Imaan KI roshni--part 5

  • Work-from-home

sweet_syndrella

TM Star
Jul 22, 2007
3,806
921
1,213
37
karachi the heart of pakistan
apni rooh k ahsaas aur is ki power ko samjhnay k liya hamain pehlay ye janna hoga k wo konsi aisi cheezain hain jinka talluq direct rooh se hai lakin wo body par effect karti hai aisi konsi cheez hai jisay roohaniat main sub se ziada importance hasil hai?

wo cheez hai thinking khayalaat

its reality k success ka raaz khayaalat k concentration par hai khayalat agar 1 point par murtakiz hojye to is ka jaldi asar hota hai insan ki kamyabi ya nakaami ka gehra talluq khayaal(thinking) se hai. bohat se log sochtay hain aur irada bhi kartay hain lakin achi soch ko apni adaat ka hissa nahi bna patay jis ka nateeja ye hota hai k har roz wo apnay bohat se routine main ya to koi faisla hi nahi kar patay ya jo kuch kar guzartay hain us par ufsos kartay reh jatay hain.

is tarha un ki mental enerhies foozul aur baikaar kamo main khurch hojati hain.jin ko ahmem aur mufeed kamo main use kiya jasakta tha.

agar hum try karain to zahan ko aala tareen zahni energy paida karnay k liya use kar saktay hain.

jis shaks main sochnay ki capablity hai wo aisay shaks par hukumrani kar sakta hai jo sirf amal karta hai.

thinking two types ki hoti hain har shaks un hi khayal ko accept karta hai jahan us ka interest hota hai..

daily life main hamaray iraday ko bohat ahmiat hasil hai..iraaday k do(two) baray farz hain pehla ye k khayal ki noyat iraday k bai is hoti hai yani negative or positive
2nd ye k irada khayal ki simt ka tayun bhi karta hai k khayal ko kis taraf bhaija jye.

mazboot will power walay shaks k khayal b powerfull hongay...

yani in bato se pata chala k khayalaat hi insan ko positive ya negative lay jatay hain ..

ab khayaal kis tarha jism par asar andaz hotay hain?

(continued)
(with thanks roohani digest)
 

guroo13

Newbie
May 4, 2009
6
3
0
44
I liked the way you portrayed your message, but I have serious questions about it.. What is Islam anyways???? What you have said seems very complicated to me. That is why I have created a website, which has helped few people already in understanding the true meaning of Islam. Because, I think, If we hold on the Rope of Allah and don't try to get into other stuff or tafarukah... that will be the best solution... I won't quote any hadith or anything over here, even though there are many but, I will for sure say one thing, that if Roohaniat is a way which leads you towards Allah. Then that means, Muhammad (PBUH) and Allah (SWT) didn't know that this time will come and we will need Roohaniat to solidify our Imaan, because neither Prophet(pbuh) taught this to his companions nor Allah(SWT) gave this command in Quran to mankind... Meaning commiting a big time Shirk.
For more information please visit my website:
islamandspiritualism dot com
 

sweet_syndrella

TM Star
Jul 22, 2007
3,806
921
1,213
37
karachi the heart of pakistan
aap ki sirf 1 bat ka jawab doongi baqi doosray threads main us ki explanation kar dungi

sub se pehlay to ap ye bat zahan main betha lain k roohaniat aur islam ka gehra rishta hai
roohaniat aur huzoor-e-paak(S.A.w.W) ka gehra rishta hai

taffakur yani ksi cheez par sochna care of ALLAH is ka gera rishta hai


kia ap ko nahi pata ap (SAWW) nay 40 saal ki age tak ghar-e-hira main beth kar Allah ki zaat par taffukaar kiya wahi 1st wahi nazil hui

is kafiat ko muraaqba kaha jata hai muraaqba yani meditation ka last darja usk bad wahi nazil hui itni ziada concentration itna ziada roohani lagao

ye kia keh dea ap nay k Allah aur uska rasool nahi janta tha ya us waqt nahi pata tha inka
jab k quran-e-paak main jagha jagha soch aur taffukkar ka kaha gaya hai

