Jab Baat Ho Muhabbat Aur Jang ki.......

  • Work-from-home

RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada
hi friends

chalo aj is topic k liyay thora serious ho h jati hoon

ss main ap say agree karti hoon ap nay topic may he apnay sawal ka jawab bhi likh dia hai jo k i think 99% sach he hai
jang totally alag chezhai or waqai agar jang may sab koch jaiz smajh lia jay to tabhai or barbadi k ilawa koch bhi nahi bachta
lakin muhabbat aik aisa nazuk word hai jisay jung jaisay sakht(hard) word say dore he rakha jay to behtar hoga

so mairay nazdeek muhabbat or jang 2 alag chezian hain

chalo itna acha topic lagaya hai to is baray may aik shair arz kiya hai

arz kiya haii {}{3

Har muskurahat ki pehchaan nahi hoti
Mohabbat ho ya jang, aasan nahi hoti

RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada
thankoo friend

waisay may aik baat bollon...balkay yeh aik tarhan ka sab k liyay mess hai..coz yeh topic isi type ka hai jo mess sab ko dene lagi hon..so carefully yeh parhna

main sab ko yeh mess deti hon k tum sab muhabbat kabhi mut karna coz jang main kabhi har hoti hai kabhi jeeat...lakin lov main na tum haar skatay ho na jeet skatay ho
jisay smajh nahi ayaa wo dobara parhay or jisay phir bhi smajh nahi aya chalo wo phir aik bar parhay..or again smajh nahi aya to phir ...........

yeh dimagh ka fault hoga {()|asa
 
pakigirl

Newbie
Jun 3, 2007
815
12
0
37
bus bai aj kaal muhabbat or jung may koi fark nahi hai kyun g bhaiyon bhano sahi kaha naa maien ney {}{43r5
 
farooqrashid

Newbie
Aug 25, 2007
118
22
0
39
ss_ss said:
Asalamo aliekum

Piyaray Saathion

Kia Muhabbat Aur Jang Main Sub Kuch Jaiz Hai?

Meray Khayaal Main Jis
Muhabbat Main Sub Kuch Jaiz Maan Liya Jye To Wo Jald Nafrat Main Badal Jaati Hai.
Aur Jis Jang Main Sub Kuch Jaiz Samjha Jye Wo Kabhi Khatam Nahi Hoti

Aap Ka Kia Khayaal Hai?
walekum salam:)
Mohabbat ka matlab her ek k nazdeek mukhtalif ho sakta hey.....merey nazdeek mohabbat wo hey jis mey koi gharas ya hawas poshida na ho.
Esi mohabbat jo her gharas,lalach aur hawas sey paak ho....merey nazdeek sab kuch jaiz hey.
Jang..........kisi tor bhi achi nahi magar.........!
Jab jang apney hi andar chal rahi ho.......aur apni pehchan apney rab sey mangi ja rahi ho to dil ki tamanna ye hoti hey k ye jang hamesha jari rahey......iss ki mithas sab mehsoos kar saktey heN:)
 
sweet_syndrella

TM Star
Jul 22, 2007
3,806
921
1,213
37
karachi the heart of pakistan
farooqrashid said:
ss_ss said:
Asalamo aliekum

Piyaray Saathion

Kia Muhabbat Aur Jang Main Sub Kuch Jaiz Hai?

Meray Khayaal Main Jis
Muhabbat Main Sub Kuch Jaiz Maan Liya Jye To Wo Jald Nafrat Main Badal Jaati Hai.
Aur Jis Jang Main Sub Kuch Jaiz Samjha Jye Wo Kabhi Khatam Nahi Hoti

Aap Ka Kia Khayaal Hai?
walekum salam:)
Mohabbat ka matlab her ek k nazdeek mukhtalif ho sakta hey.....merey nazdeek mohabbat wo hey jis mey koi gharas ya hawas poshida na ho.
Esi mohabbat jo her gharas,lalach aur hawas sey paak ho....merey nazdeek sab kuch jaiz hey.
Jang..........kisi tor bhi achi nahi magar.........!
Jab jang apney hi andar chal rahi ho.......aur apni pehchan apney rab sey mangi ja rahi ho to dil ki tamanna ye hoti hey k ye jang hamesha jari rahey......iss ki mithas sab mehsoos kar saktey heN:)
acha abhi aap nay khud kaha k aisi muhabbat jo lalach hawas gharaz se paak ho to.............zara in lafzon par ghor karain main nay in hi najaiz cheezon ki taraf isharaa ker k hi kaha tha k muhabbat main sub kuch jiaiz nahi hona chaheya...right?

aur jehan tak jang ka talauq hai jo k aap nay kaha k jab apnay ander jang chal rahi ho apnay rab ko panay ki khuahish...
actually usay jang nahi kaha jasakta kyun k jang ka matlab hi ye hai k 2 against parties
agar 2 mukhalif parties na hon to jang kaisi aur apnay rab k saath muhabbat ki jang nahi kehlaati kyun k Allah ko panay ki khuahish main na to aap mukhalif hai aur Allah wo to 70 maon se ziada pyaar kerta hai na...jab aap hi Allah ki tarf 1 haath barhyn gay to wo khud chal k aata hai jab aap us k paas chal k jatay hain to wo dor k aata hai ye jang nahi main nay us jang ka zikr kia jis ko jehaad kaha jata hai lakin us jang ka bhi jo apas main chalti hai...i think....its true.
 
{}{78iu {}{78iu {}{78iu {}{78iu
 
Top