Musalman Larki Ki Shaadi, Islam Ke Nazariye Se...?

  • Work-from-home
Jan 4, 2010
14,281
3,264
0
29
Ap k dil mein :D
Main ap ko ap ki zaban main samajta hun, meray khiyal main ap ko english sahi samj nahi ati.

Mje yeh yaqeen hai kay ap kisi shaks ki logic pe yaqeen nahi karain gi chahe woh kitni se kitni bari daleel lay kay a jaye. Ap ka yeh point hai kay larki ko islam se bahir shadi karnay ki ijazat kyun nahi. or baqi logon ka point hai kay Allah ka Hukam hai

AP do cheezain a jati hain hain

1. Ap islam se bahir shadi karna chahti hain
2. Lekan Islam ess Cheez ki Ijizat nahi Deta.

To ess ka simple sa Hal hai, Ya to ap Islam ko follow karain Ya Apni Khawashat ko.
Aik taraf ap Allah ko manti hain or dosri tarah Allah Kay hukam ki nafarmani ki waja doondh rahi hain kia yeh kulha Tazad nahi hai Ap kay Eman or Ap kay Amal main;

Esss ka simple haal yahi hai, Islam ko chor dain or jis se ap mohabbat karti hain us ko follow shuru kar dain

Asal main, Main ne Muslimano, ession or Yadion main yeh cheez bohat dekhi hai Aik Taraf woh Jannat main Jana Chahtay hain or dosri Taraf woh dunia main bhi rehna chahtay hain. Agar Islam, Chrisitniaty ya Judasim Kharab hai to ap phir kis jannat ko dekh rahay hain.
huffohh aik baar nhi itni baar keh chuki honnn k aisa ho he nhi skta k Allah Ta'la kisi ko is duniya mein mar mar kar jeene per majboor kr dennnnnn k sirff Islam ki nasal ziyada ho ? Us khuda ki ibadat krne k liye uske apneeee he 124000 paighamber bht heinnnnnn to wo fir kyunnn chahenge k aik muslim larki kisi non-muslim se shaadi is liye na krennnnnn k NASAL AGE WALI MUSALMAN nhi hogi ??{(nea)}
 
Jan 4, 2010
14,281
3,264
0
29
Ap k dil mein :D
or ap baat yaqeen ki kr re ho na, to agher ap mein se koi aik b koi aisi reason la kar de na jiske bad koi point na bane age sawal krne ka or baat fir wahan he khtm ho jayegi :) or bajaye tanz krne k agher sehi se jawab do to ziyuada behtar hai or agehr jwab nhi ata to chup kr kar beth jao bajaye kisi ko galat rehnumayi dene k {(wacko)}
 
Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!

huffohh aik baar nhi itni baar keh chuki honnn k aisa ho he nhi skta k Allah Ta'la kisi ko is duniya mein mar mar kar jeene per majboor kr dennnnnn k sirff Islam ki nasal ziyada ho ? Us khuda ki ibadat krne k liye uske apneeee he 124000 paighamber bht heinnnnnn to wo fir kyunnn chahenge k aik muslim larki kisi non-muslim se shaadi is liye na krennnnnn k NASAL AGE WALI MUSALMAN nhi hogi ??{(nea)}
ALLAH tala aisa is liye chahtey hain q k ALLAH ko apne bandon se bohat pyaar hay aur ALLAH apne sab bandon ko jannat daina chatey hain aur jannat muslims k liye hay .....
aur doosri baat ALLAH ko hamari ibdton ki zaroorat nhi hum ehsaan nhi karte faqt 5 time nimaz parh k waise bhi ALLAH to niyaton ko jaanta hay
nimaz parhna ibadat karna haamri ALLAH se muhabbat hay
ALLAH ham se itni muhabbat kartey hain itni naimton se nawaztain hain
aur hum apni baar kitne khud gharz ho jaatey hain (ye kesi muhabbat hay)??
waise bhi ye aik fitri amal hay jab insan kisi cheez ko bohat pasand karne lagta hay na to koi bhi baat koi bhi rule koi bhi daleel jo us cheez k khilaaf jaaeygi wo insan ko strict hi lagge gi ye sirf aik waqti soch hay
waqt guzarne k saath khud bohat si batain samajh aa jaati hain
 
kingsalah

Banned
Jul 22, 2009
256
149
0
36

Nasal Baranay Wali Baat main to nahi Ki. Woh to jis shaks ne ki hai ap ko batain. Ap to meri Nasal Napaid karnay kay darpay ho Gai hain, Ufffff aj mera akhri din. Lagta hai urdu or english main supply ayi thi???

