Idrees Alaihissalam :

  • Work-from-home

Aks_

~ ʍɑno BɨLii ~
Hot Shot
Aug 2, 2012
44,916
17,651
1,113
HAZRAT IDREES ALAIHISSALAM :
AKHNOOKH bin YARAD bin MEHLAEEL bin ANOOSH bin QAINAAN ibne SHUAEB bin ADAM Alaihis Salaam .
a weak narration is mentioned in Mustadrak
“ The prophet of Allah IDREES Alaihis Salaam was White, Tall with Big stomach, and with wide chest , he had very few hairs on his body but h have head full of hairshis one eye was bigger than his other eye, he had a white patch on his chest which is MOHR E NUBUWAT , when the people of earth went into dark path and were not listening and not ready to come on right path then allah subhanahu wa taala have called IDREES Alaihis Salaam to 6th heaven (sky) , and it is mentioned in quraan “warafa’nahu makanan aliyya”
According to ibn e Qatba “ when allah subhanahu wa ta’ala taken IDREES Alaihis Salaam to the 6th sky he was 350 years old.
according to ibn e hibban “ IDREES Alaihis Salaam was both NABI and RASOOL and he was the first person to invent PEN. “

(the first inventor of writing with qalam).
————————————————————————————————————————–
HAZRAT IDREES ALAIHISSALAM : kaha gaya hai ke wo NOOH Alaihis Salaam se pehle guzre hain. Aur unka nasab is tarah hai AKHNOOKH bin YARAD bin MEHLAEEL bin ANOOSH bin QAINAAN ibne SHUAEB bin ADAM Alaihis Salaam . ek qaul ke mutabiq ye ism arbi ke lafz DRASTA se mushtaq hai jiski waja ye thi ke IDREES alaihissalam SOHF E ASMANI ka bakasrat dars diya karte the.
Mustadrak me ek kamzoor si sanad ke saath Hassan se bawasta samrah marwi hai ke unho ne kaha
“ Allah ke Nabi IDREES Alaihis Salaam safeed rang ke, unche lambe, bade pet wale, aur chaude sine wale the, unke jism par baal bohot kam the aur sar pe bakasrat baal the, unki ek ankh dusri ankh se badi thi, aur unke sine me ek safeed dagh tha marz e bars ka dagh na tha balki wo ek MOHR E NUBUWAT tha, phir jab ke Allah pak ne ahle zameen ke zulm aur ahkam me ta’di karne ki nihayat buri halat dekhi to IDREES Alaihis Salaam ko chhatwe (6th ) asman pe utha liya, aur isi ke bare me quran fermata hai “warafa’nahu makanan aliyya”
Aur ibn e Qatba ne zikr kiya hai ke “ jiswaqt jiswaqt IDREES Alaihis Salaam Asman par uthae gaye us waqt unki umr 350 saal thi.
Aur ibn e hibban ki sahih me aaya hai ke “ IDREES Alaihis Salaam NABI aur RASOOL the aur wo pehle shaks the jinho ne QALAM SE LIKHNA EJAAD kya. “

(the first inventor of writing with qalam).

@Hoorain @Abidi @Haya_Fatima @Iceage-TM @Shiraz-Khan @Toobi @Khushboo @Haya_Fatima @Pakistani_angel @whiteros
 
Top