Kia Ishq-e-Majazi Ishq-e-Haqiqi Ki taraf ly Ja Sakta hai !!!!

  • Work-from-home

silentsmile

Active Member
Oct 10, 2009
279
223
43
35
In Islamabad
me bas itna kaho ga bhai ..k ye 2no alag raste hain or insaan sirf ksi 1 pr chal skta he​

or hidaayat bhi ksi ksi k naseeb me hoti he sab k nhi
kcuh log to mijaazi k chkr me na mijaazi se mil paate hain or na khuda se..
Or wese bhi ayse milan ka kya fyda jo strt to ksi larki se kya oR khtam
khuda pr..

Raste alag alag hain per manzil aik hai. Jab tak thoker na lagay tab tak qadam pukhta nahi jamm sakte rastay per... baaz oqat saib neechay girnay say kashish e saqal ka pata chalta hai.. kahan saib kahan kashish e saqal.. baaz oqat larkion ko impress kerne ke chaker men koi student topper bann jata hai.. kahan dhikaway ki parhai orr kahan 1st position.. kaheen mai kaday ko chaltay hoay qadam masjid men jaa pertay hain.. kahan mai kada kahan masjid? kabhi chotay bache ko samjhate samjhate banda khud itni barri baat samajh leta hai.. kahan chotha bacha kahan aql e kull.. kaheen koi dosri jagah pr bheth ker apne danton ko taur leta hai.. kahan Woh kahan uss ke dant..

Yeh bohot gehri manazil hain bhai.. yahan door say nazara ker ke kuch nai kaha jaa sakta.. jo dubki lagata hai wohi samajh sakta hai.. baqi sab dhikawa hai..

bohot khush rahen @};-
 
Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
main ne suna hai k ishq-e-majazi ishq-e-haqeeqi ka sabab banta hai..
jb insan ko kis bande k ishq me kuch na mile..wese ishq me hasil kuch nhi hota..majazi ishq me ..bs apni zaat khatam ho jati hai..banda rul jata hai...
to phr woh Allah ko dhondta hai..phr woh ishq-e-haqqeqi me mubtila ho jata hai..
lekin 1 bat mujhe smjh nhi aati k ishq-e-haqeeqi k lye ishq-e-majazi kyun zaruri hota hai...Allah ka ishq kisi raste ka muhtaj to nhi hota..
mere khayal hai ye to anaayat hai k WOH kise apne ishq naseeb kre..
 
mashraki.larka

Super Star
Jun 23, 2010
10,598
4,907
713
36
KHUDA KI BASTI

Awesome ...:"> Bohat khubsurati se samjhane ki koshish ki
 
bilcul sai baat hai annu ..Es main us ki raza bi shamil-e-hall hoti hai ..her kisi ko nai naseeb hota yeh ..:">
 
  • Like
Reactions: ~Zeest~

New Wolf

TM Star
Jul 17, 2010
9,253
3,441
113
raste alag alag hain per manzil aik hai. Jab tak thoker na lagay tab tak qadam pukhta nahi jamm sakte rastay per... Baaz oqat saib neechay girnay say kashish e saqal ka pata chalta hai.. Kahan saib kahan kashish e saqal.. Baaz oqat larkion ko impress kerne ke chaker men koi student topper bann jata hai.. Kahan dhikaway ki parhai orr kahan 1st position.. Kaheen mai kaday ko chaltay hoay qadam masjid men jaa pertay hain.. Kahan mai kada kahan masjid? Kabhi chotay bache ko samjhate samjhate banda khud itni barri baat samajh leta hai.. Kahan chotha bacha kahan aql e kull.. Kaheen koi dosri jagah pr bheth ker apne danton ko taur leta hai.. Kahan woh kahan uss ke dant..

Yeh bohot gehri manazil hain bhai.. Yahan door say nazara ker ke kuch nai kaha jaa sakta.. Jo dubki lagata hai wohi samajh sakta hai.. Baqi sab dhikawa hai..