Larki ko samjana or pathan or rakhsay main betana
{(wacko)}{(wacko)}

---------- Post added at 12:49 PM ---------- Previous post was at 12:46 PM ----------

Masla to yahi hai, Yeh baat samj nahi a rahi, Aik taraf Jannat bhi Chatey hain or Dosri taraf Nafarmani Bhi.
 
hahahahaaha king ji baat yahan supply ki nhi ho ri meri supply ka koi tallaq nhi mere questions se, wo alag baat hai apke passs answer nhi to tape ja re ho :p

Or ap ne b bus itna he kaha k Quran mein likha hai so we have to follow it, to oke yahi sehi btt still u havnt told any reason{(wacko)} or ap ne to ye b kaha k agher koi larki aisa karti hai wo apna khuda he badal de ? lols khud ko pta hai nhi or chale dosron ko ulti patiyan parhane {(nea)}

or rhi apki baat nafarmani ki to uske bare mein yahi kahongi k agher jeete jeee heee aik sath itni zindgian barbad krenge sirf issi religion k pange k liye kisi non-muslim se nafrt krenge just coz of k wo muslim nhi? too jannat mein jane ki baat b phr sirf khuwab he smjhiye ap :p

Abhi thori der pehle mein utube pe video dekh ri thi k relgn ki fkr ki wajah se do pyaar karne walon ne zeher kha kar apni jaan de di ? to is bare mein kia kehna chahoge ? jis trah unke parents nhi mane shaadi ko just coz k age ki nasal Muslim nhi hogi? or ab to wo dono marr chuke hein, kia ho jata agehr unki shaadi ho jati or kch din jee lete sath ? {(wacko)} Per nhi humareeee logon ko age ki jannat ki parri hoyi hai dosron ko jeena yahan barbad krke ? Rabb b fir aise jannat nhi dega :)

humara muashra he aisa hai, mein qasoor muashre ko he deti hon Islam ko nhi, humaree apne he logon ne apne he rlgn ka pattanger bnaya hoya hai {(nea)}
 
  • Like
Reactions: smart-gangster

ENCOUNTER-007

Newbie
Feb 10, 2011
516
834
0
Medan e Jihad
میری بہن ادھوری محبت
السلام علیکم

آپ کے سوال کے ضمن میں یہ چھ صفحات کی پوسٹ کسی قدر آپ کو مطمئن کرسکتی ہے اس کے بعد بھی اگر آپ کے ذہن میں کوئی اشکال باقی رہتا ہے تو ہم کیا کرسکتے ہیں کیوں کہ ایک مسلمان کے لئے اتنا ہی کافی ہے۔ اور جو مسلمان اسلام کی حدود کر پاڑ کرچکا ہوں اس کے لئے ہزاروں دلائل بھی ایسے ہیں جیسے بھینس کے آگے بین بجانا
کچھ لوگ ایسے ہیں جان سمجھ کر اور علم رکھ کر بھی قرآن و سنت کے احکامات میں اشکالات پیدا کرکے لوگوں کو گمراہ کرتے ہیں
اس سے اسلام کا کچھ نہیں بگڑتا بلکہ انسان اپنی ہی دنیا و آخرت خراب کرتا ہے
اللہ تعالی ہماری اور ہمارے ایمان کی حفا ظت فرمائے

Ap ko meri Baat Samj nahi a rahi. Musliman, Yahoodi or Ession Yeh Yaqeen rakhtay hain kay un ka khuda bohat hikmat wala hai, or yeh bhi yaqeen rakhtay hain kay khuda ki hikmat bazoqat insani logic nahi samj sakti. Kyun kay insan ki hikmat ki aik limit hai. Ap chookay Muslimaan hain ess ap ka yeh belief by default hai Kay khuda bohat hikmat wala hai. Jab Khuda ne aik cheez Quran main likh di hai to ap ko uss ko follow karna chahe na kay uss mian se keeray Nikalana chahe.

