nikah ka msla

  • Work-from-home

ibrahim44

Newbie
Jul 19, 2011
2
0
0
agr 1 lrka aur lrki akely hun aur achank nikah ki zrurat pesh aay aur larka lrki sy kahy kia tmhen mj sy nikah qabul hy aur lrki 3 bar han keh dy tu kia nikah ho jata hy
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
agr 1 lrka aur lrki akely hun aur achank nikah ki zrurat pesh aay aur larka lrki sy kahy kia tmhen mj sy nikah qabul hy aur lrki 3 bar han keh dy tu kia nikah ho jata hy

Assalamu Alaykum Wrwb :)

janab nikah k liye shart hai k dono ladka aur ladki razi hon aur sath me wali ki ijazat aur do adil gawahon ki maujoodgi aur ladki bina wali ki ijazat shadi nahi karsakti

khud ek ladka aur ladki ek dusre se teen baar nahi hazar baar bhi ye kehlen k qabul hai to nikah nahi hoga

Allah hame deen ki sahi samajh aata farmaye Aameen
 
Top