tafseel k liya surai inaam dekhain to pata lag jye ga

hamary aur doosray relegion main 1 ye bohat bara farq hai

jo kiya jye usko roohani tor par concentration ho

namaz kia hai kiya wo muraaqba nahi

muraaqba kia hai

medetation

its a gr8t concentration on any point

namaz main kaha jata ha imagen karo k Allah k samnay kharay ho

agr itna nahi kar saktay to wo to tum ko dekhta hi hai

yani is main ye btaya jaraha hai k itna hi samjh lo imagen karlo k Allah k samnay kharay ho

to jab tak Allah k samnay honay ka tassavur nai kiya jye ga

jab tak namaz main apnay apko muraaqba ki shaklal main nahi laya jyen ga

wo momin ki mairaaj kesay banay gi

ap nay kis cheez ko is main shirk kaha aur explane karo meray bhai ????
 

atul32

Active Member
Jul 18, 2008
277
27
728
amazing site and people ...jinhe rooha ka pata nahi wo uspe discussion kar rahe hai.....aise hi jaise koi blind roshni ke bare me discuss kare ....uska khud ka apna anubhav to hai nahin...kitabon se padha ya doosro se suna....
fiqra karo rooha ko janne ki...aur wo thought se nahi jana ja sakta...rooh is beyond thoughts............
 

sweet_syndrella

TM Star
Jul 22, 2007
3,806
921
1,213
37
karachi the heart of pakistan
atul bhai yaha rooho par kon bat karraha hai
sirf roohaniat disscuss horahai hai kia Allah nahi farmata quran-e-paak main k ghoro fikar karo aur rooh ALllah ka amar hai is ki deep main kon jaraha hai sirf yaha ye btaya jaraha hai k har ibadat main roohani rishta hona laazmi hai yani concentration akhir apko bat kyn samjh nahi ati
 

guroo13

Newbie
May 4, 2009
6
3
0
44
"kia ap ko nahi pata ap (SAWW) nay 40 saal ki age tak ghar-e-hira main beth kar Allah ki zaat par taffukaar kiya wahi 1st wahi nazil hui"
I absolutely know keh Muhammad(PBUH) pay 40 saal ki age main Islam ka nazool howa tha while he used to do meditation… My question to you is that, did he know at the time of meditation that how to worship Allah? Do you know that meditation existed long before Islam… He simply didn’t know at that time that how to Worship Allah, even though deep inside he knew that there is only one Creator (Allah), correct? So he didn’t have the instructions how to worship him! You would also agree the Hadis which says “Do exactly as I (Muhammad(PBUH)) say, not less or more”. If you think Muhammad(PBUH) forgot to tell us something which was important and should be the part of religion, then you would know the hadis for this idea aswell.
"is kafiat ko muraaqba kaha jata hai muraaqba yani meditation ka last darja usk bad wahi nazil hui itni ziada concentration itna ziada roohani lagao"
What you are saying here is that Allah selected him as a messenger because he used to do meditation? Which meditation Musa(PBUH) or Jesus(PBUH) used to do? Allah doesn’t have two standards does He? Ok, let’s say Meditation is important and the right way of worshiping Allah. Did Muhammad(PBUH) taught that to his companion? If not why not? Where we know that Allah perfected his religion of Islam as mentioned in Surah-e-Maida or An-Nisa (correct me if I am wrong). Guess what, on one side Allah says that HE perfected his religion and Muhammad(PBUH) told his companion everything Allah told him to tell people, but on other hand according to you, Muhammad(PBUH) forgot to tell his companion that they should do meditation as-well (Naoozibillah).

