Lesson 12: Selection Tools options bar and Feather

  • Work-from-home

Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar

[SHADOW=1]Selection Tools options bar and Feather[/SHADOW]



aab athe hain yeh 4 small boxes jeska alug sa kaam hote hain.

1-Small Boxes.png

1- Pahle hain yeh "Rectangular Box" yeh Box Normal Selection ki hain jub bhi aap New Selection karenge then yeh Box Selected hugi.
2-Small Boxes.png

2- 2nd jho Box hain usay "Add to Selection"
3-Small Boxes.png
jub aap ne kahe pe koi Selection ki ho and us selection area ko mazeed aur increas kerna chahte hain then add to selection button pe click kare, and then image pe Selection kare aapke Selection Area mazeed Select hongi.

4-Small Boxes.png
Screenshot mei aapko clearly show hurahe hugi.
5-Small Boxes.png

6-Small Boxes.png
3- "Subtract Selection"
7-Small box.png
yeh aapke Selection ko kum kerti hain jub kessi area ko aap ne select kiya and uske koi portion extra select hue and kum kerna chahte hain rectangulerly ,then es box pe click kare and jitne slection kum kerni hain utne he voh area select kare then it will make a difference.

9-Small Boxes.png

8-Small Box.png

4- Intersect Selection:
10-Small Boxes.png
yeh Selection jaise k naam se maloom hota hain k intersection set selection kerti hain, Jub aapne koi Selection ki ho and us Selection pe aap dusre Selection kerte hain and jho Lines khud ko ek point mei intersect kerti hai, us mei jho ek Rectangular Selection banega uske lie kaam karta hain (yeh Mathimatics type ki hain and urdu mei thora mushkil hain esay bayan kerna for me but images k shots se smaajh jayenge).


11-Small Boxes.png

12 Small Boxes.png
Feather:ab athe hain Feather jho k thora Interesting hain:Feather ka option same aapne Name jaise work kerte hain eske khasiat yeh hain k Jub aap kessi Image ko Select ker k Copy+Paste karenge then aapke Image ki Edges Border, Soft dekhegi and uske Border Dreamy type dekhenge.
13-Feather.png
Same Like humare paas yeh Image hain and hum es se ek new Image bana na chahte hain but saath mei eske borders ko Feather type bana na chahte hai. so aap Pahle Feather mei PX (pixel) Size Likhe, jitna zyada aap yaha pe pixel size likhenge image k edges utne he soften spread hugi and jitna kum amount denge utne he kum honge. I wrote 30 PX for feather and pir selection ki,
14-Feather.png
eske baad selection ko copy (Ctrl+C) and then FILE>>NEW... (Ctrl+N) mei jaye
Press Ok
15-Feather.png
and then Paste (Ctrl+V) your image. apka new image bangaye.

16-Feather.png
Maximum Feather size 35 PX tuk hosakte hain es se zyada size denge bhi tu mazeed feather apply na hugi.
 

Don

Administrator
Mar 15, 2007
11,035
14,651
1,313
Toronto, Ca
of course... I have used eraser to tool to create border like this... Of course it was feather filter... huh

Thanks a lot for this..
 

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
haww :eek:ye bhi ho gya unbelievable k main PS may kuch kar sakti hun :p
Thanx sabah its quite ez and interesting :-bd
 
Top