Molana Tariq Jamil's Disputed Logic

  • Work-from-home

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
Assalamu Alaykum Wrwb :)

mualana tareeq jameel ne kya baat kahi hai agar us par guftugu hoti aur quran aur hadees ko samne rakh kar samjha jaata to parne aur is guftugu me hissa lene walon ke ilm me izafa hota

lekin yahan baat shaqsiat ko leke ho rahi hai jo bilkul ghalat hai

agar aage bhi issi tarah is thread me shaqsiat ke upar baat chalegi to phir ye thread close karna parega

@[USERGROUP=86]TM_STAFF[/USERGROUP]
 

HorrorReturns

Banned
Mar 27, 2013
6,009
1,093
163
bhaya jitna tym hota ha utna mutailaa krti hn me
nd hamre txt bookz me bhi islam ke hi bare me btaya howa ha
text book mian ismiayat jo us main tau islam ki alaf Bay bhi nahi hia... ap ko apni taraf se karna chahe ap ka deen hai...
 

Zia_Hayderi

TM Star
Mar 30, 2007
2,468
1,028
1,213
ALLAH jab humarey gunnah maaf kr daita hai ,,ALLAH bohot raheem hai aur ALLAH ka irshaad hai k Shirk k ilawa jiskey chahey gunnah maaf kr dey ,,Shirk sab sey bara aur khaterbak jurm hai jiski maafi nhi hai wo tou Pakistan mai zoro shour sey ho raha ,,,, baqi jo gunnah hai unki had muqarar ki gai hai ,, jab Quran aur hadees mai sab kuch saaf btaya gya hai humarey pak mai un qawaneen ki pairawi nhi ho rahi,, qatil bahir ghomm phirta ,, chor thorey paisey dey kr azad ho jata ...

mai tariq jameel sahib ki side nhi lai rahi kyon k mai unko follow nhi krti ...laikin mai kisi ko bura kehney k bhi haq mai nhi hon kyon k pak jaisey mulk mai aik sath koi bhi khush nhi ho sakta ,,, kyon k humarey firqawariyat bohot hai ,,, :borred
kia aap Hazoor PBUH, K reference ek bhi hadees pesh kar sakti hey- jis mey mujrim ko maaf kar dia ho- ek dafa ek shaKhs H k pass aya us ne kaha k muj sey guna hogaya hey, aap ne nazar andas kia kia magar jab us ne teen dafa kaha to pher aap ne us par had jari kardi- Aap h ney kaha jab tak baat terey Allah k darmian thi, ab es par gawahi par chuki hey- es lain saza hey-
jurm sey maashrey ko bachaney k lain deen mey saza di jati hey- es saza ko toba sey maaf nahi kia jata hey- akhrat ki saza ko allah agar toba qabool kar ley to maafi hey-
TJ mujrim sey mohabbat ki mantaq pesh karta hey jo islam ki taleem k khilaf hey- es tarah mujrim dandanata pherey ga- coruptio hogi, naach ghar, joa khana, sharab, sab ki choot hogi kun k, MUJRIM SEY MOHABBAT KRO.
 
  • Like
Reactions: candy and STAR24

Noor_Afridi

Super Star
Feb 28, 2009
14,443
9,602
1,313
40
karachi
zia bhai mje khud tariq jamil sahib ki kuch bataon se ikhtillaaaf .. yeah masoof.. ziada wqt daranay mian lagatay hain logon.. halankay keh allah kay rasool ne mobht ki ziada talqeen ki hai.... yeah hr wqt azab azab kartay rehtay hain.. ajeeb sa khoof hai dilon par
lagta hai bhai sahib aap nay Thread ghor SAy nahi phari aap k Zia bhai kO eteraz hai k wO mujrim Say muhabbat karnay ka keh rahay hain na k un ka haath pawOn katnay ka aap k Zia bhai kO iS baat par eteraz hai k unhO nay yeh Q nahi kaha k Mujrim k haath kat denay Chahiyeh un kO Sangsar kardena chahiyeh os ko phansi par latkha dena Chahiyeh OR aap eteraz kar rahay hain TariQ jamil Sahib har waQt eSsi batain karty hain pehlay aap dOnO decide karlay k un ki galti kia hai ..... Zia bhai mera khayal Say Toba Aik essi Cheez hai jiS say inSan k Tamam kabeera OR sageera gunah maaf hO jatay hain kOch ahadees Share kar raha hon umeed hai on par eteraz nahi hOga
images.jpeg
67381_229193123872316_1034376577_n_small.jpg
gunaho se toba.jpg

