Mard Ki 1 Se Ziada Shadian

  • Work-from-home

RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada
wah wah ss kia baat kahi hai..waisay tumhain burhay logon ka kafi experience ho gaya hai..sab thik to hai naa.tum bhi to kahin yeh jawan honay wala song to nahi gaati(qy)
 

NonStopLeo

Newbie
Feb 2, 2008
355
82
0
Mardon ko aik say ziyada shaadi ki ijazat balkul jab mazhab ne di hai to hum ko eteraaz ka koi haq nahi hai, un ko zaroor shaadi karni chahiye, lakin yeh zaroor dekh lena chahiye k kya woh aik say ziyada shaadi ker k sub ko aqual & justice haqooq day sakta hai ya nahi....
Ager day sakta hai to theek otherwise shaadi na karay.
 

unique-style

°Oº*ÑÅTû®ãll¥ ÛñîQûÉ*°Oº
VIP
Mar 15, 2007
28,055
11,918
1,113
18
Karachi-Pakistan
yeah ye to hai k equality ko zaroor dekhna chahiyay ager mard 4 shadion k rules follow kerta hai to wo zaroor kerey
 

RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada
lakin NONSTOPLEO islam main jis jis say 4 shadiyaan karnay ka kaha hai wo bhi smanay rakha jay...jub k aj kal 4 shadiyaan fashion hai..islam k rules k mutabiq nahi
 

Pari

(v)i§§· ßµølï ßµð£ï¨
VIP
Mar 20, 2007
46,142
19,780
1,313
Toronto, Canada
hmm xadah kuch maloom hai is bare main.. per islam ne unko ejazat di hai lekin rules bhi deye hai k jo k follow nahi karte
 

sweet_syndrella

TM Star
Jul 22, 2007
3,806
921
1,213
37
karachi the heart of pakistan
Mardon ko aik say ziyada shaadi ki ijazat balkul jab mazhab ne di hai to hum ko eteraaz ka koi haq nahi hai, un ko zaroor shaadi karni chahiye, lakin yeh zaroor dekh lena chahiye k kya woh aik say ziyada shaadi ker k sub ko aqual & justice haqooq day sakta hai ya nahi....
Ager day sakta hai to theek otherwise shaadi na karay.

ye saari batain shadi se pehlay ki hoti hain baad main koi follow nahi karta{}{5tr
 
Top