Khubani( Apricots ) Ka Metha

  • Work-from-home

Memon

Banned
Aug 10, 2008
115
88
0
Karimabad,Karachi
Khubani( Apricots ) Ka Metha
Ingredients
1*Khubani(apricots) 1pao
2* Lemons juice 2 tbsp
3*Gelatin 2 tbsp
4*Milk ½ kg
5* Vanilla custard powder 2 ½ tbsp
6*Sugar ½ cup
7*Water 1 ½ cup
8*Cream 2 tbsp

Method:
Sab se phalay water main lemon juice aur khubani daal ker raat bhar kay liyeh rakhdain phir khubani kay beej(seed)nikaal ker is ko peace (paste) bana lain phir gelatin ko pani main mix ker kay khubani kay mixture main daal ker mix kerlain aur freezer main set hoonain kay liyeh rakhdain .phir milk ko boiled kerlainphir is main custard powder aur sugar daal ker pakain jab custard garra hoojay tou thanda ker kay cream daal ker mix kerlain aur beat kerain phir is ko khubani kay upper daal ker freeze kerdain aur jab yeh thanda hoojay tou upper se cream aur khubani se saja dain.
 
Top