Or dosri baat yeh hai kay ap Islam se addori Mohbaat bhi Karti hain or Islam ko chorna bhi nahi chahti to ess ka aik hi haal yah Ap apni Khuwaish ko chor ya phir Allah kay Hukam ko Tor dain.

Ap jannat main gar bhi chahti hai or sath jis cheez ka khuda ne hukam dia hai uss ki logic doond rahi . Kia yeh khula tazad nahi Mohtarama

Please ap muje Batain Ap do Khastion ki Musfir Kyun hain. or Islam ka mutlib kia hai?

Uffff Kal to mian bach gaya tha aj nahi bach sakoon ga. {(wacko)}
 
Toobi

dhondo gy molko molko milnay k nae,nayab hum..
Hot Shot
Aug 4, 2009
17,252
11,897
1,313
39
peshawar
AM siso apki soch gumrahe ki simt jarahe hay...plz dear apni soch ko positive rukh day...
bs jo bat hamaray Allah or NABI SAW ko pasand nae,wo hamay b pasand nae honi chahye...
aj ye hamaray iman ki kamzore hay k humaray mind may asay asay sawalat arahay hay..
 
Toobi

dhondo gy molko molko milnay k nae,nayab hum..
Hot Shot
Aug 4, 2009
17,252
11,897
1,313
39
peshawar
میری بہن ادھوری محبت
السلام علیکم

آپ کے سوال کے ضمن میں یہ چھ صفحات کی پوسٹ کسی قدر آپ کو مطمئن کرسکتی ہے اس کے بعد بھی اگر آپ کے ذہن میں کوئی اشکال باقی رہتا ہے تو ہم کیا کرسکتے ہیں کیوں کہ ایک مسلمان کے لئے اتنا ہی کافی ہے۔ اور جو مسلمان اسلام کی حدود کر پاڑ کرچکا ہوں اس کے لئے ہزاروں دلائل بھی ایسے ہیں جیسے بھینس کے آگے بین بجانا
کچھ لوگ ایسے ہیں جان سمجھ کر اور علم رکھ کر بھی قرآن و سنت کے احکامات میں اشکالات پیدا کرکے لوگوں کو گمراہ کرتے ہیں
اس سے اسلام کا کچھ نہیں بگڑتا بلکہ انسان اپنی ہی دنیا و آخرت خراب کرتا ہے
اللہ تعالی ہماری اور ہمارے ایمان کی حفا ظت فرمائے

apki ye post darya ko koozay may band karnay k motaradif hay...jazakAllah khair bhai...
yaqenan ab kise behas ki koe gunjaiesh nishta..............
 
Zee Leo

~Leo ! The K!ng~
Banned
Aug 1, 2008
56,471
23,637
713
Karachi

Muslim b kese ho jaye wo Zoo, aik baar iss baat ko b to sochooo, k sirf issi liye shaadi nhi ho skti coz age ki nasal Muslim nhi hogi? isssi liye harrap jao uski khushiyan? or fir umeeed rkho k dosra banda Islam ko accept kr le ta k age ki nasal Muslim kehlayi jaye? ye shaadii hai ya sauda ? jab itne strict rules btaye ja re hein or koi theek si reason b nhi btayi ja ri or fir aman k naam per kaha ja ra hai k Islam ki nasal kam ho jayegi to is liye Muslim larki non muslim se shaadi na kre ? it doesnt make senseeeee :(
mujhe sirf is baat ka jawab doo ke shadi karney ka hukum kyon aya hai ? lets tell me what islam said about marriage? kyon karney ka hukum hai shadi ka? .. sirf Islam he nahi dosrey mazahib main bhi shadi karney ko kyon lazmi qarar dya gaya hai?
 
