay abhi daykhay hi nahi ...
har channel per itnay dramay hotay hain aur waqt kuch khaas nahi hota
aj check out kar rahi thi ....

mera saiyen ka buhat suna hai ...
well i would say kay stories kuch kuch unique hoti hain ..jaisay yahan pyar nahi hai ...
aj kal is ki story achi chal rahi hai ..
haan Yahan Pyar Nahin Hy bahut xbrdst hay :-bd
iske ilawa Shehr-e-Zaat dekhti o??
woh b bahut acha hay ;)
 
  • Like
Reactions: Detective

Silent Soul

Banned
May 24, 2012
3,420
2,568
113
Karachi
acha woh kaisay?
mujhe jo cheez pasand aai woh yeh hai kay larki jawab daenay ki qabiliyat rakhati hai magar kuch kahti nahi
aur yeh kay uska husband kitna over confident hai ..
mujhe zunara bhi buhat achi lagi ...
yeh daykhaya gaya hai kay koi ghair bhi itna acha ho sakta hai ..aur apna kitna ghair
shumila ki mujhe samjh nahi ati ..itni qabiliyat hai mat kartutain wohi uneducated wali ...
aap bhi apni intake dain naa[DOUBLEPOST=1348314879][/DOUBLEPOST]
agree completely ...
mujhe casting say bhi thori problem thi
kyun kay larki ko novel main simple banaya gaya tha ...kay larkay ko uski beauty say nahi magar simplicity say muhabat hoti hai ..magar dramay mein ...aur aik dum larki itni modern bana di gai thi ...
bachi bhi novel main zaayada cute image ki thi main nay[DOUBLEPOST=1348314899][/DOUBLEPOST]
sure sure ...[DOUBLEPOST=1348314926][/DOUBLEPOST]
acha kon sa aspect....
Is drama ki theme thori diffrent hai.
Sabah jo ke DR. ki wife ka rule play karrahi hai aur Shumaila dono ki soch ko dikhaya gaya hai.
Haleema ki shadi ek Dr. se kardi gai jab ke woh itni parhi likhi nhi thi dono ki soch aur rehne dressing etc. Dr. sahab ki mother ko Haleema thek lagi aur shadi kardi.
Ab yahan yeh pehlu dikhaya gaya hai ke dono ke mental level mai farq hone ki wajha se Haleema ko kitna suffer karna parta hai.
hamare society mai ajj bohut se log aesa he karte hain bohut se parents apne bachon ki ray ko side mai rkh kar unki zindagi ka faisla karte hain aur aksar us mai suffer larki ko karna parta hai. dosri bat yeh ke hamesha apne level aur status ke mutabiq apne larke ya larki ki shadi karni chahiye, agar apne se neeche level par karenge tab bhi problems hoti hain aur apne unche level par bhi yahi probs hoti hai. Is mai un larkion ke liye bhi sabaq hai jo apne liye kisi Shezada Gulfaam ka intezar karti hain novels ki duniya mai reh kar haqiqi duniya se dor bhagti hain.
dosri taraf Shumaila ka character un loogon ko highlight karta hai jo apni aana mai a kar smjh bhooj kho dete hain Q ke jab insan aana ka pujari ban jata hai phir uske bad us mai sahi aur ghalat ki yameez chali jati hai woh ek hewan ban jata hai chahe woh kitna he parha likha Q na ho. Shuamila jis larke ko pasand karti thi Haleema ne us se uski shadi na hone di Q ke larka sahi nhi tha jsika badla shumaila ne lia aur ab teeno he suffer karrahe hain Haleema, DR, Shumaila
 
