ghair muslim ka iftar krwana jaiz he ya nahi??

  • Work-from-home

mirza37

Hot Shot
Jul 17, 2010
15,341
7,043
913
49
UAE ABU DHABI
sara sister meera ak sawal hay ..kiya non muslim ager iftari kerwna chaye to kiya as kay pesy say iftar ho sakti hay kiya,
thanks .
 
saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
sara sister meera ak sawal hay ..kiya non muslim ager iftari kerwna chaye to kiya as kay pesy say iftar ho sakti hay kiya,
thanks .
Assalamu Alaykum wrwb :)

aise iftar se parhez karna chahiye
kyun k unke paas halal aur haram ki koi tameez nahi hoti aur nahi koi pabandi k istarah se paise kamaye jaen....aur unka maqsad ifatar ki dawat dena bhi bas aksar dikhawa hota hai aur zyada tar politicions hi aisi parties karte hain to aise dawat nahi khani chahiye

wallahu aalam
 
mirza37

Hot Shot
Jul 17, 2010
15,341
7,043
913
49
UAE ABU DHABI

Assalamu Alaykum wrwb :)

aise iftar se parhez karna chahiye
kyun k unke paas halal aur haram ki koi tameez nahi hoti aur nahi koi pabandi k istarah se paise kamaye jaen....aur unka maqsad ifatar ki dawat dena bhi bas aksar dikhawa hota hai aur zyada tar politicions hi aisi parties karte hain to aise dawat nahi khani chahiye

wallahu aalam
nasir bhaiyeh admi hmary room mate hay or deen kay bary main bohit malom hay , iftar kay time hm sub as ko sath main bethaty hain , ager as ko jwab dain to pher bhi as ko acha nahin lagy ga , as liy dil per phter rakh ker as nay iftari ka ak din ka saman laya or hm sub nay iftari ki , ager na kerty to yeh hm sub kay bary main kiya sochta keh yeh kasy muslman hain,,or as ko bol bhi nahin sakty keh hm ap kay sath iftari nahin ker sakty ,,
ALLAH hi qabol kery ga, ager koi beri ghalti ho gai hay , ap sahih islam ki roshni main ans dain ,,
 
nasirnoman

Active Member
Apr 30, 2008
380
574
1,193
جہاں تک ہماری معلومات کا تعلق ہے تو ہم نے یہ فتوی پڑھا ہے کہ غیر مسلم کی افطار کی دعوت پر مسلمان کا افطار کرنا درست ہے
لیکن بشرطیکہ کہ افطار میں کھانا حلال ہو اور مسجد کی جماعت نہ فوت ہو

واللہ وااعلم بالصواب
 
hamne jo baat kahi thi wo aam baat thi apne agar gaur se padha ho to hamne usme politicians ka bhi zikar kiya hai aise dawat galat hai kyun k usme dikhawe k elawa kuch nahi rehta

lekin baat kuch aisi hai jiase wo apke sath rehte hain aur apko pata hai unke bare me k unki kamai kaisi hai aur apke dil me bhi ye iradah ho k aap unhe Islam ki dawat den to bilkul khasakte hain shart yehi k usko Islam ki dawat den aur apne kirdar se usse mutassir karen jaise ke Allah k Rasul sallellahu alayhi wasallam ne yahudi ki dawat qabool ki thi aur maqsad kya tha Islam ki dawat dena lekin agar sirf dost bura maan jayega ya kuch aur jisme sharee uzr nahi to phir ye jayez nahi

جہاں تک ہماری معلومات کا تعلق ہے تو ہم نے یہ فتوی پڑھا ہے کہ غیر مسلم کی افطار کی دعوت پر مسلمان کا افطار کرنا درست ہے
لیکن بشرطیکہ کہ افطار میں کھانا حلال ہو اور مسجد کی جماعت نہ فوت ہو

واللہ وااعلم بالصواب
haan olama k fatwe hain is par aur uske saath kuch shuroot bhi hain agar ham uspar nazar dalen to baat wazeh hojayegi Insha Allah

plz nasir bhai ,, kuch wazaht kero ... quran o sunnat ki roshni main,, thanks,
umeed hai apko baat samajh me agayi hogi
 
mirza37

Hot Shot
Jul 17, 2010
15,341
7,043
913
49
UAE ABU DHABI
thanks nasir bhai mujy to pehly samjh a gai thi, likan post uncomplete thi as liy wapis ans pocha tha,
dil bhi nahin maan reha thaa, ALLAH qabol kerny wala hay ,
 
nasirnoman

Active Member
Apr 30, 2008
380
574
1,193
اگر آپ کو اطمینان ہو کہ اس کی کمائی مشکوک نہیں (یعنی ناجائز راستوں سے نہ حاصل کی گئی ہو)
اور جو کھانا وہ کھلا رہا ہے وہ حلال اور پاک ہو
تو غیر مسلم کی دعوت قبول کی جاسکتی ہے

واللہ و اعلم بالصواب
 
saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
thanks nasir bhai ,
yehi to asl q hay , jis ans oper naser bhai nay diya hay ,,
اگر آپ کو اطمینان ہو کہ اس کی کمائی مشکوک نہیں (یعنی ناجائز راستوں سے نہ حاصل کی گئی ہو)
اور جو کھانا وہ کھلا رہا ہے وہ حلال اور پاک ہو
تو غیر مسلم کی دعوت قبول کی جاسکتی ہے

واللہ و اعلم بالصواب
Jazakumullahu khairan :)
 
Top