Kia Ishq-e-Majazi Ishq-e-Haqiqi Ki taraf ly Ja Sakta hai !!!!

  • Work-from-home

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
bilkul mumkin hay

agar ISHQ waqe hi sacha ishq hay to ishq_e_majazi aur ishq_e_haqeeqi

dono be raya hain
dono may aik justaju hay
dono may aik hi manzil chahiye
raastey kahi bhi jaayain manzil aik hi miley gi
q k jab aap bey raya aur pur khaloos ho k justajue kar rhe ho apne liye nhi balkey ALLAH k bandey k liye dua kartey ho uski khushi maangtey ho ALLAH k bandey se pyaar kartey ho insaniyat se pyaar kartey ho uski bhalayi chahtey ho to ye raasta dar haqeeqat ishq_e_haqeeqi pe hi khatam hota hay manzil to ishq_e_haqeeqi hi hay
 
  • Like
Reactions: mashraki.larka

saadat ali

Newbie
Jan 30, 2012
3
4
0
38
molana romi says ishq chaha haqiqi ho ya majazi hamasha insan ko shah ke taraf le jata he magr jb hazrat peer mehr ali shah(r.a) se pocha giya kia mijazi ishq haqiqi ke taraf le jata he to ap ne frmaya bohat km bohat km bohat km..

---------- Post added at 12:12 AM ---------- Previous post was at 12:09 AM ----------

if i will tell you the meaning of human ishq it will be strange dear so i cant tell
 
  • Like
Reactions: mashraki.larka

mashraki.larka

Super Star
Jun 23, 2010
10,598
4,907
713
36
KHUDA KI BASTI

bro ap k jawab ka intezar hai ...:)
 
Prince-Farry

TM Champ
Mar 19, 2008
62,319
25,810
1,313
bilkul mumkin hay

agar ISHQ waqe hi sacha ishq hay to ishq_e_mizaaji aur ishq_e_haqeeqi

dono be raya hain
dono may aik justaju hay
dono may aik hi manzil chahiye
raastey kahi bhi jaayain manzil aik hi miley gi
q k jab aap bey raya aur pur khaloos ho k justajue kar rhe ho apne liye nhi balkey ALLAH k bandey k liye dua kartey ho uski khushi maangtey ho ALLAH k bandey se pyaar kartey ho insaniyat se pyaar kartey ho uski bhalayi chahtey ho to ye raasta dar haqeeqat ishq_e_haqeeqi pe hi khatam hota hay manzil to ishq_e_haqeeqi hi hay
v{()|aw
 
  • Like
Reactions: mashraki.larka

faiqam

Newbie
Jun 11, 2012
2
2
3
ham ishq e mijazi hi tu ishq e haqeeqi ki taraf le k jata hai . jab insan toot k kisi aik insan se muhabbat krta aur dunya k har insan se zyadah ehmiyat deta phir bhi woh insan ousko wo pyar lota hi nahi skta kyunke insan k bas ki bat hi nahi hai yeh muhabbat... phir ousko smjh ata hai k aik hasti aisi bhi hai jisne usko har waqt nawaza hai ousne ouske paida hone se pehle is dunya ko naemtun se bhar diya ouske rizq ka intazam man k pait mein lene wali pehle sans se le k is dunya mein likhi uski akhri sans taak intezam kia jisne ouse sirf aur sirf muhabbat ki jabke woh is muhhabat se bekhabar tha jo har waqt shah rag se bhi zyadah qareeb ho ishq e mijazi mein hr waqt sath rehna mumkin nahi jabke ishq tu mangta hi umer bhar ka sath hai aisa sath tu sirf wohi zaat de skti jo andherun mein jab sb so jain tab bhi jan le aur oujalun mein jab sab apne kam mein masroof hun tab bhi sun leta..........
ishq mein insan chahta hai k bina bole ouska mehboob ouski baat smjh jai aur rab tu itna ikhtiyar rkhta hai k dil k ander ki 7 prdun mein chupi hoi baat bhi jan le
iss dunya ka har rishta aik na aik bar zindagi mein apko aisa dukh deta k apko ehsas hota k apke pas sirf aik rishte k ilawah aur koi khalis rishta nahi aur woh rishta insan aur rab ka hai jab yeh dukh ishq e mijazi se milta tu iska ehsas itna gehra hota k rab k sath ishq khud ba khud qaim ho jata kyunke dilun ko sakun sirf aur sirf KHUDA ka kalam deti hai
 
  • Like
Reactions: mashraki.larka

faiqam

Newbie
Jun 11, 2012
2
2
3
aur han pyaar aur ishq mein bht fark hota ager pyar mein nakami ho ya kamyabi tu zaruri nahi k ishq ho magar ager ishq mein nakami aur kamyabi ho tu hi ishq e haqeeqi ki taraf insan ja skta
 
  • Like
Reactions: mashraki.larka

The horror

Banned
Nov 24, 2011
1,965
595
113
29
the haunted mansion
mera toa khiyal hai yeh sab darama hai, ishq mijazi mian log khuda ko bhool jatay hain. ishq mijazi main log itnay agay chaltay jatay hain... kay jis se mohbat kartay hian us ko khuda maan letay hian
 
mashraki.larka

Super Star
Jun 23, 2010
10,598
4,907
713
36
KHUDA KI BASTI
ham ishq e mijazi hi tu ishq e haqeeqi ki taraf le k jata hai . jab insan toot k kisi aik insan se muhabbat krta aur dunya k har insan se zyadah ehmiyat deta phir bhi woh insan ousko wo pyar lota hi nahi skta kyunke insan k bas ki bat hi nahi hai yeh muhabbat... phir ousko smjh ata hai k aik hasti aisi bhi hai jisne usko har waqt nawaza hai ousne ouske paida hone se pehle is dunya ko naemtun se bhar diya ouske rizq ka intazam man k pait mein lene wali pehle sans se le k is dunya mein likhi uski akhri sans taak intezam kia jisne ouse sirf aur sirf muhabbat ki jabke woh is muhhabat se bekhabar tha jo har waqt shah rag se bhi zyadah qareeb ho ishq e mijazi mein hr waqt sath rehna mumkin nahi jabke ishq tu mangta hi umer bhar ka sath hai aisa sath tu sirf wohi zaat de skti jo andherun mein jab sb so jain tab bhi jan le aur oujalun mein jab sab apne kam mein masroof hun tab bhi sun leta..........
ishq mein insan chahta hai k bina bole ouska mehboob ouski baat smjh jai aur rab tu itna ikhtiyar rkhta hai k dil k ander ki 7 prdun mein chupi hoi baat bhi jan le
iss dunya ka har rishta aik na aik bar zindagi mein apko aisa dukh deta k apko ehsas hota k apke pas sirf aik rishte k ilawah aur koi khalis rishta nahi aur woh rishta insan aur rab ka hai jab yeh dukh ishq e mijazi se milta tu iska ehsas itna gehra hota k rab k sath ishq khud ba khud qaim ho jata kyunke dilun ko sakun sirf aur sirf KHUDA ka kalam deti hai
thanks for your feedback ..)
 
Bela

~*~A|!c3 in w0nd3r|@nd~*~
Active Member
Feb 4, 2010
5,975
3,851
1,113
Madrid, Spain
ahan....
nai horror esi bat nai ha.....
me aj kal ki har dosre din new wali mohabat ki wajha se keh rai hu.....
 
Top