ab mujhe Aik baat ka jawab dain aagar Aik inSan toba kar elta hai tO kia wO mujrim hOwa agar wO mujrim nahi hOwa tO OS say nafrat Q karOn Or agar Os nay abhi tOba nahi ki tO hadees Say sabit hai k jab tak Os k jiSam may rOoh hai tO abhi tOba ka darwaza khula hai hO Sakta hai wO marnay Say pehlay Toba karlay Or Allah maaf karde Ossy tO kia meri nafrat jaiz hOi ... tO ab btayeh humay Os say nafrat karni Chahiyeh ya Os kO pyar say Toba k liyeh amada karna Chahiyeh @Zia_Hayderi
 
  • Like
Reactions: Toobi

Noor_Afridi

Super Star
Feb 28, 2009
14,443
9,602
1,313
40
karachi
hO Sakta hai mery kiSsi bhai kO hadees Say prblm hO tO Quran ki ayat ka Tarjuma Shair kar raha hOn jis may Allah nay tOba karnay walay k liyeh mafi ka elan kia hai
557987_601264666577377_1718899928_n.jpg
 
  • Like
Reactions: Toobi

Asheer

ஜÇatch-me'ıf U-caŋஜ
Super Star
Feb 10, 2013
11,974
5,140
1,113
Karachi
i dun know about the statement whether it's true or not..... but ghalat to kuch ni laga mujhy is me.... jurm sy nafrat karni chahiye na k mujrim sy..... y?? dekhain ham sab kisi na kisi tarah mujrim he hoty hen gunahgaar hen koi b doodh ka dhula ni hota... suppose ap koi ghalat kaam karen or sari dunya apsy nafrat karny lag jaey.... kesa feel karengy aap?? ho sakta hy khuda-nakhuasta banda dil bardashta ho kar deen o emaan sy he hath dho bethy!! zara apny mind ko wasee kar k sochen is bat ko.... on the other side agar mujrim ko us ki ghalti py pyar sy samjhaya jaey to ho sakta hy wo khud he aehsaas he sharmindgi sy jurm karna chor dy!!
so choice is urs!! k ap mujrim ko nafrat kar k or zyada jurm karny py amada karty hen ya us k sath muhabbat sy paish aa k us ko deen ki taraf raghib karna chahty hen
or jahan tk bat rhi saza ki to ye kisi aam admi ka kaam ni k har kisi ko us k kiye ki saza deta phiray, saza dena hukoomat e waqt ka kaam hy..... or mujrim ko saza milni b chahiye is bat sy me totally agree karta hu
i think apny thik sy samjha he ni is baat ko.... ye muashray ki taraf nishandahi ki gyi hy k agar koi shakhs badal-nakhuasta koi jurm kar bethta hy to us ko haqaarat ki nigah sy mat dekho balkay usy pyar or muhabbat sy deen ki taraf maael karo!!
last me phir yehi bat karunga k ham me sy koi b farishta ni.... koi na koi kabhi na kabhi koi jurm kar bethta hy lekin is ka ye matlab ni k us ko qaabil e nafrat bana diya jaey!!
@Zia_Hayderi
 

