Eid Mubarak‏ Milad un Nabi

  • Work-from-home

Dark

Darknes will Fall
VIP
Jun 21, 2007
28,885
12,579
1,313
Eid (Milad un Nabi) Mubarak to all muslims. The biggest Eid for all true muslims. This is the reason for all other pleasures given to muslims. Base of every thing.

Allah Irshad farmata ha

" Means O Beloved, if I had not created you I would not have created any thing"

Please celebrate this Eid as real day of pleasure, if possible say Eid mubarak to all muslims you meet on the day.

All the Best.

wajdan
 

RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada
may yeh to nahi janti Hadis shareef yah Quran shareef may is baray may koch hai yah nahi..lakin as a muslim humain is din ko celebrate karna chiayay smajhay ap
 

naveed736

Newbie
Jul 15, 2008
3
1
0
56
Celebrating Eid Milad un Nabi

mera sawal bohat seedha aour saaf tha, laikin aap nahin samjhay, chalain yeh batain Sahaba kay dour main kisi nai yeh jashan manaya. Kiya sahaba nay koi mahafil monaqd keen.

Kiya Allah kay Rasool nai iskay mananay ka hukm diya? Achha yeh batain kay yeh pehli dafa kab manaya gaya.

Allah hum sab ko sahih amal karnay kee taufeek dai.

Brotherly yours
 

The_Dark_Knight

V.I.P Member
Senior Member
Apr 22, 2008
957
472
763
TM
I am sure ke meray bhai ne mera post kiya gaya Article bilkul nahi parha kyon ki aghar uss ko read karty tu unn ke unn ke sabhi Questions ka jawab milta.
Meray bhai Hadith parho Huzoor (sallalahu alaihe wassalam) har Monday ko Roza rakhty thay apni Weeladat ki khushi mein.
Sahaba ne tu aur bhi buhat say kam nahi kiye jo hum ajj karty hain dost for example, Sahaba ne Puri Umer Islam ki tableegh mein guzar di, Ilm-e-Deen ko Dunya ke konay konay mein puhanchaya, Sahaba sari Umer Islam ki tableegh mein lagay rahai aur Kuffar say Jang ki unn ko tu itna time hee nahi mila aur dekh lain meine likha hai iss ki ibtada kaisy hoi but iss ka yeh matlab nahi ke yeh Bidat hai kyon ki Huzoor (sallalahu alaihe wassalam) ne Muslim Shareef ki hadith mein irshad farmaya '' Jiss ne Islam mein acha naya tareeqa ejaat kiya uss ka uss Insaan ko Sawab milay ga aur jo uss ke bad uss tareeqa per amal karain gai uss ka bhi uss Insaan ko sawab milay ga '' tu abb app batain ke iss mein konsi burai hai ke Huzoor (sallalahu alaihe wassalam) ka milaad manaty hain ?
Phir aghar burai hoti tu itne itne baray Muhadith, Muffasar, Ulama, Auliya iss ko bilkul nah manaty kyon ki Allah ka wali tu koi kam Shariyat ke khilaf nahi karty.
Khair aitraaz woh dhondy jiss ka koi sir paon ho plz.
Allah Hafiz
 
Top