Bohot khush rahen @};-
jab haath kuch na lgey to phir hi khuda yaad aata he..
Bohot hi ajeeb mohbbat he ye..
1 na mila to doosra sahi ..
Or doosri baat ye k khudaa ko tarjeeeh baad me di jaa rhi he..
THINK 3.gif
 
New Wolf

TM Star
Jul 17, 2010
9,253
3,441
113
main ne suna hai k ishq-e-majazi ishq-e-haqeeqi ka sabab banta hai..
Jb insan ko kis bande k ishq me kuch na mile..wese ishq me hasil kuch nhi hota..majazi ishq me ..bs apni zaat khatam ho jati hai..banda rul jata hai...
To phr woh allah ko dhondta hai..phr woh ishq-e-haqqeqi me mubtila ho jata hai..
Lekin 1 bat mujhe smjh nhi aati k ishq-e-haqeeqi k lye ishq-e-majazi kyun zaruri hota hai...allah ka ishq kisi raste ka muhtaj to nhi hota..
Mere khayal hai ye to anaayat hai k woh kise apne ishq naseeb kre..
sunney me to hum bohot kuch hi sunte hain sis..
Khuda ki yaad usey tab arhi he jab usay ishk me kuch haasil na hua..
Ye to ajeeb si baat lagti he..ajeeb ishq he ye..agar 1 na mila to dossre se kaam chlaao..
Kya isy ishq kehte hain??
Agar khuda se ishq krna he to wo to dirctly bhi to ho skta he
kya allah k wali or peghambar ishq mizaaji se ho kr khuda tak pohnche hain
ye baat ishq ki nahi ..aap k aqeeda or imaan ki he.
Ye to quraan me bhi he k dilo me nafrat or mohbbat sirf khuda ki zaat daalti he..
To ye ishq-e-mizaajhi se ishq-e-haqeeqi kesa..
TWINK SMILE.gif
 
New Wolf

TM Star
Jul 17, 2010
9,253
3,441
113
kya aap me se yaha koi ishq-e-mizaaji waala mojood he??
Agar he to mjhe wo zrooor aagah kre jab uska ishq ..ishq-e-haqeeqi me badal jaaye..
ANGEL 3.gif
 
  • Like
Reactions: mashraki.larka

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
beshak Allah jise chahta hai use apni muhabbat aata krta hai..,
yahan ishq -e-majazi bat ho rhi thi to ap shyd ishq-e-majazi ko nhi mante is ka wajood zarur hota hai...ishq cheez hi esi hoti hai jo insan ko apna ap bhula deti hai.(yad rhe main yahan ishq ki bat kr rhi hon,,zukam jesi muhabbat ki nhi)ishq-e-majazi ne jb insan ko kuch nhi milta.. kuch nazr nhi aata to Khuda nazr aata hai..
ishq-e-haqeeqi hi ishq-e-majazi ki intihha hai.
wese main b is bat ko nhi manti k zaruri to nhi k ishq majazi se haqeeqi me badal jaye..
ishq-e-haqeeqi ko to kisi raste kisi wasile ki zarurt nhi hoti na..

sunney me to hum bohot kuch hi sunte hain sis..
Khuda ki yaad usey tab arhi he jab usay ishk me kuch haasil na hua..
Ye to ajeeb si baat lagti he..ajeeb ishq he ye..agar 1 na mila to dossre se kaam chlaao..
Kya isy ishq kehte hain??
Agar khuda se ishq krna he to wo to dirctly bhi to ho skta he
kya allah k wali or peghambar ishq mizaaji se ho kr khuda tak pohnche hain
ye baat ishq ki nahi ..aap k aqeeda or imaan ki he.
Ye to quraan me bhi he k dilo me nafrat or mohbbat sirf khuda ki zaat daalti he..
To ye ishq-e-mizaajhi se ishq-e-haqeeqi kesa..
View attachment 39842
 
Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
main inshALLAH
CHUTTIYON ME YE PARHON GI..
bhai bohat mushkil sabaq hai yeh :-? issay samajhnay kay lye aik umer guzar di logon nay.. ishq basically teen ilfaz per mushtamil hai yani aen, sheen orr qaaf.. iss ka aik, aik harf seekhnay men umren lag jati hain.. kafi tappassia ki zarurat hai iss aag ko jan'nay kay lye..

men tayyab bhai assani kay lye app ko aik behtreen kitab ishq ka qaaf anayat ker raha hon.. app nay issay mukammal parhna hai.. iss men app ko jis ki talash hai woo milay ga orr tamam umer kay lye aik assasa hoga Insha Allah.. app ko kaheen orr nahi jana paray ga iss sawal kay jawab ke lye.. lekin baqaida parhai zaruri hai koshihs karen 2 say 3 nashiston men issay 2, 3 din men khatam ker lain.. agay app ka jitna zarf hoa utna app ko milay ga.. meri duaen orr naik tammanayen app kay sath hain