Toobi

dhondo gy molko molko milnay k nae,nayab hum..
Hot Shot
Aug 4, 2009
17,252
11,897
1,313
39
peshawar

mujhe sirf is baat ka jawab doo ke shadi karney ka hukum kyon aya hai ? lets tell me what islam said about marriage? kyon karney ka hukum hai shadi ka? .. sirf Islam he nahi dosrey mazahib main bhi shadi karney ko kyon lazmi qarar dya gaya hai?
thx zeeshan tumnay ye sawal poch lia,mujy pochnay may jijak c te,am am siso ab ap kia jwab doge?now tell me...
 
  • Like
Reactions: Zee Leo

Zee Leo

~Leo ! The K!ng~
Banned
Aug 1, 2008
56,471
23,637
713
Karachi

ap kya chahte hain wo larka bhi muslim ban ke kal ko ap jaise hiii karee ??
mtlb baat simplee hai har trf se jehi jawaab hi mil rha hai ki jo marji ho bss aage bache muslim hone chahiye popultion jyada honi chahiye uuuffff....
mr or miss what do u mean by ke mere jaisa ho jaye? Alhamdullilah i am muslim aur mujhe fakhar hai ke main muslim hon aur islam ko manta hon. chaloo aap bhi zara ye toe batao shadi kartey kyon hain? kin wajoohat ki bina pe shadi ki jati hai? if u have some knowledge about this then share ok
 
~Bahaar~

Newbie
Dec 22, 2009
20,494
12,426
513
Mei to itna hi kahungi k Jisko Allah aur Quran k ahkamaat par hi eteraaz hai.Jo Quran k dalael nahi manta to abb isse zyada badnaseebi aur kya hogi aise musalman ki?JO Quran hukum de chuka uspar bahes k manay yhi hain k Allah k hukum se mutmaen nahi aur Jo Quran se mutmaen nhi wo hum chand logon ki baaton se kya satisfy hoga?
Ek musalman ko Allah ka hukum aur Quran ka qanoon pabandi ya zyadti lagta hai to aise ahele islam ko kya kaha jaye?
Dua hai k aise gumraahi ki taraf chalnewale musalmanon ko Allah nek hidayath de aur Sirat e mustaqeem par chalaye...Ameen...................
Mere khyal me dosto yahan par bahes bekaar hai kyun k iss waqt us musalman ki ankhon par patti bandhi hui hai..
Jab kuch dino me sachayi ka samna hoga to Allah bhi nazar ayga aur din me Taaray bhi........Allah khair kare...
 
New Wolf

TM Star
Jul 17, 2010
9,253
3,441
113
ye sawaal or aysi sooch sirf usi ki ho skti he jiska khud ka dil ksi non muslin larke par agya he...or ab usko islaam ki ye had rukaawat lg rhi he uski shaadi me...0476.gif
islaam ne to or bhi cheezain mna kr rkhi hain..un pr to ksi ne nhi socha k aysa q he ya kya fyda ya kya nuksaan he..3D Smiles (206).gif
pig q hraam he ya islaam ne q mna kya..?
shraab q hraam he kya rezn he iska..?aysi bohot si chezn hain jin se hm mna kiye gye hain..ab us me hikmat kya he ye to allah ki zaat se behtar koi nhi jaanta or na koi behtar jwaab de skta he aapko..
wese herat he k apni khshi ki khaatir aaj allah ki ya rasool ki lgaayi hui hudoood rukaaawat lg rhi he..
ye he aaj ka muslmaaan....GREAT WORK 2.gif
 
