Lesson 13: Elliptical,Single row and Single Column Marquee Tool

  • Work-from-home

Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar
Walaikum Salam Wrwb!
you,ve asked a very good question and es question k bedaulat I'll be able to define a complete method about Merge Visible.
aap ne pocha k jub aap yeh tutorial pe work kerte ho and usay copy+paste kerte ho then serf image paste huti hain us mei jho lines hain voh nai hurahe.

abhi jho humare paas yeh image hain,

aap es mei yahi lines border tutorial aaply kerna chahte ho then uske lie pahlay aap ek new layer banate hain new layer banate he aapke
layer palette mei voh new layer add hujayegi,

yaad rakhe Layer Palette mei jho yeh
blue color huti hain yeh Selected area ki nishan huti hain it means k right now aapka yeh layer 1 selected hain...

so es dauran ager aap copy paste kerna chaho, chahe aapka maksad pura image ka he ho, copy vohi layer hoga jho selected hugi jaise k abhi humare new image mei serf Line borders paste hue Because humne uska he layer copy kiya tha,

ager aapka serf backhgroud copy paste huraha hain and baki lines nahi tu yeh es wajah se hain kio k aapka backhground us dauran selected hain ager pura image aap changes k saath copy paste kerna chahte hain then aapko sabhe layer ko merge kerne honge jho k
layer>merge visible mei hain ya pir shortcut key (Shift+Ctrl+E) yeh sab layers ko merge ker k ek layer bana deti hain
aapke pas chahe kitne bhi layers kio na ho jub sabhe ko merge karenge then background k name se ek layer mei convert honge because backhground her image ka default layer ya pir default name bhi kahsakte hain.
and eske baad jub aap copy+paste karenge ek new image mei then pura image paste hoga,

so jub bhi aap changes lana chahte hain and changes complete ho tu merge visible kare eske baad ager copy karenge tu sabhe new changes k saath aapka image copy paste hujayega.

I hope aapko es chote se tutorial k zerye help hue hugi pir bhi ager koi sawal hain then aap zaroor pochega I'll be happy to answer.
per abhi sab students se mera yeh Sawal hain k yeh line borders multi color mei kaise bani?
if anyone can Answer....

  • Like
Reactions: Pari and Aara'af

Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar
aur 2nd question jho aapka tha about single row marquee tool and column row marquee tool then let me tell you demension image size ko define kerti hain so voh belkul alug hain and uske zerye hum yeh marquee tools pe work nai kerskate....
 
  • Like
Reactions: Aara'af

Dawn

TM Star
Sep 14, 2010
3,699
3,961
1,313
saudi arabia
per abhi sab students se mera yeh Sawal hain k yeh line borders multi color mei kaise bani?
if anyone can Answer....

agar hame border ki lines ko multi colour banana ho to gradient overlay me jaana parega jahan aapko blend mode aur gradient k options nazar aayenge. ab ye aap par depend karta hai k aap kis tarha ka pattern select karte hain.

mashaAllah aapne badey bahetreen andaz me mere is doubt ko clear kia.shukriya waise maine is taaluq se aapko question nahi kia tha ye doubt to baad me create hua haha.laikin aapne iska ans in advance dedia thanks

waise madam mera question is drawing se related tha yahan jo line k centre me box dikhaayi deraha hai.wo mere paas show nahi horaha hai jab main row line yahan use kar raha hon aur uske baad copy paste kar raha hon to bus drawing hi paste ho rahi hai.why?

aapka jawab sahi hain :) Good...
Ok abhi apka sawal samajh mei aya so aap es BOX k bare mei poch rahe the esay Bounding Box kahte hain yeh images ko rotate ya pir scale kerne k lie use huti hain and its an option of move tool, yeh box move tool ka ek option hain, sabse pahlay mujhe yeh aap logu ko padhana chhaye tha because move tool her click mei use kiya jata hain.. khair aap photoshop mei Tool bar mei dekhye waha pe selection marquee tool k paas move tool ka button hain, move tool pe click karenge then move tool k option bar mei 2 button honge us mei ek hain Show bounding Box usay Mark karenge,

tu image mei jho bounding box hain voh aapko show hugi, abhi shayed aapka uncheck hain so usay check mark kare...
 
  • Like
Reactions: Pari

jazakAllah khair sabah :)
ab clear hogaya mera doubt.jabse main try kar raha tha par ye box hi nazar nahi aaraha tha.
 
Pari

(v)i§§· ßµølï ßµð£ï¨
VIP
Mar 20, 2007
46,142
19,780
1,313
Toronto, Canada
per abhi sab students se mera yeh Sawal hain k yeh line borders multi color mei kaise bani?

Ans: apne gradient tool use kia hai... gradient tool Paint tool k saath hi hai... gradient tool se appne rainbow colour use kia hai...
 
Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
I'll update them soon InshAllah yeh screenshots tu ab mere drive mei bhi nai hain so I'll try to make some new shots. ok?
ohh nae nae rehne dain,,,main khud try kar leti hun aise hi parh k,,,
aap mat kariyeg ab :)
thanx!
 
  • Like
Reactions: Sabah

Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar
ohh nae nae rehne dain,,,main khud try kar leti hun aise hi parh k,,,
aap mat kariyeg ab :)
thanx!
nai es mei koi mushkil nai hain actually mai aaj he ker leti but tabiat thore se down hain so just time spend ker rahe hu yaha baki abhi ker leti, there is no problem for me :)
 
  • Like
Reactions: hoorain

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
nai es mei koi mushkil nai hain actually mai aaj he ker leti but tabiat thore se down hain so just time spend ker rahe hu yaha baki abhi ker leti, there is no problem for me :)
hmm i'll manage sabah!
aap rest karain
GET WELL SOON :)
 
Top