Gaun Ki Kahani Bahen Ki Zubani

  • Work-from-home

Jahil

Banned
Jul 1, 2011
9,323
3,289
363
Karachi
wese ghalt hai msc yehi hasne wala emotion pehle hi send krdeti to behes itni barhti hi nhi khamkha muslim bro ka thread khrab kra dya
 
Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
Assalam Alaikum
Gaun Ki Kahani Bahen Ki Zubani

main bohot pehle jab chota tha tab ek baar gaun gaya tha lekin meri bahen ka to aksar gaun jana hota hai, main to chuttian yahin shahar me guzarta hun ya phir kahin ghumne dusre shahar chala jata hun, jab ham dono ki wapsi wapas apne ghar hoti hai to ham dono ek dusre ko safar ke halaat tajrubaat sunate hain aur kya seekha kya dekha sab share karte hain, jab bhi bahen gaun se wapis hoti hai to wahan ki bohot saari khubian wahan ki khush haali wahan ke manazir wahan ke logon ka bholapan saadgi ke bare me bayan karti hai to dil karta hai ek baar zaroor gaun phir se ho aaun lekin jaise hi chutti milti hai kuch na kuch dusra programe ban jaata hai aur main gaun nahi jaa pata, main ne bahen ko aate hi ye nazm sunai

ay gaon se aany waly bata
ay gaon se aany waly bata
kia haal hi mery gaon ka
pipal ki thandi chhaon ka
sharmili shokh nighahon ka,
un naz bhari adaon ka,
ay gaon se aay waly bata ,,,ay gaon se aany waly bata
ajkal humary gaon main kiasa swera hota hi,
kia ab bhi unky aangan main pholon ka basera hota hi,,
panchi geet sunaty hain jab door andhera hota hi,
unky dil main kia ab bhi meri yaad ka dera hota hi,,,

kia ab gaon ki galion main bachy shor machaaty hain,,
pyari pyari baton se sab ka dil behlaaty hain,,,
guddy our guddi ki shaadi bhi karwaaty hain,,
our chhuti k din kheton main maan baap ka haath bataaty hain,,

kia ab bhi humaary khaiton k samaan syhaany hoty hain ,,,,
kia ab bhi jwaanon k lab par waisy traany hoty hain,,,,
hum khel jo khela karty thy wahi khel puraany hoty hain,,,,

kia ab bhi gaon ki naarian paani bharny jaati hain,,,
apny sundar pairon ki payel bhi chhankaati hain,,,
sab sakhiaan ik dooji ko dil haal sunaati hain,,,,,
our apny nazak saron par teen chaar ghary uthaati hain,,,

kuch to mujhko haal suna meri mehbooba matwaali ka,,,:D
jheel si jiski aankhain thin,naagan zulfon wali ka,,,
phool sa jiska chehra tha,masoom si bholi bhali ka,,,
jo Fazal k ishq main pagal thi us pagal dilwali ka,,,
kia woh ab bhi takti hi meri raah,,,,,,,,,? :p

to us ne tasweer nikali apni purse se, is baar usne kuch tasweeren bhi apne saath layi jo usne wahan li thi aur phir ek tasweer par usne gaun ka manzar kheencha to main bhi dekhta hi reh gaya aur sun kar dil shadeed khwahishmand hua ke is baar to jana hi jana hai