Toobi

dhondo gy molko molko milnay k nae,nayab hum..
Hot Shot
Aug 4, 2009
17,252
11,897
1,313
39
peshawar
Mei to itna hi kahungi k Jisko Allah aur Quran k ahkamaat par hi eteraaz hai.Jo Quran k dalael nahi manta to abb isse zyada badnaseebi aur kya hogi aise musalman ki?JO Quran hukum de chuka uspar bahes k manay yhi hain k Allah k hukum se mutmaen nahi aur Jo Quran se mutmaen nhi wo hum chand logon ki baaton se kya satisfy hoga?
Ek musalman ko Allah ka hukum aur Quran ka qanoon pabandi ya zyadti lagta hai to aise ahele islam ko kya kaha jaye?
Dua hai k aise gumraahi ki taraf chalnewale musalmanon ko Allah nek hidayath de aur Sirat e mustaqeem par chalaye...Ameen...................
Mere khyal me dosto yahan par bahes bekaar hai kyun k iss waqt us musalman ki ankhon par patti bandhi hui hai..
Jab kuch dino me sachayi ka samna hoga to Allah bhi nazar ayga aur din me Taaray bhi........Allah khair kare...

ameen....
bahar i know k may b koe naik ya parsa nae ho,bht ginahgar bande ho Allah ki,but jub apko pata hay k jhot bolna gonah hay,to bs gonah hay,chahay ab kud bht ziada jhot bolo.lakin hum gonah kartay hay to kum say kum hamaray dil may ahsas hona chahye k ha manay kuda k ahkamat ki nafe ki hay,
gunah karna itna bara gunah nae hay,jitna us gonah par akharna,or us gonah ko sahe sabit karna bht he bara gonah hay.....
kuda sab mosalman behan bhaio ko muj sameat hidayat ata farmae..ameen
 
Atif-adi

-{عادي}-{Adi}-
VIP
Oct 1, 2009
34,469
21,486
1,313
Sharjah, U.A.E
diya...dear its not allowed in islam, jese sab ne kaha,per me ye kahunga pasand kerna koi gunah nai n still there are ways, ager wo larka iman le aye to is se bedh ker or kya bat hosakti hai? ager nai to bhool jana hi better hai kyu k wo tumare kabil hi nai... ager hoga to wo tumare lie islam bhi kobool kerlega, its not the matter k yaha larke kyu ker sake hain larkia kyu nai, kyu k ek khandan n family ka naam ek father se hi chalta hai, mother se nai...is lie Allah tallah ne muslim mardo ko gher muslim aurton ( ahley-kitab ) se shadi kerna ko jaiz karar dia hai... me tume mutmain nai ker paonga cuz me koi alim nai, per jaha tak mere ilm me hai mene tume batadia... :)
 
Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
hmmm
hey AM sis here's me sharing an article ,i hope k aap ko sab clear ho jaaeyga INSHAALLAH
is may sab sawalon k jawab hain.......

kingsalah n encounter ne kaafi had tak baat clear kar di hay baqi aap idhar se sab clear kar lo...

People often ask the question that if Muslim men are allowed to marry non-Muslim women, why Muslim women are not allowed to marry non-Muslim men. Firstly it is important to point out that Muslim men are not allowed to marry any non-Muslim women. The only people with whom the Muslim man is allowed to marry are from the People of the Book i.e. those who have faith in the previous revelations informed by Allah(swt).

“… (lawful unto you in marriage) are (not only) chaste women who are believers, but chaste women among the People of the Book, revealed before your time, – when ye give them their due dowers, and desire chastity, not lewdness, nor secret intrigues if any one rejects faith, fruitless is his work, and in the Hereafter he will be in the ranks of those who have lost (all spiritual good).” – [Quran 5:5]​

Also from the Quranic Ayah it is important to note that lawful are not all the women among the People of the Book but only the chaste ones. Apart from these, a Muslim man is not allowed to marry any other woman. Hence the question asked by people should be rephrased into ‘why can’t a Muslim woman marry from among the People of the Book?’

Islam being a complete way of life gives us the minutest details of how to live our lives and the roles we have in society. Man by nature tends to be dominant and woman by nature tends to be compromising. This is a fact which cannot be denied. Some women might claim that they are more dominant in their marriage etc and hence it is not always true that men are dominant. Even if I do agree that there are some women who are more dominant as compared to their husbands, these still are rare cases. Like two in a thousand and thus a minority. Islam is a universal religion and thus needs to secure people at a global level and thus in certain issues its rulings are based on the majority rather than minority.

