islamic names

  • Work-from-home

*shehzadi*

TM Star
Apr 2, 2010
3,770
1,891
113
pakistan
mera swal he k
kiyyyyyyyya allah ke kuch nam ase hen jo ni rakh sakte bachon k?????

ager wo hen to konse?????

mandaerja zel nam hum rakh sakte hen????

qadir
hamid
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
mera swal he k
kiyyyyyyyya allah ke kuch nam ase hen jo ni rakh sakte bachon k?????

ager wo hen to konse?????

mandaerja zel nam hum rakh sakte hen????

qadir
hamid

Allah ka koi bhi naam ho uske asma sifat wo ham bande ko nahi rakh sakte

haan har naam ke sath abd lagaden to phir jayez hai balke aise hi naam rakhna behtar hai

Abd Alqadir
Abd Alhamid

Abd Arrahman
Abd Arraheem
Abd Allah

jazakallah khair
 
  • Like
Reactions: ~Zeest~

hekar007

Newbie
Nov 9, 2011
1
0
0
As salaam wa Alikum,
Allaha Tala ka asal naam hai "ALLAH" ye ibrani zabaan se hai. Baqi naam Allah k siffati naam hain. Jia se Raheem yani Raheem karne wala. Kareem Karam karne wala. Muqsit Insaaf karne wala. Khaliq paalne wala.......
Hum koi bhi naam rakh sakte hain par usmain ABDUL ka istimal zarori hai. jase Abdullah yani Allaha ka banda. Abdul Muqsit insaaf karne wale ka banda.....

Allah Hum Sab Hi Ko Gumrihi Se Bachaey ..
AAMEEN..
Faqt Wa SALAAM

FahiM
 
Top