Rubi

๋• ˆ⌣ˆ ● ĴнαLLi ● ˆ⌣ˆ •๋
Hot Shot
Aug 17, 2010
47,979
14,096
913
WoℵdeℜLaℵd ツ
walaikum assalam
hv u seen Drama serial Tootey Hue per frm Geo TV???? Akbari Asghari Or Khuda aur Muhabbat frm HUM tv????{}{78iu hv onli seen dese dramas frm past few years
else u can discuss abt "Humsafar" , n i assure u everyone on TM would be excited to discuss on it:D
yay humsafarrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrr {()|ddddhaha :p
han Khuda Aur Muhabbat b akheer tha :x ...
pr yeh sb toh kab k khtm ho chuky {}{78iu

jo naye chl rhy hyn unpe discuss krty hyn naw :D
wyse ek ARY pe ata tha AETRAAF woh b sahi tha ;)
mgr HUM k xbrdst hoty hyn :-bd
 
Bela

~*~A|!c3 in w0nd3r|@nd~*~
Active Member
Feb 4, 2010
5,975
3,851
1,113
Madrid, Spain
acha kon sa aspect....
aik to ye k jesa Ariffa k sath hoa or phr jesa uski family ne uske sath deal kia esply her fiancee..........
bht different tha...............
is a lesson for all society.........
q k hmary haan esa nai hota larki ki zaindagi ajeran kr dety han......
parents hi accept nai krty

n 2nd baad me share kru gi
 
  • Like
Reactions: Detective

PakizahDuaa123

Active Member
Sep 16, 2012
211
248
43
منزل سے کچھ دور
Is drama ki theme thori diffrent hai.
Sabah jo ke DR. ki wife ka rule play karrahi hai aur Shumaila dono ki soch ko dikhaya gaya hai.
Haleema ki shadi ek Dr. se kardi gai jab ke woh itni parhi likhi nhi thi dono ki soch aur rehne dressing etc. Dr. sahab ki mother ko Haleema thek lagi aur shadi kardi.
Ab yahan yeh pehlu dikhaya gaya hai ke dono ke mental level mai farq hone ki wajha se Haleema ko kitna suffer karna parta hai.
hamare society mai ajj bohut se log aesa he karte hain bohut se parents apne bachon ki ray ko side mai rkh kar unki zindagi ka faisla karte hain aur aksar us mai suffer larki ko karna parta hai. dosri bat yeh ke hamesha apne level aur status ke mutabiq apne larke ya larki ki shadi karni chahiye, agar apne se neeche level par karenge tab bhi problems hoti hain aur apne unche level par bhi yahi probs hoti hai. Is mai un larkion ke liye bhi sabaq hai jo apne liye kisi Shezada Gulfaam ka intezar karti hain novels ki duniya mai reh kar haqiqi duniya se dor bhagti hain.
dosri taraf Shumaila ka character un loogon ko highlight karta hai jo apni aana mai a kar smjh bhooj kho dete hain Q ke jab insan aana ka pujari ban jata hai phir uske bad us mai sahi aur ghalat ki yameez chali jati hai woh ek hewan ban jata hai chahe woh kitna he parha likha Q na ho. Shuamila jis larke ko pasand karti thi Haleema ne us se uski shadi na hone di Q ke larka sahi nhi tha jsika badla shumaila ne lia aur ab teeno he suffer karrahe hain Haleema, DR, Shumaila
bilkul buhat acha analysis kiya hai tumnay
magar mujhe dr. zarina ka character buhat acha laga..itni achay say usnay saim ki baaton ka muhn tor jawab diya
aur ab bhi halima ki madad kar rahi hai ..
aur aj kal halima kay liye tu main buhat cheer kar rahi hoon
uska character ab buhat strong ho gaya hai ....[DOUBLEPOST=1348334446][/DOUBLEPOST]
aik to ye k jesa Ariffa k sath hoa or phr jesa uski family ne uske sath deal kia esply her fiancee..........
bht different tha...............
is a lesson for all society.........
q k hmary haan esa nai hota larki ki zaindagi ajeran kr dety han......
parents hi accept nai krty