manzar kitna pyara tha, bahen tasweer dikha kar kehti hai ke bhai dekho jab main yahan gayi to ye manzar kitna pyara laga mujhe safed badal jheel ke kinare chote chote ghar aur yahan ki thandi hawa se ek sakoon milta hai bhaai aur yahan par khudrati zarayon se hi hawa milti hai bade bade pedh hain, jheel kinaron se kitni thandi khudrati hawa aati hai, ye kachi sadken dekh rahe ho in se mitti ki khushbu mehsoos kar sakte hain, choti choti nadian, talaab aur unme khelte parinde, ye safed batkhen dekho kitni pyari hain ye dekho rakham rakham ke phool paude, chirhion ki awaazen oh kitna hi pyara manzar hota hai bhai aur ye sab yahan shahar me kahan dekhne ko milta hai kahan itna sukoon hai yahan, aur gaun mein larkian kuwen se peene ka pani khud jaa ke laati hain aur shahar ki tarah larkion ko bahar dekh kar koi cher char bhi nahi karta balke sab apne apne kamon me masroof rehte hain, bohot hi khush aqlaaq loog hote hain gaun wale, ye jo pani ka matka leke kuwen ke qareeb me hai ye meri saheli ban gayi hai aur wo jo piche chote se pyare se pul se aa rahi hain ye uske paros ki larkian hain wo bhi bohot achi hain, inka libaas bhi kitna pyara hai na bhaai aur bhai ap gaun ki saaf safai bhi dekho aur ye ghar dekho ye jhopdian kitni pyari hain, mitti aur ghaans se inko banaya gaya hai isme garmi ke mausam me bhi thandak hoti hai aur phir iski sajawat bhi dekho, kuch logon ne to chat rang birangi banayi hai kawelion se sajaai hai,

main bas ye tasweer dekhta raha aur bahen ki baten sunta raha aise lag raha tha main khud wahan maujood hun aur is manzar ko khud wahan ho kar dekh raha hun aur jo kuch bahen ne bataya wo mehsoos kar raha hun, itne me ammi ne awaaz di ke khana laga hai kha lo phir ham dono wahan se uthe aur main bahen se kehne laga is baar jo chuttian hongi main bhi tere sath chalunga gaun

doston ye rahi choti si koshish is manzar par meri manzar kashi :p
hope ke ap sab ko pasand ayegi in sha Allah

ahem ahem ahem:-?
hahaha :p

BOhat achi tehreer hay aapki parh k maza aaya :-bd
GUD LUCK!
 
Rubi

๋• ˆ⌣ˆ ● ĴнαLLi ● ˆ⌣ˆ •๋
Hot Shot
Aug 17, 2010
47,979
14,096
913
WoℵdeℜLaℵd ツ

walaikumsalam​
waah nazam toh bahut chun k nikali ae shyd :p
aur kahani b bahut achi ae​
best of luck !​
:-bd
 
  • Like
Reactions: مسلم

Toobi

dhondo gy molko molko milnay k nae,nayab hum..
Hot Shot
Aug 4, 2009
17,252
11,897
1,313
39
peshawar
oye hoye muslim paa g to chopay rustam niklay.....:p
nice story muslim...best of luck chotay bacchay:)
 
  • Like
Reactions: مسلم

HuriYa

(¯`★´¯)I'll Always Be Daddy's Doll(¯´★`¯)
Super Star
Aug 8, 2011
14,920
7,014
713
D!amOnd CastLe
Zaberdast...! Mash'Allah bohat acha likha hay.

Aap ne shyed First Time Koi urdu Tahreer likhi hay. Shairy bohat ache lagi kyun ke us main Gaon k Traditional Atmosphere ko biyan kia giya hay..! aur Tasveer ke Manzar Kashi bohat ache ke hay sabhe Manazir ko Catch kia hay..! Admirable Effort.

Best of Luck...! :)
 
  • Like
Reactions: مسلم

Prince-Farry

TM Champ
Mar 19, 2008
62,319
25,810
1,313
Wa'alaikumussalaam wrwb bro...
itni lambi...fursat mei parh ke comment karonga inshaAllah..
All the best :)
 
  • Like
Reactions: مسلم

Raat ki Rani

Super Star
May 26, 2011
9,376
1,452
413
Kia aapne gaun k pic k mutabiq kahani likhe hain ?
jab koi apne gaon jata hain tu bht enjoy karta hain aur waha k logo mehman nawazi b bht ache se karte hain
aapko b chuttio me apne gaun jana chahiye:p
anyways bht pyari kahani ti parh kar bht acha laga:)
 