Zia_Hayderi

TM Star
Mar 30, 2007
2,468
1,028
1,213
lagta hai bhai sahib aap nay Thread ghor SAy nahi phari aap k Zia bhai kO eteraz hai k wO mujrim Say muhabbat karnay ka keh rahay hain na k un ka haath pawOn katnay ka aap k Zia bhai kO iS baat par eteraz hai k unhO nay yeh Q nahi kaha k Mujrim k haath kat denay Chahiyeh un kO Sangsar kardena chahiyeh os ko phansi par latkha dena Chahiyeh OR aap eteraz kar rahay hain TariQ jamil Sahib har waQt eSsi batain karty hain pehlay aap dOnO decide karlay k un ki galti kia hai ..... Zia bhai mera khayal Say Toba Aik essi Cheez hai jiS say inSan k Tamam kabeera OR sageera gunah maaf hO jatay hain kOch ahadees Share kar raha hon umeed hai on par eteraz nahi hOga
View attachment 80228 View attachment 80229 View attachment 80230
ab mujhe Aik baat ka jawab dain aagar Aik inSan toba kar elta hai tO kia wO mujrim hOwa agar wO mujrim nahi hOwa tO OS say nafrat Q karOn Or agar Os nay abhi tOba nahi ki tO hadees Say sabit hai k jab tak Os k jiSam may rOoh hai tO abhi tOba ka darwaza khula hai hO Sakta hai wO marnay Say pehlay Toba karlay Or Allah maaf karde Ossy tO kia meri nafrat jaiz hOi ... tO ab btayeh humay Os say nafrat karni Chahiyeh ya Os kO pyar say Toba k liyeh amada karna Chahiyeh @Zia_Hayderi
agar koi chori karta hey- qatal karta hey, ya koi aor jurm karta hey- to us ko barey piyar sey- raha kar dena chahey- kun k us ney toba kar li hey- aap ki baat ka matlab yeh hoga- ab AAp bataey k yeh deen ka hukam ya TJ ki shariyat-
yeh baat islam k qanoon k mutabiq nahi hey- agar TJ esa chahta hey to yeh baat islam ki taleem ko masakh karney k barabar hey
 
  • Like
Reactions: candy

Zia_Hayderi

TM Star
Mar 30, 2007
2,468
1,028
1,213
hO Sakta hai mery kiSsi bhai kO hadees Say prblm hO tO Quran ki ayat ka Tarjuma Shair kar raha hOn jis may Allah nay tOba karnay walay k liyeh mafi ka elan kia hai View attachment 80231
Aap koi hades ya quraan ki ayat pesh kareen jo TJ ki logic ko suport karti ho- ya dunya ka koi qanoon pesh kareen jo TJ ki baatko suport karta ho- us ney kisi ka dialogue copy paste kar dia hey-
VMalik ney jo kuch bhi kia- us k photo shoots ,vdo, sab wash out ho gaya- kun k us ney TJ k sath vdo shoot karli hey- apni zati publisity k lain- islam ki baat ko mat change kro-
Rasool salam ney hazrat ayesha ko ek nabena sahabi k samney aney sey rok dia tha- yeh barey khoshi k sath us k sath photo shoot karwa rahey hey- un ki yeh harkat jaiz hogi kai- ab ham un sey mohabbat kareen k mujrim sey mohabbat karna chahey- yeh kon sa islam teach kar rey ho
 
