Hazrat Moosa Alehissalam :

  • Work-from-home

Aks_

~ ʍɑno BɨLii ~
Hot Shot
Aug 2, 2012
44,916
17,651
1,113
HAZRAT MOOSA ALEHISSALAM :
ye “IMRAN BIN YAS’HAR BIN FAHISHT BIN LAAWI BIN YAQOOB alehissalam” the, inke nasab me koi ikhtelaaf nahi hai aur MOOSA siryani zabaan ka naam hai,
abu al shaikh ne akrama (Rahmatullahi Allaih) ke tareeq par ibn e abbas raziallahu anhu se riwayat ki hai ke “moosa Alaihis Salaam ka naam MOOSA is liye rakha gaya kyunke wo darakht (tree) aur paani ke darmayan daale gaye the, therefore kyunke QIBTI language me paani ko MOO aur darakht ko SAA keht hain.”
aur sahih hadees me unki sifat yun aai hai. ” wo gandum rangat (wheatish color), draaz qamat (tallest) aur ghungriyale (ringed hairs) wale the aur wo qabeela e shunwah ke the.” aur salabi ke qaul ke mutabiq unki umr 120 saal thi.



@Hoorain @Abidi @Haya_Fatima @Iceage-TM @Shiraz-Khan @Toobi @Khushboo @Haya_Fatima @Pakistani_angel @whiteros
 
  • Like
Reactions: fjanjua
Top