Asalamo aliekum:{(*
aap sub kaisay hain umeed hai khairiat se hongay...
yehan main aap longo k liya khuabo ki maalumaat k saath hazir hui hoon.
khuab hamari aadhi zindagi hotay hain yani hamari life ka aadha hissa khuab dekhtay guzar jaata hai...hamari life 2 times main divide hai jisay din aur raat kaha jaata hai..lakin is k bhi part hain..
beharhaal khuab insaan raat main hi dekhta hai..lakin aisa nahi din main nahi dekhta ..
dekhta hai..lakin raat main anay waalay khuab sachay hotay hain .
kyun k Allah nay raat sonay k liya banai is liya hamaray hawaas yani senses ko bhi us k taaba kardia jis ki waja se hamain raat main hi achi gehri aur sukoon waali neend aati hai..aur khuab bhi hum raat main hi dekhtay hain...lakin raat ki diff timmings se hamain pata chalta hai k kis time k khuab sachay hain ya aur bhi diff kafiat hoti hain jin ki waja se hamain pata chalta hai k ye khuab kis cheez ko zahir karraha hai..is liya yehan khuabon k hawalay se wo batain batye jyen gi jis se aap ko kaafi knowledge hogi
aur ye bhi k khuab kis k samnay batanay chaheye ye next post main bataon gi...
yehan bohat se log aisay b hongay jo ye kahain gay...
1)--hamain khuab hi nahi aatay
2)--hamesha khuafnaak khuab atay hain{(fyou)}
3)--khuab yaad nahi rehtay
4)--khuab to khuab hain is liya choro{}{76yt
in sub question k jawab hain meray pass fikar na karin sub baton ka jawab milay ga..aur knowledge b hogi INSHALLAH...{(lie)}
wait 4 next post