"tafseel k liya surai inaam dekhain to pata lag jye ga"
Can you provide me with a reference please?
I couldn’t find that! Make sure you read Tafseer of this surah too and don’t provide me with your own interpretation. Interpretation should be widely accepted one.
"namaz kia hai kiya wo muraaqba nahi"
This is it, this is the right way of worshiping Allah. This is what was taught to Muhammad(PBUH). Namaz is the only right way of meditation, I would say, Namaz infact is a mean to establish contact with Allah. Which is the only way taught to and by Muhammad(PBUH).
ap nay kis cheez ko is main shirk kaha aur explane karo meray bhai ????
I myself was once in Roohaniat, but as I increased my knowledge I found flaws in it, so I left it. You should know Tawheed is of three kinds 1. Tawheed-e-Raboobiah, 2-Tawheed-e-Ibadah, 3-Tawheed-e-Isma wal Siffat. Roohaniat contradicts with the second point. E.g. If you are doing meditation. Have you seen Prophet Muhammad(PBUH) or some Saint (Nizam-ud-din etc). When you said yourself, when we pray we should see and focus only on Allah. Where these third parties are coming in from? Do you think you will get FAIZ from them like that? Or you would get FAIZ from Allah directly? Don’t you know that Allah is closer to you than your Jaugler vain? Why do you think, that to reach close to Allah you need to go through an indirect chanel?
This is exactly what is called Shirk!
How do you know that you have seen some Saint or even Muhammad(PBUH) if you have never seen them. You know when you die your Soul goes to Abarzakh and you can’t make contact with them as mentioned in Quran as well. Which creature you are dealing with????????????????????
Knowing that Rooh is not an intelligent creature. There are only three creatures Allah made intelligent “Malaikah, Jinn, Ins(human)”. Please increase your knowledge my sister in islam and remember don’t try to find shortcuts to get the closeness of Allah. Do as He instructed you and me in Quran and through Sunnah. Please visit my website, you will get alot about this subject over there. If I came out of it there must be a big and obvious reason... please visit www dot islamandspiritualism dot com
 

sweet_syndrella

TM Star
Jul 22, 2007
3,806
921
1,213
37
karachi the heart of pakistan
apki poori thread parhi ye acha laga k ap roohaniat ko mantay hain lakin jis sens main ap nay usay samjha wo ghalat hai kyn k yaha jab bat hui concentration ki to usko muraaqba ka name dea gaya hai shayad apki samjh main ye bat nahi aprahi hogi k concentration aur muraaqba ya meditation do alag cheezain hain jab k aisa nahi ye 1 bat k diff names hain..ap is bat se inkar karrahay hain k muraaqba ya concentration ka ibadat main koi muqaam nahi to iska matlab hua k namaz main imagination ka koi muqaam nahi shayad jab k ye hadees bhi hai Allah ka tassavur karo k usay dekh rahay ho ye sub kia hai yaaha ibadat main uahi to kaha jarah hai k dunyawi bato se hat kar sirf aur sirf Allah ki zaat par apna taffaqur qaim karna
 

guroo13

Newbie
May 4, 2009
6
3
0
44
My dear sister, this we are exactly on same page that meditation or Muraqba during Namaz is actually real and only Meditation and Muraqba. Main nay exactly Namaz hi ko maraqba samjha hay. Nothing else... But jis maraqbay ki aap baat kar raheen hain jo keh aap namaz parhnay kay baad baith kay kartay hain ankhain band kar kay some times in dark, like Allah ho ka zikar, ya Zikar-e-Khafi.. Main is type kay zikar, maraqba or meditation kay against keh raha hoon... aur main nay uper explain bhi kar dia hay keh this type of zikar is literally adapted from Hindus or Budhas which has no place in Islam... Or this kind of worship was not taught by Muhammad(PBUH), neither its in Quran anywhere...

I answered every single question you posed on me in my previous post... But, if you read my earlier post, you haven't answered any of my questions... which are to Prove this secondry kind of Meditation, zikar, muraqba, tasawuf.. what ever you want to call it.. Prove these kinds in the light of Quran and Sunaat and prove that it is the part of Islam. If you can not prove it then I have a very good solution... Spend your energies to learn Quran and Hadis... This will bring you closes to Allah and will make you Love Muhammad(PBUH)... No, wonder only Islam is the religion which goes against BLIND BELIEFS... SO, GAINING KNOWLEDGE IS WHAT ISLAM PREACHES. KNOWLEDGE = LIGHT.
 
Top