Mohabbat ki nahi jaati, mohabbat ho hi jaati hai
Dyaar-e-ishq mein kaati hai lambi zindegi hum ne
HAzaaroo'n Aashiqoo'n se doo-badoo yeh guftugoo ki hai
Har ik Aashiq ne samjhaya
hamare tajreabey ne hamein sikhlaya
Samajh mein bus yahi aaya
mohabbat ki nahi jaati, mohabbat ho hi jati hai
Mohabbat kya hai?
Dil ka Zehan se khud guftugoo karna
Kbahi chooney ko neeley Aasmaa'n Khaaish karna

mohabbat Heer ki, Laila Majnoo ki kahani bhi
hai aisi Aag jis ko bhija payr na paani bhi
JAwani sab ke dil mein beej iss ka bo hi jaati hai
Mohabbat ko nahi jaati, Mohabbat ho hi jati hai.