Mehnat Karoo
Makri ne kya jaal tana
kese acha tana bana
Akhir iss ne kyun ker jana
Isse millega ussko khana
Makri jiss ne paida ki hai
uss ne itni akal bhi di hai
Makri ka kyun tuhko ghum hai
Hath me kagaz aur kalam hai
Seekh le Baba elm wa hunr tu
Mehnat ker tu....mehnat ker tu.
Makri ne kya jaal tana
kese acha tana bana
Akhir iss ne kyun ker jana
Isse millega ussko khana
Makri jiss ne paida ki hai
uss ne itni akal bhi di hai
Makri ka kyun tuhko ghum hai
Hath me kagaz aur kalam hai
Seekh le Baba elm wa hunr tu
Mehnat ker tu....mehnat ker tu.