Kya Aap Jin Bhoot pe Yaqeen Rakhte Hain?

  • Work-from-home

Zee Leo

~Leo ! The K!ng~
Banned
Aug 1, 2008
56,471
23,637
713
Karachi
mere office main koi cheez hai i dont know kya hai but main phr bhi late sitting karta hon akela .. hahaha office ke doors khud se band aur khulte rehte hain oper wale floor pe koi tables bhi khencta hai jab ke main akela hota hon . aik 2 dafa thora dar laga but ub adi ho gaya hoon
 
  • Like
Reactions: *Maryam*

~Bahaar~

Newbie
Dec 22, 2009
20,494
12,426
513
Hahahahaha...:)):D
Toh jo bhi ho ussay bhi kaam karwalo Office ka..:p
Hawa se khulte band hote honge..;)

 

Zee Leo

~Leo ! The K!ng~
Banned
Aug 1, 2008
56,471
23,637
713
Karachi
buhaat se log aise hote hain jo mante nahi aur woh gunah karte hain bool ke coz Quran main sub such hai
 

~Bahaar~

Newbie
Dec 22, 2009
20,494
12,426
513
Ji haan...Ye bhi Allah ki makhlooq hai aur jo Ibleese Maloon hai wo bhi Jinn hi hai jo aag se bana hai

 

Zee Leo

~Leo ! The K!ng~
Banned
Aug 1, 2008
56,471
23,637
713
Karachi
actually is thread ka main maqsad ko aisi baat share karni thi jo anhoni si ho jaise shb aur maine batai
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
Az-Zariyat (51) Ayat (verse) No.: 56


وَمَا خَلَقْتُ الْجِنَّ وَالْإِنسَ إِلَّا لِيَعْبُدُونِ
I created the jinn and humankind only that they might worship Me.

Maine Jinnat aur Insaano ko mahez is liye paida kiya hai ke wo sirf meri ibadat karen

is aayat se hame Jinn k wajood ka saaf pata chalta hai aur Quran par hamara imaan hai to isme koi shak nhi k Jinn hain aur Quran me sure lukhman me Iblees ko bhi jinno me se kaha gaya hai

almuheem Jinn hote hain hamari tarah khate pite hain usme se kuch ache kuch bure hain
musalmaan bhi hain kafir bhi hain shararti bhi hain satate bhi hain

lekin bhoot iski koi haqeeqat nahi ye bas kitabon me dramo me aur logon k khayal me hain ye bas behkane wali baten hain aur kuch nahi

Allah hame deen ki sahi samajh aata farmaye Aameen
 
  • Like
Reactions: masoom_se_chahat

*lucky*

Newbie
Aug 9, 2010
4,386
1,581
0
sweet home
Az-Zariyat (51) Ayat (verse) No.: 56


وَمَا خَلَقْتُ الْجِنَّ وَالْإِنسَ إِلَّا لِيَعْبُدُونِ
I created the jinn and humankind only that they might worship Me.

Maine Jinnat aur Insaano ko mahez is liye paida kiya hai ke wo sirf meri ibadat karen

is aayat se hame Jinn k wajood ka saaf pata chalta hai aur Quran par hamara imaan hai to isme koi shak nhi k Jinn hain aur Quran me sure lukhman me Iblees ko bhi jinno me se kaha gaya hai

almuheem Jinn hote hain hamari tarah khate pite hain usme se kuch ache kuch bure hain
musalmaan bhi hain kafir bhi hain shararti bhi hain satate bhi hain

lekin bhoot iski koi haqeeqat nahi ye bas kitabon me dramo me aur logon k khayal me hain ye bas behkane wali baten hain aur kuch nahi

Allah hame deen ki sahi samajh aata farmaye Aameen
nice reply :)
 
Top