help me?

  • Work-from-home
Feb 21, 2010
32
17
0
32
assalam alaikum
mujhe aaj aap sab se aik nimaz k bare main sawal poochna hai?
wo ye k jab hum masjid main moulana k saath aser ki aur zohor ki nimaz k liye khare hote hain to moulana soorat fatiha aur soorate ikhlas dil main perhta hai.
mera sawal ye hai k jab moulana is waqt main khamosh hota hai to kya hum us waqt soorat ikhlas aur fatiha dil main perhain?
bohot log nahi perhte.
 
saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313

Wa Alaykum Assalam Wrwb :)
bohot hi acha aur ahem sawal hai apka

namaz jehri ho ya serri sure fateha padhna zaroori hai
sure fateha namaz ka rukn hai agar koi sure fateha nahi padhta to uski namaz nahi hoti
aur serri namaz me sure fatiha k elawa dusra sura sath me padhna sahaba se sabit hai

waqas naseer

Super Star
Dec 24, 2009
5,722
3,037
1,313
32
mardan
Wa Alaykum Assalam Wrwb :)
bohot hi acha aur ahem sawal hai apka

namaz jehri ho ya serri sure fateha padhna zaroori hai
sure fateha namaz ka rukn hai agar koi sure fateha nahi padhta to uski namaz nahi hoti
aur serri namaz me sure fatiha k elawa dusra sura sath me padhna sahaba se sabit hai

assalam alaikum
saviou bhai wo to sab jante hain per ager moulana char ferz aser ki nimaz k perha raha hai to maine suna aise waqt main khamosh rehte hain.

http://i36.tinypic.com/2uztg7n.gif
 
saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
assalam alaikum
saviou bhai wo to sab jante hain per ager moulana char ferz aser ki nimaz k perha raha hai to maine suna aise waqt main khamosh rehte hain.

Wa Alaykum Assalam Wrwb :)

Janab deen e Islam mukammal deen hai har cheez wazeh aur roshan hai
hamne apke samne bukhari shareef ki hadees pesh ki jisme khule alfaz me Allah k Rasul s.a.w ka farman hai la salat liman alm iqrau fatehatul kitab( jis shaks ne sure fateha nahi padhi uski namaz nahi ) bas jab Allah k Rasul ka farman ajaye to hame ser qam tasleem karna chahiye ab Allah k Rasul s.a.w k baad aur konsi hasti hai jo ham unki baat ko Allah k Rasul s.a.w ki baat se zyada ahmiat den

apne jo yahan pesh kiya hai wo kisi ka apna qaul hai agar hadees se koi baat sabit hai to phir aap ref se sath yahan batayen

Allah hame deen ki sahi samajh aata farmaye Aameen
 
  • Like
Reactions: New Wolf

New Wolf

TM Star
Jul 17, 2010
9,253
3,441
113
i agree with saviou........
humne b aisa hi parha or suna he......
k agar molvi qirrat kar raha he to uskey peeche peeche aap b dil me dohraain ya uski qirrat sunain..
agar asar ya zohor ki namaaz he to apne dil hi dil me qirrat krain.....
nice reply saviou bhai.......:-bd
 
nizamani

Newbie
Sep 18, 2010
2
0
0
janab imam ki qirat muqtadi ke lye kafi hai wali hadees sabit nahin ye jabir bin abdullah sahabi se moqoof hi sabit hai aur usool main ye bat hai ke marfu hadees ke muqble main moqoof hadees dalleel nahin ban saktidarqutni ki saheeh hadees se babit hai ke muqtadi ko imam ke peeche fatiha parhni hai jo bhukari ki rawayt main ubada bin samit se rawayt hai ke jo fatiha na parhe us ki nimaz nahin hoti is main mann lafz aam hai imam ho ya muqtadi har jehr ho ya siri har halat main fatiha parhni hai abu daud ki rawayat se bi sabit hai mohammad bin ishaq pe jarha mardood hai jo is rawyat ka rawi hai
 
Top