Mera gunah kya hai

Discussion in 'Ghamgheen Shayari' started by Waqar Hussain, Aug 20, 2008.

 1. Waqar Hussain

  Waqar Hussain
  Expand Collapse
  M@In ALbela M@I M@sTana
  VIP

  Joined:
  Aug 12, 2008
  Messages:
  26,932
  Likes Received:
  5,548
  Mera gunah kya hai ye to bata dijiye,
  aashiq hoon main aapka itni to mat saza dijiye,

  Bahut tadpaya hai yaadoon mein aakar,
  ab to zara apna chehra dikha dijiye,

  Saari raah mein kaante hi kaante hain,
  kuch phool aap hi bichha dijiye,

  Jaage hain bahut uth uth kar ratoon mein,
  ab chain ki neend aap hi sula dijiye,

  Bahut peeli maikhane mein ja kar,
  ek baar zara nazroon se pila dijiye,

  Gin gin ke guzare hain din kitne,
  intezaar ka kuch to sila dijiye...!!!
   
 2. nrbhayo

  nrbhayo
  Expand Collapse
  Newbie

  Joined:
  Nov 23, 2009
  Messages:
  111,082
  Likes Received:
  9,732
  khoob...
   

Share This Page