MAA (Self Written)

  • Work-from-home

~Bahaar~

Newbie
Dec 22, 2009
20,494
12,426
513
Bahut umdagi se aapne apne jazbaat ka izhaar kiya...
bahut hi doobkar likha hai..zabardast..

mujhe ek sher samjh nahi ayaa apka..
plzz wazahat talab hai...

Ashk meri aankhon me jam se gaye hain,
Kar k dil pe jabr mujhe rula do na Maa,

Mujhe bhi kabhi parha hua kuch yaad aya..

Seeny se laga k kaha kerti thi maa mujh ko
to laaal hai na sata mujh ko
pachtaye ga ik din jab main chali jaun gi
na chahty hue bhi akela choor jaun gi
zamana dikhaee ga garmi ki shiddat tujh ko
yaad kerke roye ga tu phir mujh ko
muddad se meri maa ne seeny se nahin lagaya a
ab so gayi khaak main jab kuch kehny ka waqt aya

*Maan*

TM Star
Sep 9, 2010
4,718
2,160
113
Karachi

Thanks mujhe sarahnay k liye dost,
mera wo shair kuch is tarah se hay k:
Ashk meri aankhon me jam se gaye hain,
(Means meri aankhon me aansu jamay huwe hain,)

Kar k dil pe jabr mujhe rula do na Maa,
(mere dil par jabr (means zulm ya sitam) kar k mujhe rula do na Maa taakay ye jamay huwe aansu beh jayen aur mujhe thorha sukoon feel ho.

I hope apko clear hua hoga... :)

And Believe me apki mentioned poetry parh kar mera rongtay uth chuke hain.... Just no word to appreciate it... Khush rahiye hamesha AAMEEN.

---------- Post added at 01:02 PM ---------- Previous post was at 01:00 PM ----------

ahan so u r the writer main isse pehle parh chuki ho aur yhi soch rhi thi k itni zabardast poetry kis ki ho gi
its realy awesome MAAN bro :-bd

keep writing
Thanks Dear :)

---------- Post added at 01:03 PM ---------- Previous post was at 01:02 PM ----------

mashaAllah bohat impressive sharing..

keep it up
Shukriya Dost
 
  • Like
Reactions: ~Bahaar~

~Bahaar~

Newbie
Dec 22, 2009
20,494
12,426
513

Thanks mujhe sarahnay k liye dost,
mera wo shair kuch is tarah se hay k:
Ashk meri aankhon me jam se gaye hain,
(Means meri aankhon me aansu jamay huwe hain,)

Kar k dil pe jabr mujhe rula do na Maa,
(mere dil par jabr (means zulm ya sitam) kar k mujhe rula do na Maa taakay ye jamay huwe aansu beh jayen aur mujhe thorha sukoon feel ho.

I hope apko clear hua hoga... :)

And Believe me apki mentioned poetry parh kar mera rongtay uth chuke hain.... Just no word to appreciate it... Khush rahiye hamesha AAMEEN.

---------- Post added at 01:02 PM ---------- Previous post was at 01:00 PM ----------

Thanks Dear :)

---------- Post added at 01:03 PM ---------- Previous post was at 01:02 PM ----------

Shukriya Dost
Ji haan meine sher to samjh liya tha aur aapki baat bhi par ye kahna chahti hun k
'jabr aur sitam'jaise alfaaz Maa par suit anhi hote,matlab aap jabr karne ko ek maa ko kah rahe ho
khair har kisi k apne khyalath aur apni soch..
mei tanqeed nahi karahi but really overall aapka kalaam Heart Touching..
Maa ki duaaen humesha saath rahti hain chahe wo humare beech rahe ya na rahe..

~Bahaar~

Newbie
Dec 22, 2009
20,494
12,426
513
Ashk meri aankhon me jam se gaye hain,
Kar k dil pe jabr mujhe rula do na Maa,

Ashk meri aankhon me jam se gaye hain,
Seene se laga k unhe baha do na Maa,

*Maan*

TM Star
Sep 9, 2010
4,718
2,160
113
Karachi
Ji haan meine sher to samjh liya tha aur aapki baat bhi par ye kahna chahti hun k
'jabr aur sitam'jaise alfaaz Maa par suit anhi hote,matlab aap jabr karne ko ek maa ko kah rahe ho
khair har kisi k apne khyalath aur apni soch..
mei tanqeed nahi karahi but really overall aapka kalaam Heart Touching..
Maa ki duaaen humesha saath rahti hain chahe wo humare beech rahe ya na rahe..

Thanks to let me know dear... may next time apne Kalaam me aise words se ijtinaab karunga :)

---------- Post added at 01:51 PM ---------- Previous post was at 01:49 PM ----------

Ashk meri aankhon me jam se gaye hain,
Kar k dil pe jabr mujhe rula do na Maa,

Ashk meri aankhon me jam se gaye hain,
Seene se laga k unhe baha do na Maa,

Nice changes... :)
Darasal Seenay se laganay ka zikar may aik shair me kar chuka tha warna ye hi likhta...
Rehta hun pareshan par waja may nahi janta,
Seenay se laga kar sukoon mujhe day do na Maa,
wese acha suggestion hay apka...
 
~Bahaar~

Newbie
Dec 22, 2009
20,494
12,426
513
Thank you....
But u write better than me..:)
After all u r a shayer..not me..
:p

Top