  • Like
Reactions: candy

Zia_Hayderi

TM Star
Mar 30, 2007
2,468
1,028
1,213
i dun know about the statement whether it's true or not..... but ghalat to kuch ni laga mujhy is me.... jurm sy nafrat karni chahiye na k mujrim sy..... y?? dekhain ham sab kisi na kisi tarah mujrim he hoty hen gunahgaar hen koi b doodh ka dhula ni hota... suppose ap koi ghalat kaam karen or sari dunya apsy nafrat karny lag jaey.... kesa feel karengy aap?? ho sakta hy khuda-nakhuasta banda dil bardashta ho kar deen o emaan sy he hath dho bethy!! zara apny mind ko wasee kar k sochen is bat ko.... on the other side agar mujrim ko us ki ghalti py pyar sy samjhaya jaey to ho sakta hy wo khud he aehsaas he sharmindgi sy jurm karna chor dy!!
so choice is urs!! k ap mujrim ko nafrat kar k or zyada jurm karny py amada karty hen ya us k sath muhabbat sy paish aa k us ko deen ki taraf raghib karna chahty hen
or jahan tk bat rhi saza ki to ye kisi aam admi ka kaam ni k har kisi ko us k kiye ki saza deta phiray, saza dena hukoomat e waqt ka kaam hy..... or mujrim ko saza milni b chahiye is bat sy me totally agree karta hu
i think apny thik sy samjha he ni is baat ko.... ye muashray ki taraf nishandahi ki gyi hy k agar koi shakhs badal-nakhuasta koi jurm kar bethta hy to us ko haqaarat ki nigah sy mat dekho balkay usy pyar or muhabbat sy deen ki taraf maael karo!!
last me phir yehi bat karunga k ham me sy koi b farishta ni.... koi na koi kabhi na kabhi koi jurm kar bethta hy lekin is ka ye matlab ni k us ko qaabil e nafrat bana diya jaey!!
@Zia_Hayderi
جرم سے نفرت اور مجرم سے محبت اسلام کی تعلیم نہیں ہے-اسلام کا حکم بڑا واضح ہے- حتیٰ کہ اگر کسی مجرم کو سزا دی جارہی ہو تب بھی آپ اس سے ہمدردی نہیں کر سکتے ہیں-
آپ توبہ کی بنیاد پر کسی مجرم کی سزا معاف نہیں کر سکتے ہیں- زانی کو سنگسار، قاتل کو قصاص دینا ھوگا اگر وارث خون بہا پر راضی ہو جائے- یہ اسلام کا قانون ہے- کوئی مولوی اس کو معاف نہیں کر سکتا ہے-
ط ج نے سستی شہرت حاصل کرنے کے اسلام کے اصول تعزیر کے خلاف بات کی ہے-
کسی مجرم کو اس لئے سزا نا دی جائے کہ وہ بڑا مجرم بن جائے گا ایک احمقانہ نظریہ ہے- آپ انجانے میں اسلام کے اصول تعزیر پر تنقید کررہے ہیں- محض ایک شخص کا فیور کرنے کے چکر میں آپ قرآن و حدیث کو نظر انداز نہیں کرسکتے ہیں
-
 
  • Like
Reactions: candy

Asheer

ஜÇatch-me'ıf U-caŋஜ
Super Star
Feb 10, 2013
11,974
5,140
1,113
Karachi
جرم سے نفرت اور مجرم سے محبت اسلام کی تعلیم نہیں ہے-اسلام کا حکم بڑا واضح ہے- حتیٰ کہ اگر کسی مجرم کو سزا دی جارہی ہو تب بھی آپ اس سے ہمدردی نہیں کر سکتے ہیں-
آپ توبہ کی بنیاد پر کسی مجرم کی سزا معاف نہیں کر سکتے ہیں- زانی کو سنگسار، قاتل کو قصاص دینا ھوگا اگر وارث خون بہا پر راضی ہو جائے- یہ اسلام کا قانون ہے- کوئی مولوی اس کو معاف نہیں کر سکتا ہے-
ط ج نے سستی شہرت حاصل کرنے کے اسلام کے اصول تعزیر کے خلاف بات کی ہے-
کسی مجرم کو اس لئے سزا نا دی جائے کہ وہ بڑا مجرم بن جائے گا ایک احمقانہ نظریہ ہے- آپ انجانے میں اسلام کے اصول تعزیر پر تنقید کررہے ہیں- محض ایک شخص کا فیور کرنے کے چکر میں آپ قرآن و حدیث کو نظر انداز نہیں کرسکتے ہیں
-
well Mr. hyderi mujhy taassub ki boo arhi hy so i dun want arguments anymore!
i would b glad k agar topic py he raha jata na k kisi ki shakhsiyat ko criticize kiya jaey
or Mr. agar ap meri post ko dhang sy or taassub ki fiza sy nikal k read out karty to mene bary wazeh alfaaz me kaha tha k mujrim ko qaraar waqi saza milni chahiye me is baat sy deny ni kar rha..... lekin us k qurb o jawar me jo log basty hen unhy pyar mohobbat sy he islam ki taleemat deni chahiye.... agar sary he mil k mujrimo ko saza deny beth gye to har jagah qatl e aam he ho rha hoga..... mere bhai ye hukoomat e waqt ka kaam hy!
or plz ap quraan o hadees ki bat mat karen.... bary bhai pehly 1 common man ki common si bat ki tashreeh to thik sy kar len bad me quraan o hadees ko samajhna
 
