thappar tha ya mukka` lagta gulabon kee tarha tha
par us ka sandel to lohey ki salahkon ki tarha tha
khuwabon ki ta'beer bata mehboob sey milwata
woh dabba peer to waliyon kee tarha tha
ujala huwa aisa chaka chond aankho ne dkha
khazana hamara udhaar k maalon kee tarha tha
woh mil to gaya tha magar ham thay jaldi men
or chalna bhi us ka joo ki chaalon ki tarha tha
wo pani main namak kee tarha hogaya tehleel
pakka woh esa sohni k gharon kee tarha tha