Click here to download copy of this e-book on your PC
 
Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
HMMMMMMMMM
THEK KEHTE HAIN AP..
lekin main 1 bat pochna chahti hon..k ishq-e-haqqeqi ko kisi raste kisi sehri ki zarurt kyun kr hoti hai..woh b to ishq hai..ye kyun zaruri hai pehle ishq-e-majazi ho?????????
Yes, Insaan Ishq-e-Majazi say Ishq-e-Haqiqi tak phunch sakta hay lakin us kay liya zarori hay kay insaan Ishq-e-Majazi may zaroor ho, aksar insaan apnay aap ko Ishq-e-Maijazi may samajhta hay lakin hota nahi hay. ab sawal yeh paida hota hay k yeh safar kaisay or kyonkar ho sakta hay. Is ka jawab yeh hay k insaan jab ishq-e-majazi may hota hay tu us kay dil may sirf or sirf aik shaks hi rehta hay. usay bqai puri duniya say koi gharz nahi hoti, or jub us ka mehboob us k pass nahi hota or anay say inkar kar deta hay tu us ka dil toot jata hay, jis ki waja say us k dil say duniya ki tamam roonaqain khatam honay lagti hain. wo apnay ishq ko panay k liya dar badar ki thokrain khata hay, lakin jub usay nakami hoti hay tu us ki saray lagoon say umeedain khatam ho jati hain. us ka dil wiraan ho jata hay. or yeh wo muqaam hota hay jub agar banda us waqt sachay dil say apnay Allah ko yaad karay, or aik dafa bhi sajda-e-haq(apni kamzori or babasi ka iqrar karay or us ko Khaliq or har cheez per qadir samjhay ) ada karay or us ki taraf paltay tu wo ishq-e-haqiqi may qadam rakh deta hay. kyon k ab wo duniya ko pehlay hi bhool behta tha, or duniya waloon say umeedain hi khatam kar behta tha tu us k liya ishq-e-haqiqi ki manzil qareeb ho jati hay..
 
Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
muje sirf 1 bat bataen ap ishq ko kese define krte hain?

kya khaana nhi khaata hoga??
kya wo soota nhi hoga??
kya wo koi kaam nhi krta hoga??
agar in me se 1 bhi kaam krta he to wo hosh se bekhabr nhi..{(nea)}
 
  • Like
Reactions: New Wolf

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
han g..
hum sirf likhon huvi baaton ya dastano ko parh ishq k bare me kuch keh nhi sakte..
is ki gehrai ka andaza nhi lga sakte..
Raste alag alag hain per manzil aik hai. Jab tak thoker na lagay tab tak qadam pukhta nahi jamm sakte rastay per... baaz oqat saib neechay girnay say kashish e saqal ka pata chalta hai.. kahan saib kahan kashish e saqal.. baaz oqat larkion ko impress kerne ke chaker men koi student topper bann jata hai.. kahan dhikaway ki parhai orr kahan 1st position.. kaheen mai kaday ko chaltay hoay qadam masjid men jaa pertay hain.. kahan mai kada kahan masjid? kabhi chotay bache ko samjhate samjhate banda khud itni barri baat samajh leta hai.. kahan chotha bacha kahan aql e kull.. kaheen koi dosri jagah pr bheth ker apne danton ko taur leta hai.. kahan Woh kahan uss ke dant..

Yeh bohot gehri manazil hain bhai.. yahan door say nazara ker ke kuch nai kaha jaa sakta.. jo dubki lagata hai wohi samajh sakta hai.. baqi sab dhikawa hai..

bohot khush rahen @};-
 
Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
{(doh)}{(doh)}{(doh)}
woh ishq nhi hota..
zukam jesi muhabbat ko ishq to nhi keh sakte..ye kahan ishq kahan..

me is pr yakeen hi nhi krta..baat hi khtam..{(spiteful)}
nd khaas kr aaj kal k dor me honey waaley ishq pr..{(haha})
 
Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
hmmmmmmmm
ok
main ne 1 parhi b hai..lekin mukamalnhi ki..woh ishq ka ain thi..
boht hi maze ki thi..
Annu wo jo book batai thi use lazmi study karna ...
main use par chuka hn ..
bohat se sawalat k jawab milay ..:"> ...
 
Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
bilkul mumkin hay

agar ISHQ waqe hi sacha ishq hay to ishq_e_mizaaji aur ishq_e_haqeeqi

dono be raya hain
dono may aik justaju hay
dono may aik hi manzil chahiye
raastey kahi bhi jaayain manzil aik hi miley gi
q k jab aap bey raya aur pur khaloos ho k justajue kar rhe ho apne liye nhi balkey ALLAH k bandey k liye dua kartey ho uski khushi maangtey ho ALLAH k bandey se pyaar kartey ho insaniyat se pyaar kartey ho uski bhalayi chahtey ho to ye raasta dar haqeeqat ishq_e_haqeeqi pe hi khatam hota hay manzil to ishq_e_haqeeqi hi hay
 
Top