'' Mohabbat Chup Nahi Rehti ''

  • Work-from-home

mianoor

Newbie
Dec 10, 2008
4
4
0
'' Mohabbat Chup Nahi Rehti ''

woh kehti hai, ke khushiyon mai bhi tum tu rone lagte ho.
mai kehta hon, meri ankho ko sawan acha lagta hai.
woh boli, tum bhi farhat zindagi se roth jaogay.
mai bola, haan, shayad mout mujhse maan jayegi.
woh boli, tum khushi ke geet ko mayoos karte ho.
mai bola, kya karoon in mukhtasar geeton ka mousam.
woh boli, tum tu farhat khud he khud se haar jate ho.
mai bola, kya karoon kamzor hoon aur be-sahara hon.
woh boli, kya yeh sab kuch itifaqan hai tumhara ghum.
mai bola, yeh bhi mumkin hai yeh sab ahtraman ho...!!!!
 
  • Like
Reactions: nrbhayo

mianoor

Newbie
Dec 10, 2008
4
4
0
''Hum Se Pouchye''

"Ek Pal Me Ek Sadi Ka Maza Hum Se Poochhiye,
Do Din Ki Zindagi Ka Maza Hum Se Poochhiye,

Bhule Hai Rafta Rafta…. Unhe Muddato Mai Hum,
Kisto me Khud Kushi Ka Maza Hum Se Poochhiye,

Agaz-E-Ashiqui Ka Maza Aap Jaaniye,
Anjam-E-Ashiqui Ka Maza Hum Se Poochhiye,

Hasne Ka Sauqh Hum Ko Bhi Tha Aap Ki Tarha,
Hansiye Magar Hansi Ka Maza Hum Se Poochhiye,

Woh Jaan Hi Gaye K Humein Un Se "PYAR" Hai,
Phir bhi Aankho Chupane Ka Maza Hum Se Poochhiye”
 
Ocean-of-love

Hot Shot
Nov 13, 2014
23,099
5,146
513

Umda.
 
Bahut Khub.
 
Top