Mein ne apne qatil se mohabbat ki hai

  • Work-from-home

Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,085
1,313
31
Karachi,PK
Mein ne apne qatil se mohabbat ki hai
is zamane ko eik nayi rawayat di hai


woh khush hota raha mujhe zakhmein de kar
mein khush hoti rahi us ki khushi dekh kar

phir jab mere qatl hone ka lamha aaya
us ke mann mein sach samajhne ka lamha aaya

bhale us ne na chaha mujhe mere pyar se pehle
per ghadi do ghadi sochne laga mujh pe waar se pehle

us ne socha mein yeh kise qatal karne ja raha hoon
jo mujhe be inteha chahta hai us ki jaan lene ja raha hoon

phir us ne mujhe utha ke gale se lagaya
us ki nazaron mein us sham mene pyar paaya

phir is tarah hamari zindagi guzar rahi thi
har eik pal se khushi baras rahi thi

phir na jaane zindagi mein yeh kaisa imtehaan aaya
mujh se pehle us ki taraf mout ka bulaawa aaya

aaj us ki yaad pal pal mujhe eik mout maarti hai
har jageh har fard mein us hi ki surat dikhati hai

aaj sochti hoon.....
kash mene us se dil lagaaya na hota

kash us ghadi us soch ka lamha aaya na hota
kaash us ghadi us hi hathon mene mout pa liya hota
***S_ChiragH***
 

Toobi

dhondo gy molko molko milnay k nae,nayab hum..
Hot Shot
Aug 4, 2009
17,252
11,897
1,313
39
peshawar
oh ho kia bat hay charag....great dear..........
 

lavina

TM Star
Jun 14, 2009
1,580
780
113
USA
Saif ji i have no words to describe how beautiful it is here is a small reply for u


Qatal-e-aashiq kisi mashooq se kuch dur na tha
Per tere ehd ke aage to ye dastoor na tha
Raat majlis mein tere husn ke sholey ke hazroo
Shamma ke monh pe jo dekha to kahin noor na tha
Ziker mera hi wo karta tha sarihan, lakin
Main jo pohncha to kaha, khair ye mazkoor na tha
Bawjood ye ke par-o-baal na thy aadam ke
Wahan pohncha ke farishtey ka bhi maqdoor na tha
 

Ocean-of-love

Hot Shot
Nov 13, 2014
23,099
5,146
513
Aala
Mein ne apne qatil se mohabbat ki hai
is zamane ko eik nayi rawayat di hai

woh khush hota raha mujhe zakhmein de kar
mein khush hoti rahi us ki khushi dekh kar

phir jab mere qatl hone ka lamha aaya
us ke mann mein sach samajhne ka lamha aaya
bhale us ne na chaha mujhe mere pyar se pehle
per ghadi do ghadi sochne laga mujh pe waar se pehle
us ne socha mein yeh kise qatal karne ja raha hoon
jo mujhe be inteha chahta hai us ki jaan lene ja raha hoon
phir us ne mujhe utha ke gale se lagaya
us ki nazaron mein us sham mene pyar paaya
phir is tarah hamari zindagi guzar rahi thi
har eik pal se khushi baras rahi thi

phir na jaane zindagi mein yeh kaisa imtehaan aaya
mujh se pehle us ki taraf mout ka bulaawa aaya

aaj us ki yaad pal pal mujhe eik mout maarti hai

har jageh har fard mein us hi ki surat dikhati hai

aaj sochti hoon.....
kash mene us se dil lagaaya na hota

kash us ghadi us soch ka lamha aaya na hota

kaash us ghadi us hi hathon mene mout pa liya hota
***
S_ChiragH***
.
 
Top