  • Like
Reactions: مسلم

*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
yr tum abi to online hoi ho itni jaldi itni bari story read b krli?
samjh gaya beta tum b mera wala tarika hi use krti ho
bs start ki ek line parhi or direct end pr aker comments kr dye
matlab ap sirf ek line par ke comment karte hu:oops:[DOUBLEPOST=1347172784][/DOUBLEPOST]
Hmmm aisa mere saath bhi hota hai bhai

jab ghazal lagta hoon tab achhi nahin lagti

koi aur parh kar achha kahe phir jab dubara parhun

to bohot hi achhi lagti hai apni hi ghazal :p
hehe ji islie ap ek kam karu jab ghazal likhu tu kisi zaheen shaqs ku suna dia karu phir post karu
 
  • Like
Reactions: S_ChiragH

Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,085
1,313
31
Karachi,PK
matlab ap sirf ek line par ke comment karte hu:oops:[DOUBLEPOST=1347172784][/DOUBLEPOST]

hehe ji islie ap ek kam karu jab ghazal likhu tu kisi zaheen shaqs ku suna dia karu phir post karu
Ji aisa hi karta hoon online ke eik do dost hain unko suna diya karta hoon aur pakki tasalli ke baad share karta hoon ;) ;)
 
  • Like
Reactions: مسلم

*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
hmmm bohot acha likha hai aap ney....

best of luck...

waisey mai kabhi gaon nhi daikha (hgj)
shukria
gaun dekhna chahiye bht achi jagah huti hy[DOUBLEPOST=1347173365][/DOUBLEPOST]
Ji aisa hi karta hoon online ke eik do dost hain unko suna diya karta hoon aur pakki tasalli ke baad share karta hoon ;) ;)
phir tu thik hy[DOUBLEPOST=1347174255][/DOUBLEPOST]
kuch to mujhko haal suna meri mehbooba matwaali ka,,,:D
jheel si jiski aankhain thin,naagan zulfon wali ka,,,
phool sa jiska chehra tha,masoom si bholi bhali ka,,,
jo Fazal k ishq main pagal thi us pagal dilwali ka,,,
kia woh ab bhi takti hi meri raah,,,,,,,,,? :p
ahem ahem ahem:-?
hahaha :p

BOhat achi tehreer hay aapki parh k maza aaya :-bd
GUD LUCK!
shakireeeeeeeeeeeen :p
wese muje zara batau ye contest ap aur @RedRose64 mil ke chalare ya bas ap?
kuin rr ne ju thread lagai hy usme b apki likhat hy aur kisi bhi contestant ko rr ne hausla afzai ny ki ye tu farz banta hy na ju contest chalare wu sab ka hausla barhae?
 
  • Like
Reactions: S_ChiragH

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
shukria
gaun dekhna chahiye bht achi jagah huti hy[DOUBLEPOST=1347173365][/DOUBLEPOST]

phir tu thik hy[DOUBLEPOST=1347174255][/DOUBLEPOST]

shakireeeeeeeeeeeen :p
wese muje zara batau ye contest ap aur @RedRose64 mil ke chalare ya bas ap?
kuin rr ne ju thread lagai hy usme b apki likhat hy aur kisi bhi contestant ko rr ne hausla afzai ny ki ye tu farz banta hy na ju contest chalare wu sab ka hausla barhae?
ooopsh
to MAin kar rhi hun na hosla afzayi /:) aur clarification bhi
RR thori bz hay kuch kaam may,,time nhi de paa rhi ziada ,,Result mil k hi announce karaingi hum,, phir wo sab stories parh laingi INSHAALLAH! :)
 
  • Like
Reactions: مسلم

*Sonu*

•°o.O Born to Fly O.o°•
VIP
Mar 5, 2010
46,172
11,604
1,313
well puri story tu nahi prhi per jitny paragraph prhy hai bht achy lagy bht hi acha likha hai ap na​
:)
best of luck​
:-bd
 
  • Like
Reactions: مسلم
Top