[QUOTE]
hi i m farnia
main apne baray main kiya khe sakti hoon ,haan bas itna zaroor kahoon gi,
Plat kar aankh num karna mujhay hargiz nahi aata ,
gay lumhoon ka gham karna mujhay hargiz nahi aata,
muhabbat ho to behad ho ,nafrat ho to be payaan ,
koe bhi kaam kam karna mujhay hargiz nahi aata,{}{678u
[/QUOTE] M A VERY FRNDLY PERSON..BUT ONLY THE NICE N DECENT ONES..
roshni ban k andhairoon mei uter jatey hain
hum wohi loog hain jo jaaan say guzer jatey hain
tu darata hai humain mout sai kyon kr zalim
woh koi aur hain jo mout sai der jatey han
karbala waloon ka rasta hai hamara rasta
ye wo rasta hai jis rastey mei ser jatey han
ishq tou ishq hai qurbani talab karta hai
ishq hota hai jinhain zinda hi mer jatey hain
tujh ko maloom nahi kis sai hai nisbat apni
Jin ki dehleez pe sab taaj utter jatey hain
Uss k rastey mei lagey zakham mehak detey hain
aur ankhoon ko ussi kaif sai bher jatey han
Saad hum sail-e-rawan hain kisey maloom
apni pehchan batatey hain jidher jatey han