Last edited:
  • Like
Reactions: Mahen

Asheer

ஜÇatch-me'ıf U-caŋஜ
Super Star
Feb 10, 2013
11,974
5,140
1,113
Karachi
Aap koi hades ya quraan ki ayat pesh kareen jo TJ ki logic ko suport karti ho- ya dunya ka koi qanoon pesh kareen jo TJ ki baatko suport karta ho- us ney kisi ka dialogue copy paste kar dia hey-
VMalik ney jo kuch bhi kia- us k photo shoots ,vdo, sab wash out ho gaya- kun k us ney TJ k sath vdo shoot karli hey- apni zati publisity k lain- islam ki baat ko mat change kro-
Rasool salam ney hazrat ayesha ko ek nabena sahabi k samney aney sey rok dia tha- yeh barey khoshi k sath us k sath photo shoot karwa rahey hey- un ki yeh harkat jaiz hogi kai- ab ham un sey mohabbat kareen k mujrim sey mohabbat karna chahey- yeh kon sa islam teach kar rey ho
Hazrat Umm e Salma(R.A) not Hazrat Ayesha (R.A)
n plz Nabi Alaihissalaam ka ism e mubarak thik likha karen
 
Last edited:
  • Like
Reactions: Mahen

Zia_Hayderi

TM Star
Mar 30, 2007
2,468
1,028
1,213
اسلام کے احکام میں اپنی طرف سے کوئی رائے رکھنا حرام ہے- حضرت عمر فاروق اعظم نے اہل کوفہ کے نام ایک فرمان میں تحریر کیا تھا کہ اپنی عورتوں کو سورہ نور کی تعلیم دو-
اب ہم براہ راست بدکاری کے گناہ کی طرف آتے ہیں- قرآن کریم اور احادیث متواترہ میں چار جرائم کی سزا اور اس کا طریقہ خود متعین کردیا ہے- کسی قاضی کی رائے پر نہیں چھوڑا ہے- ان سزاؤں کو اصطلاح شرع میں حدود کہتے ہیں- انکے علاوہ دوسرے جرائم کی سزا کو تعزیرات کہتے ہیں جنکی سزا حالات و واقعات کے مد نظر قاضی متعین کرتا ہے-
سورہ نور کی آیت نمر2 میں سزا واضح طور پر لکھی گئی ہے اور تاکید ہے کہ تم ان پر ترس نہ کھاؤ‘ اور وقت سزا مسلمانوں کی ایک جماعت کو حاضر رہنا چاہئے-
فواحش اور بے حیائی پر اسلام نے دور دور تک پہرے بٹھائے ہیں- عورتوں پر پردہ لازم کیا ہے اور مرد کو نظر نیچی کرنے کا حکم ہے-
نوٹ‘ میں نے یہ مواد معارف ا لقرآن سے اخذ کیا ہے-
و -م کی یہ وڈیو دوسری بار جاری کی گئی ہے- اس سے ط -ج کیا ثابت کرنا چاہتے ہیں- و-م کی شہرت کے مدنظر انھیں اسے سورہ نور کی روشنی میں ہدایت دینی چاہئے تھی- جبکہ انھوں نے مجرم سے محبت کی تھیوری پیش کردی جو قرآن کی تعلیم کے برعکس ہے- اور مجرم کو شہ دیتی ہے- امر بالمعروف و نہی عن المنکر کے تحت ہمیں عوام کو آگاہی دینا چاہئے کہ یہ منکر ہے اور اس سے بچو- آپ کسی کی اصلاح کے لئے منکر اختیار نہیں کر سکتے ہیں
 
  • Like
Reactions: candy
Top