Mere mulk ka haal (a message)

  • Work-from-home

Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,085
1,313
31
Karachi,PK
Mere mulk ka haal (Present)

Youn nakaron ki khudkushi ki rawayat bohot hai
per mein mar nahin sakta kafan ki qeemat bohot hai

yahaan se dekho to woh durust hi hai
pehlu badalna bhi ke rehti haqeeqat bohot hai

ab na ro ke loutne ka rasta nahin hai
aadi e ghum ho ke yahaan teri qismat bohot hai

aye hukmuran mere deish ke mere zilah na aana kabhi
ke khaane ko kuch nahin yahaan ghurbat bohot hai

pait na bhar paye harkaton se aankhon bharin sub ne
lagta hai jamhuriyat ko ashkon se mohabbat bohot hai

abhi to kar le gunah teri umr pari aye yazeedi
sharmaata kyun hai teri to bachi hukoomat bohot hai

saara jahaan kare jis ki buraaiy ke charche kyun
mere watan mein us hi ki izzat bohot hai

ab kis liye jal raha hai magar tu aye ChiragH
jiske liye roshan hai use hi is ada se shikayat bohot hai

***S_ChiragH***
 
Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,085
1,313
31
Karachi,PK
Bohot bohot shukria bhia jan
lekin yeh sirf mera ghussa aur
adhoora sach hi hai mere mulk mein
jahaan ghareeb hain wahan doulat mand
bhi hain jahaan momin hain wahin munafiq bhi hain
sunni bhi hain shia bhi hain yahin ghair mazhab
ko yaksaan adal mohabbat milta bhi hai yahin
 
Nelly

VIP
Sep 23, 2009
97,862
38,645
1,313
United Kingdom
ahan
bohat khoobsurati se aap ne apne andar ki awaaz is poetry k zariye sunayi:) ALLAH hamare mulk pe aur udhar k logon pe rehem farmaye(Ameen)
 
  • Like
Reactions: S_ChiragH

*Sonu*

•°o.O Born to Fly O.o°•
VIP
Mar 5, 2010
46,172
11,604
1,313
bht acha likha hai app na bro
May Allah bless our country
ameen​
 
  • Like
Reactions: S_ChiragH

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
boht acha likha ap ne..:-bd
majuda halaat ko shairy ka labada pehna k likha..boht umdah..
hume ap halaat se mayoos nhi hona chaheye..bal'k khud ko badalne ki koshish karni chaheye kyun k agar ek ek shakh yon khud ko badalna shuru kar den to sari dunya badal sakti hai..
har andheri raat k bad ek sahar zaruraati hai..hume b sabit qadam rehte huve khalos-e-dil se is Arz-e-Pak k liye kam karna hai..
inshaAllah.woh sahar dor nhi..Allah hum sb ko apni rehmat nazil farmaye
Ameen
 
  • Like
Reactions: S_ChiragH

Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,085
1,313
31
Karachi,PK
boht acha likha ap ne..:-bd
majuda halaat ko shairy ka labada pehna k likha..boht umdah..
hume ap halaat se mayoos nhi hona chaheye..bal'k khud ko badalne ki koshish karni chaheye kyun k agar ek ek shakh yon khud ko badalna shuru kar den to sari dunya badal sakti hai..
har andheri raat k bad ek sahar zaruraati hai..hume b sabit qadam rehte huve khalos-e-dil se is Arz-e-Pak k liye kam karna hai..
inshaAllah.woh sahar dor nhi..Allah hum sb ko apni rehmat nazil farmaye
Ameen
Totally agreed Annu sis
a nice speech ;p thanks
 
Ocean-of-love

Hot Shot
Nov 13, 2014
23,099
5,146
513

Aala.
 
  • Like
Reactions: S_ChiragH
Top