Jald Millegi Abhi Waqt Nahi Aaya

  • Work-from-home

Ajnabee_Hoon

Active Member
Jul 5, 2015
211
116
193
kyun pyaar karne ki arzu hoti hein,
kyun dil lene dene ki arzu hoti hein,
kyun jazbaaton ko dabana padta hai,
kyun iss dil ko samjana padta hai,
jald millegi abhi waqt nahi aaya
kyun pyaar ka phool nahin khilta,
kyun dil ke naghme dil nahin gaata,
kya pyaar karne mein mazaa hai.
kya pyaar k nasha hai
kyun dil kiss ka hona chata hein
kyun meri zindagi main koi nahi aati
 
Top