My Ghazal For Zooni

  • Work-from-home

*Muskaan*

TM Star
May 1, 2012
4,425
1,299
113
Assalaamu alaikum doston dosti eik aisa rishta hai jisme do bandhe huwe loug
agar dosti ka matlab achhe tarah jaante hon to woh aapas mein eik dooje ke
tamam sukh dukh pyar ghussa baat barsaat achhe bure halaat ehsaas o jazbaat
me shareek hote hain aur zahir hai phir aise khaas dost dil azeez bhi hote hain
so mein aaj apne eik dilazeez dil qareeb meri khaas dost Zoonia per likhi huwi
apni eik ghazal peish kar raha hoon aur yaqeen jaanen doston jitni achhi ye
haqeeqat mein hain ye ghazal uske muqabil kuch bhi nahin
My ghazal for Zoonia
Kalaaiy kali si surat mehtab si hai
meri wo dost bilkul ghulab si hai
tareef uske guftagoo ki kya karun
uski to khamoshi bhi adab adaab si hai
hate inse einak to ho jaaye shehr ujala
ke uski nigaah roshan aftaab si hai
door nazron se hun uske dil se nahin
ilm hai wo kab khush kab betaab si hai
youn wo aansu ponch kar hansati hai mujhe
lagta hai uski dosti kisi khwaab si hai
sach hai ke dunya use jaan nahin sakti
ke wo seerat o surat me lajawaab si hai
is ke bina to adhoora sa lagta hai sub ke
agar me sawaal to zooni jawab si hai
kya karun uske baaton aadaton ka tazkira
us ki to eik ada bhi qabil e kitab si hai
bazahir lagta nahin magar wasta e ChiragH
Zooni aksar khushion ke asbaab si hai

***S_ChiragH***
[DOUBLEPOST=1352621041][/DOUBLEPOST]@zoonia @Bela @Zee Leo @Hans_Mukh @RedRose64 @Don @Pari @Atif-adi @hoorain @Hoor[DOUBLEPOST=1352621105][/DOUBLEPOST]@Fa!th @faari @Sabah @masoom_se_chahat @DuFFer @anoush @Silent Soul @Dreamy Boy @$onu @Khwahish
Wa Alikum Aslaam........
waah bhai ..........bohat achi ghazal likhi hay app nay:)
 

whiteros

'"The queen of kindness''
Super Star
Dec 20, 2011
10,936
3,866
1,313
is ke bina to adhoora sa lagta hai sub ke
agar me sawaal to zooni jawab si hai
wah bohat khoob choty bhai ZABARDAST
 

Rahath

smile :)
TM Star
Aug 2, 2012
1,780
2,909
513
karachi
Assalaamu alaikum doston dosti eik aisa rishta hai jisme do bandhe huwe loug
agar dosti ka matlab achhe tarah jaante hon to woh aapas mein eik dooje ke
tamam sukh dukh pyar ghussa baat barsaat achhe bure halaat ehsaas o jazbaat
me shareek hote hain aur zahir hai phir aise khaas dost dil azeez bhi hote hain
so mein aaj apne eik dilazeez dil qareeb meri khaas dost Zoonia per likhi huwi
apni eik ghazal peish kar raha hoon aur yaqeen jaanen doston jitni achhi ye
haqeeqat mein hain ye ghazal uske muqabil kuch bhi nahin
My ghazal for Zoonia
Kalaaiy kali si surat mehtab si hai
meri wo dost bilkul ghulab si hai
tareef uske guftagoo ki kya karun
uski to khamoshi bhi adab adaab si hai
hate inse einak to ho jaaye shehr ujala
ke uski nigaah roshan aftaab si hai
door nazron se hun uske dil se nahin
ilm hai wo kab khush kab betaab si hai
youn wo aansu ponch kar hansati hai mujhe
lagta hai uski dosti kisi khwaab si hai
sach hai ke dunya use jaan nahin sakti
ke wo seerat o surat me lajawaab si hai
is ke bina to adhoora sa lagta hai sub ke
agar me sawaal to zooni jawab si hai
kya karun uske baaton aadaton ka tazkira
us ki to eik ada bhi qabil e kitab si hai
bazahir lagta nahin magar wasta e ChiragH
Zooni aksar khushion ke asbaab si hai

***S_ChiragH***
[DOUBLEPOST=1352621041][/DOUBLEPOST]@zoonia @Bela @Zee Leo @Hans_Mukh @RedRose64 @Don @Pari @Atif-adi @hoorain @Hoor[DOUBLEPOST=1352621105][/DOUBLEPOST]@Fa!th @faari @Sabah @masoom_se_chahat @DuFFer @anoush @Silent Soul @Dreamy Boy @$onu @Khwahish
wah kya bat hy zabardast bhut he ala
 

Mamin Mirza

Active Member
is ke bina to adhoora sa lagta hai sub ke
agar me sawaal to zooni jawab si hai
shabashhhhhhhh,
arz kiya hai,
ye sawal jawab ka silsila na karna taveel
phir kaho ge k ye duniya bari khar dar si hai,
hahahahahaha
@zoonia wah ji baji chawanni kiya baat hai aapki bari hai haseen dedication mili hai aapko,:p
apa ji ab tou gardan ko theek kar lay.
bohat bohat boaht zabardast dedication janab...!!!
[DOUBLEPOST=1353524884][/DOUBLEPOST]
aray @S_ChiragH a gai na main and @whiteros bht shukriya jzakaAllh
haan chain tou tujhe hai hi nahi na chawanni.!!
 

Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,085
1,313
31
Karachi,PK
is ke bina to adhoora sa lagta hai sub ke
agar me sawaal to zooni jawab si hai
shabashhhhhhhh,
arz kiya hai,
ye sawal jawab ka silsila na karna taveel
phir kaho ge k ye duniya bari khar dar si hai,
hahahahahaha
@zoonia wah ji baji chawanni kiya baat hai aapki bari hai haseen dedication mili hai aapko,:p
apa ji ab tou gardan ko theek kar lay.
bohat bohat boaht zabardast dedication janab...!!!
[DOUBLEPOST=1353524884][/DOUBLEPOST]

haan chain tou tujhe hai hi nahi na chawanni.!!
Hahha ghazal ko pasand karne ka bohot bohot shukria Mamin ji .
 
  • Like
Reactions: Mamin Mirza

zoonia

TM Star
Jul 1, 2012
1,216
1,073
163
is ke bina to adhoora sa lagta hai sub ke
agar me sawaal to zooni jawab si hai
shabashhhhhhhh,
arz kiya hai,
ye sawal jawab ka silsila na karna taveel
phir kaho ge k ye duniya bari khar dar si hai,
hahahahahaha
@zoonia wah ji baji chawanni kiya baat hai aapki bari hai haseen dedication mili hai aapko,:p
apa ji ab tou gardan ko theek kar lay.
bohat bohat boaht zabardast dedication janab...!!!
[DOUBLEPOST=1353524884][/DOUBLEPOST]

haan chain tou tujhe hai hi nahi na chawanni.!!
hahahaha wah kia bat hai tu nain jwabi shair keh kr chiragh ko dranay ki koshish ki ..aho mujhay b achi lgi dedication :D hhaha gardan ka tu masage kray gi to theek honi hai
 
  • Like
Reactions: S_ChiragH
Top