Mujhe 2 Islami Sawalon K Jawab Chaihiye

  • Work-from-home

shahzad771

Newbie
Oct 26, 2014
1
0
1
Q1: konsi aesi sunnat hai ko Kaaba shaeef ki taraf peeth kar k ada ki jati hai?
Q2: ek shakhs mujhe mila kehta hai mein eid ki namaz ada karta hun par khutba kahin aur ja kar sunta hun kia aesa karne se uske sare wajibat ada honge ya aesa karna thk hai?
plz answer lazmi den
 

LKK

TM Star
Oct 24, 2010
1,395
737
1,013
KOB
Pehla sawal mujeh samjh nahi aya ke kiya kehna chah rahy ho. Plz thora explain karain :)
 

LKK

TM Star
Oct 24, 2010
1,395
737
1,013
KOB
Jo 2sara sawaal hy us pr hadith/Fiqah khamosh hy. Behtar hy kisi scholar se rabta karin.
 
Top