One might ask here how Islam is securing the woman by its rulings on this matter. Primarily Islam teaches us to believe in all the prophets(pbut) that were sent by Allah(swt) to Mankind. Thus a Muslim by default believes in Jesus(as) and Moses(as). On the other hand, the Christian does not believe in Prophet Muhammad(saw) and the Jew does not believe in Muhammad(saw) nor Jesus(as) as prophets of Allah(swt). This is a very important point because a Muslim man would by default respect the prophet which his non-Muslim wife believes in but a non-Muslim man would not believe or respect the prophet which his wife believes in. After the couple has children, the non-Muslim wife would teach their child to love and respect the prophet she believes in. The Muslim man would certainly not object if his child is being taught to love Jesus(as) or Moses(as). On the other hand the non-Muslim husband might object when his Muslim wife would teach their child about Islam.

It is highly likely for the man to teach his children the religion he follows. A non-Muslim man with a Muslim wife would then teach their child to be a Christian or Jew. This would mean that the mother would have to be a witness to her child being led onto the wrong path. In such a situation the mother might retaliate by teaching her child the Islamic values and principles. This in turn would lead the relations between the spouses to turn sour. This could also lead to domestic violence.

The United States is a country which is most vociferous regarding rights of individuals. In a survey carried out by The Commonwealth Fund in 1998 and it was seen that there was an estimated 960,000 cases of domestic violence. They stated that around one-third of the American women report being physically or sexually abused by their husbands or boyfriends. Moreover they add that around thirty percent of the American people claim that they know of a woman who was abused physically by her husband or boyfriend. These are the realities which one tends to overlook when they speak about Islam being unfair to the Muslim woman. Further the non-Muslim spouse could end up divorcing his wife, which would lead to trauma for the Muslim woman and the children.

The non-Muslim husband would naturally not recognize Prophet Muhammad(saw) to be a prophet of Allah(swt) and might object to the Islamic practices of his wife. He could object to the hijab which the wife would wear. He could want the wife to dress more ‘moderately’ especially when accompanying him to a party. Moreover he could ask the wife to sit with him while he consumes alcohol. The husband could want the wife to serve alcohol for him and a couple of friends after dinner. It is a huge sin in Islam for a person to have anything to do with alcohol. Moreover the husband could want to eat pork for lunch or dinner and could ask the wife to cook it for him. Again this is something not allowed for a Muslim to do and thus would cause trouble in the family. The husband could find it okay for him to drink where his wife is offering prayers. It could be okay for the husband to keep a pet dog inside the house. This is another thing which is not allowed by Islam but the non-Muslim husband might not understand it. As it can be seen, there can be a lot of issues which can arise between the marriage of a Muslim woman and non-Muslim man.

It is also important to point out that the non-Muslim man could later on, either of himself or out of pressure from his family, compel the Muslim woman to accept the faith he follows. On the other hand, a Muslim man respects the People of the Book and is under strict instructions from Allah(swt) not to compel his wife to change her faith. Hence the rights of a non-Muslim wife are secure and protected in the house of a Muslim man whereas it is not necessarily the same in a vice versa situation.

One might say that it could also be possible for a non-Muslim wife to disrespect the Muslim husband’s beliefs as well. What is interesting is that such a case is highly unlikely to occur because of the teachings present in the books of the People of the Book. The Bible tells us that when Eve committed the sin, the punishment she received from God was:

To the woman he said,
“I will greatly increase your pains in childbearing;
with pain you will give birth to children.
Your desire will be for your husband,
and he will rule over you.” – [Genesis 3:16]
Thus to the women of the People of the Book, their scripture teaches that their husband will rule over them and they are not to speak against them as the husbands are given this position by God. It should be noted here that such a concept does not exist in Islam and both Adam and Eve are blamed equally for the sin they committed. For details on that issue refer to my article “Original Sin or Original Forgiveness – What is the lesson?”

Now let us further see what the religious scriptures, of the People of the Book, teach. They state that the wives are to submit to their husbands just as they submit to God. The wife is told to submit to their husbands just the way the church submits to Christ.

