Kuch shayri my friend dreamgirl ke naam

  • Work-from-home

CHINTU

Newbie
Mar 24, 2009
349
185
0
37
U.S.A
Ashkon ko besumar bahana nahi accha,
jyada kisi se dil ko lagana nahi accha..

mana ki zindgi me khushi kam mili magar !
barbadiyon ka jasn manana nahi accha....

wada kia tha ki sath nibhayenge umar bhar
lakar kinare naav dubana nahi accha

tum ho jawan tumhe yar milenge hajar........
par bachpan ke dost ko bhulana nahi accha
 
Top