khaab ki gaooN maiN palay haiN hum (ghazal)

  • Work-from-home

dream girl

Khwabon se bahre Naina
VIP
Jul 30, 2008
20,331
11,629
0
ITALY
khaab k gaooN maiN palay haiN hum
paani chalni maiN lay chalay haiN hum

khud haiN apne asfar ki dushwari
apne pairoN k aablay haiN hum

tu to mat keh humaiN bura duniya!
tu ne dhaala hai aur dhalay haiN hum

kiyoN haiN? kab tak haiN? kis ki khaatir haiN?
baray sanjeeda masalay haiN hum
 
Top