Wives, submit to your husbands as to the Lord. For the husband is the head of the wife as Christ is the head of the church, his body, of which he is the Savior. Now as the church submits to Christ, so also wives should submit to their husbands in everything. – [Ephesians 5:22-24]

Another verse that is important to mention is as such:

Wives, in the same way be submissive to your husbands so that, if any of them do not believe the word, they may be won over without words by the behavior of their wives, when they see the purity and reverence of your lives. – [1 Peter 3:1-2]

As one can see that the women of the People of the Book are told to completely submit to their husbands regardless of whether the husband believes in the word or not. To them the husband has been given a position by God to rule over them. Thus it is highly unlikely for her to disrespect her husband. At the same time the non-Muslim man comes from the line of thought that they are in this world to rule over their wives and that their wives should submit to them like they would submit to God. Hence it is highly likely for there to be clashes between the marriages of non-Muslim men with Muslim women.

However this would further give rise to another question which people could ask. They could say that Islam teaches the wife to be respectful towards her husband so then there should be no clash between a Muslim wife and her non-Muslim husband. This line of argument would hold to be true only if the husband was given a status above God in Islam. That is of course not the case and Islam asks for complete submission to Allah(swt) and then come other responsibilities. Islam stresses on Muslims to respect their parents yet Muslims are not supposed to follow their parents’ orders if they are contrary to the teachings of Islam. Similarly a Muslim woman is not to follow what her husband says if it is contrary to the teachings of Islam.

Thus keeping all the factors in mind any Muslim woman would agree that she is better off marrying a Muslim man as opposed to a non-Muslim man. Allah(swt) has Absolute Wisdom and thus He has set laws which are only better for us. We, being humans, have limited wisdom which is negligible in front of Allah(swt) and thus at times we might not be able to comprehend the true reason why certain things are forbidden in Islam. Allah(swt) does know that many would not recognize that which is bad for us and thus He says in the Quran:

But it is possible that you dislike a thing which is good for you, and that you love a thing which is bad for you. But Allah know, and ye know not. –​
[Quran 2:216]​
 
ENCOUNTER-007

Newbie
Feb 10, 2011
516
834
0
Medan e Jihad
میری بہن :
آپ کا ذہن بڑا کچا ہے آپ ایک ہی بات لے کر بیٹھ گئیں ہیں کہ آپ کی خوشی کیا ہے، آپ کی خواہش کیا ہاگر دنیا میں سب کی خوشیوں اور خواہشات کو پورا کرنے کا حق دے دیا جائے تو دنیا ہی ختم ہوجائیں
کوئی قانون بنتا ہے اصول ترتیب دئے جاتے ہیں تو اسی بنیادوں پر ترتیب پاتے ہیں کہ کسی کی حق تلفی نہ ہو، کسی کے ساتھ ظلم نہ ہو
مثال کے طور پر ایک شخص چاہتا ہے کہ وہ کھلم کھلا سربازار شراب پئے ، جوا کھیلے،زنا کرے وہ اس کی خوشی ہے لیکن قانون اور معاشرہ اسے اجازے نہیں دیتا ،
کیا آپ یہ کہیں گیں کہ جناب خوشی اس کا حق ہے اسے کیوں روکا جارہا ہے،
لیکن آپ بھی سمجھتی ہے کہ اس کی خوشی کی وجہ سے اجتماعی طور پر معاشرے میں برے اثرات مرتب ہونگے ، نوجوان خراب ہونگے اور اس طرح بہت سارے مسائل جنم لیں گے
میری بہن اسی طرح دنیا میں قوانین اور اصول بنائے جاتے ہیں
ہر انسان کو اس کے حال پر نہیں چھوڑا جاسکتا
دنیا میں انسان آیا ہے تو اسے ان اصولوں اور قوانین پر چلنا ہوگا
کوئی اس کی اجازت نہیں دے سکتا کہ انسان کو اس کی خوشی نا خوشی اور حال پر چھوڑ دیا جائے
کیا کبھی آپ نے اپنی خوشی کے لئے اس ملک کا قانون توڑا ہے جہاں آپ رہتی ہیں ، آخر اسلام کے کیخلاف ایسی سوچ کیوں?
 
Top