n 2nd baad me share kru gi
hain mujhe bhi ajeeb laga aur acha bhi
kay uskay fiancee nay uska saath diya..
dosri main yeh kahon gi kay
uski behan ka husband kitna acha hai phir bhi society usko handicap bolti hai ..he is better than most guys[DOUBLEPOST=1348334492][/DOUBLEPOST]
yay humsafarrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrr {()|ddddhaha :p
han Khuda Aur Muhabbat b akheer tha :x ...
pr yeh sb toh kab k khtm ho chuky {}{78iu

jo naye chl rhy hyn unpe discuss krty hyn naw :D
wyse ek ARY pe ata tha AETRAAF woh b sahi tha ;)
mgr HUM k xbrdst hoty hyn :-bd
aap kon say daykhe rahi hain hum per
 
  • Like
Reactions: Silent Soul

Toobi

dhondo gy molko molko milnay k nae,nayab hum..
Hot Shot
Aug 4, 2009
17,252
11,897
1,313
39
peshawar
hahaha Akbari Asghari was best drama sis:D main har week be sabri se w8 karti thi is ka coz ek yehi drama tha jis main khul hasne ko milta hai :) sab hi characters bot acche the:D bee jee tou best thin:D aur phupho ki english,urdu,punjabi ka mixture sun k bot hasi aati thi
Imran aur Fahad ki acting b bot acchi thi, overall har ek ka role hi funny aur talent se bharpoor tha{(heart)}

abdul qadir ka kaafi suna hai k accha drama tha, but dekha nai:s just akbari asghari, tootey hue per, khuda aur muhabbat , meri zaat zarra-e-be nishan dramas hain jo dekhe n dey were the best dramas:)
sacche bay ji ki panjabi,unki laraka styel batay...even last may jub wo dulhan bante hay to sach may un par piyar ata hay...nf fahad ko dek kar kia u bol sakte ho k ye larka hamsafar may itna serious banda ta..........omg uski acting bht he alla te..zara b me ko over feel nae howa...over all best darama ta....{(heart)}

ha may abdul qadir story b ache te nd darama b pasand aya...saba pervez har roop may bht jachte hay...
 
Silent Soul

Banned
May 24, 2012
3,420
2,568
113
Karachi
bilkul buhat acha analysis kiya hai tumnay
magar mujhe dr. zarina ka character buhat acha laga..itni achay say usnay saim ki baaton ka muhn tor jawab diya
aur ab bhi halima ki madad kar rahi hai ..
aur aj kal halima kay liye tu main buhat cheer kar rahi hoon
uska character ab buhat strong ho gaya hai ....[DOUBLEPOST=1348334446][/DOUBLEPOST]
hain mujhe bhi ajeeb laga aur acha bhi
kay uskay fiancee nay uska saath diya..
dosri main yeh kahon gi kay
uski behan ka husband kitna acha hai phir bhi society usko handicap bolti hai ..he is better than most guys[DOUBLEPOST=1348334492][/DOUBLEPOST]
aap kon say daykhe rahi hain hum per
Haan ek taraf yeh bhi dekhaya gaya hai aese bhi log hote hain jo kitna he parh len apni wazah qa'ta nhi bdalte. Zunia ka character bhi aesa he hai and finally Haleema bhi kch reaction dene lagi hai otherwise usne 7 saal chup rehkar he guzar diye use kch to react karna chahiye tha after all Dr ne har bar uski self respect ko rondne ka koi mouqa nhi chora
lets see agay kia hota hai:D
 
zehar

VIP
Apr 29, 2012
26,600
16,301
1,313
bari aapa main nay promo tu nahi daykhay....
magar chalo main try karti hoon....
aap koi english show daykhati hain?[DOUBLEPOST=1348335825][/DOUBLEPOST]yaa indian
nahi just for lough daikhti hon kabhi kabaar ya mr bean(hgj)[DOUBLEPOST=1348336107][/DOUBLEPOST]
walikum salam
nice thread dua

but muje samaj nai aarahi kya discuss karni hai dramas k barey mai
yeho jo ap dramas daikhti ho unki story kc lgti hai ya konsa drama best hai
 
Top