Larkay Kyun Attach Nahi Hopatay

  • Work-from-home

Precious

Banned
Sep 21, 2008
782
63
0
Yay kia ap ka bhi ghussay main do lakrion kay beech main apni gardan dalnay ki koshish kar raha hai ghussay main.
 

Waqar Hussain

M@In ALbela M@I M@sTana
VIP
Aug 12, 2008
26,932
5,548
113
chand k paar
p sister woh pouch rahee hai k kyue nahi hotai .............hona chaiyaa ya nahi hona chaiyaa yeh nahi pouch rahee hai woh
 

Precious

Banned
Sep 21, 2008
782
63
0
Thanks for telling.

Shayad is wajah say kay larkay ziadatar waqt bahar guzartay hain aur wo ghar main itna relate karnay ki zahmat naheen kartay. Fathers bhi ziada free naheen hotay itna.
 

Prince Ali

Newbie
Sep 21, 2008
2,337
1,043
0
~Khuda Ki Basti~
Dear juhi mein aksar kehta hoo k panch unglian equal nahi hoti.
her larki apne mother k sath attch nai hoti aur her larka apne father se door nahi hota.
Hope so u unterstand..................{(care)}
 

melody1000

TM Star
Nov 13, 2008
1,085
644
813
Bangalore,India
hmm main tho angrezi mein likhoo coz i'm more comfortable writing in that as this is a volatile topic looks like after reading all your comments.
I personally feel from what i have observed that girls are more attached to fathers & boys to their mothers and i'm sure neither should have any issues discussing with whichever parent they feel comfortable with.That again depends on whether parents are from the old school of thought ,wherein their word is law, ya they are open and progressive, whilst still maintaining that parent child position. And another thing, fathers are not the only bread winners in the present day scenario..that was in our parents time..now both work or there are single parents as well.
 

Waqar Hussain

M@In ALbela M@I M@sTana
VIP
Aug 12, 2008
26,932
5,548
113
chand k paar
Dear juhi mein aksar kehta hoo k panch unglian equal nahi hoti.
her larki apne mother k sath attch nai hoti aur her larka apne father se door nahi hota.
Hope so u unterstand..................{(care)}
bhai jaan hum kasey aik larkai ya kasey aik larki ki baat nahi kar rahai hai hum aksariyaat ki baat kar rahai hai aur aksariyaat main yahee hota hai k larkiyaa apney mother say zada achee friendship raktee hai ... ann ki banisbaat larkai atne achee dosti nahi kar patai apnay father say
 

RootX

Newbie
Jan 19, 2009
36
12
8
yeh to depend karta hai sab kuch waladin ka qusoor nahi hota, yeh dekha gayahai ke larkay aam taur pe zayada ghussay walay hotay hain jis ke waja se un main aur un ke parents main ek tarha ka gap aajata hai aur larkay wesay bhi ghar main kam hotay hain jab ke larkiyan parents ke saath shopping, cooking aur discussions wagahria main saath hi hoti hain, larkiyan baten ziada karti hain yehi cheez ki waja se woh frank hoti hain apnay parents ke saath aur ek waja yeh bhi hai jab bachpan main pitai lagti hai to larkon ko to nahi bakhsha jaata lakin larkiyon ke saath narmi ki jaati hai jis ki waja se larkay thora physiologically distubed ho jaatay hain un ki tabiat main chirchira pan ho jaata hai

Lakin baat yahan hi kahatam nahi hoti humharay yahan bohat si larkiyon ko bhi dabaya jaata hai aur larkon ko un per tarjeeh di jaati hai is waja se larkiyan bhi bohat si bataon main ghabrati hain , khair meri baat to suni jaati hai Alhamdulillah
 
Top