"Kitabain"

  • Work-from-home

Hans_Mukh

~~ Catch Me if u Can~~
VIP
Dec 1, 2008
30,406
14,989
713
Logon Ki Soch May
Kitabain jank ti hain bund ulmari ka sheshon say

Badi husrat say tukti hain

Mahinoo aub mulaqat nahi hoti

Jo shamay in ki muhabat may kata kuti thi

Aub aksar guzar jati hain computer ka pardon par



Badi baichain rehti hain kitabain

Anay aub neend may chalnay ki adapt ho gaye hay

Badi husrat say tukti hain

Ju qudrain wo sunati thi

K jink ka cell khbi murtay nahi thay

Wo qudrain aub nazar aati nahi ghar ma



Jo rishtay wo sunati thi

Wo saray udhray udhray hain

Koi sufha plutna hu to ek sisiki si nilkti hay

Kaye lafzoon ka mani gir par tay hain

Bina patoon ka sokhay tund lagatay hain wo elfaz



Jin per aub koi ma'ani nahi ugtay

Galsson nay anay mutrook kur dala

Zuban per zaiqa ata tha ju safha plutnay ka



Aub ungli click kur nay say

Bus ek jhpki guzarti hay

Bohat kuch tah bat ah kul ta chla jata hay



Kitaboon say ju zati rabta tha cut giya hay

Khbi seenay per rakh kur lait jatay thay

Kbhi godi may latay thay

Khbi ghotnoo ku apany, rahal ki surat ban kur

Neem sajday may pada kurtay thay

Chotay thay jabeen say

Khuda nay chaha tu sara ilam milta rahay ga bad may bhi



"Magar wo kitaboon may mila kurtay thay sokhay phool

Aur mehkay howay rukkay

Kitabain mangnay, girnay, uthanay ka bahanay rishtay buntay thay

Un ka kiya ho ga????????????

Wo shyed aub nahi hon gay"
 
Top