*Pakistan Humari Jan*

  • Work-from-home

mashraki.larka

Super Star
Jun 23, 2010
10,598
4,907
713
36
KHUDA KI BASTI
Ye chand tare ka jhilmilata nayara parcham
Hamara parcham
Ye pyara parcham
Ye parchamon main azeem parcham
Ata e Rab e Kareem parcham
Hamara parcham, ye pyara parcham
Hamare azmat ka pasban hai
Hamare millat ka tarjuman hai
Hamare ahsas ka biyan hai
Hamari ibrat ka asman hai
Azeem millat, azeem parcham
Ata e Rab e Kareem parcham
Hamara parcham, ye pyara parcham
Fiza main naghme luta raha hai
Shaor e millat jaga raha hai
Dil o nazar main sama raha hai
Tamam alam pe cha raha hai
Tarange moje naseem parcham
Hada e rakhe kareem parcham
Hamara parcham, ye pyara parcham
Yehi nisham e hajam hamara
Yehi hai apnay karam hamara
Ye jaan hamari ye dum hamara
Rahe ga ooncha alam hamara
Alam hamara, azeem parcham
Ata e Rab e Kareem parcham
Hamara parcham, ye pyara parcham

 
Top