Eid-e-Milad Un Nabi (sallalahu alaihe wassalam) Quran-o-Hadith ki Roshni main Jaiz!

  • Work-from-home

lovelyalltime

I LOVE ALLAH
TM Star
Feb 4, 2012
1,656
1,533
913
.. @lovelyalltime bhai ma aapke above ke gai sari post par comment nahi karna chahta kiounkay mera kisi behas main parrnay ka mood nahi ha,ma aapke siraf aik bat k hawala sawala karna chahta hoon,plz siraf sawal tak mehdud rahyay ga,
aap ne kaha k baray baray ulma karam anbiya ke tarha masoom an alkhata nahi hain.un se Quran aur ahadees ko samajhnay main ghalti ho sakti ha..
To mera sawal ye ha k aapka apnay baray main kia khiyal ha?
Kia aap masoom an alkhata hain?
Kia aap se Quran aur ahadees ko samajhnay main ghalti nahi ho sakti?
(plz past wala kam na kejiyay ga,jab ma bar bar apna sawal duhrata tha magar aap sawal ke taraf aanay ko tayar he nahi hotay thay)

salam. meray bhai. yeh thread aap loogoon ki taraf say shrooh kiya giya.

maian nay kahan apnay pas say quran ya sahih hadees ko ghlat samjha. aap ka haq banta hai keh aap nishan dahi karaian.

maian nay kab kaha keh maian masoom hoon.

masoom sirf aur sirf hazoor (saw) haian.

baqi her banday ki bat sahih bhi ho sakti hai aur ghalt bhi.

main nay ahmed Raza Khan ka tarjuma aur tafseer pesh ki hai

please abat daian keh ahmed raza khan sahib say kahan ghalti hoi ta keh aanay wali nasal ko pata chalay keh ahmed sahib ko quran sahih samajh nahin aaya aur woh ghalt tarjuma ker gaya.

shabash himmat karaian.

aik dafa phir parh laian.

aap ka bhai

lovelyalltime

احمد رضا صاحب کے ترجمہ وتفسیر سے قارئین کرام کی خدمت میں پیش کرتا ہوں جنہیں میلادی لوگ بطور دلیل پیش کرتے ہیں
(١)

عیسی بن مریم نے عرض کی اے اللہ اے رب ہمارے ہم پرآسمان سے ایک خوان اتار کہ وہ ہمارے لئے عید ہو ہمارے اگلے پچھلوں کی،،

(سورئہ مائدہ:١١٤)

(٢)٫٫اور اللہ کا احسان اپنے اوپر یاد کرو ،،

(سورئہ آ ل عمران :١٠٣)

(٣)
اور اپنے رب کی نعمت کا خوب چرچا کرو ،،

(سورئہ ضحی:١١)

(٤)
٫بے شک اللہ کا بڑا احسان ہوا مسلمانوں پر کہ ان میں انہیں میں سے ایک رسول بھیجا ،،

(سورئہ آل عمران :١٦٤)

(٥)
تم فرماؤ اللہ ہی کے فضل اور اسکی رحمت اور اسی پر چاہئے کہ خوشی کریں ،،

(سورئہ یونس:٥٨)

یہ ہیں میلادیوں کی قرآنی دلیلیں جنہیں وہ چینخ چینخ کر اور گلا پھاڑ پھاڑ کر اپنے بھولے بھالے عوام کو سنا تے ہیں اور اپنا الو سیدھا کرتے ہیں ،قارئین کرام !دل پر ہاتھ رکھ کر کہئے کہ کیا اللہ نے ہم مسلمانوں کو ان آیتوں میں ٫٫عید میلاد النبیۖ،، منانے کا حکم دیا ہے ؟اور کیا اس نے ہمیں وہ سب چیزیں کرنے کا حکم دیا جو آج ہمارے معاشرے میں عید میلاد النبی کے نام پر ہوتا ہے ؟ یقینا آپ کا جواب نفی میں ہوگا ،تو پھرکہیں کمانے کھانے کیلئے ان آیتوں کا سہارا تو نہیں لیا جارہا ہے ؟؟؟؟

JEE MERAY BHAI KIA GHALTI HOI AHMED RAZA SAHIB SAY YAHAN TARJUMA SAY​
AUR KIA AAP KO SAMAJH AAYA​
 
Abid Mahmood

~I AM ANTI ESTABLISHMENT~
Super Star
Sep 22, 2012
6,908
4,390
1,313
It means k abi tak aap main koi tabdeli nahi aai yeni k meray sawal ko gol kartay hue bat ko aur taraf lay gae,chalain khush rahain,Allah Taala aapko,mujhe aur hum sabko Quran aur hadees ko sahi tarha samajhnay aur amal karnay ke tofeeq ataa farmaaeye,aameen.[DOUBLEPOST=1358592712][/DOUBLEPOST]

agar bura na maanain to aapke malumat ke drustgi k lie itna arz kar doon k ye thread 2008 main shuru kiya gaya aur ma ne 2012 main ye forum join kiya ha janab...
 
  • Like
Reactions: i love sahabah

maian nay kahan apnay pas say quran ya sahih hadees ko ghlat samjha. aap ka haq banta hai keh aap nishan dahi karaian.[DOUBLEPOST=1358597321][/DOUBLEPOST]
Ye lo Ans K Hazrat Adam AS ki Toba kis nam k sadqe qabool hue thi

Abid Mahmood

~I AM ANTI ESTABLISHMENT~
Super Star
Sep 22, 2012
6,908
4,390
1,313
maian nay kahan apnay pas say quran ya sahih hadees ko ghlat samjha. aap ka haq banta hai keh aap nishan dahi karaian.[DOUBLEPOST=1358597321][/DOUBLEPOST]

bhai ye sawal to aap phir mujh se phir kartay k agar ma koi comments deta k aap se ghalti hui ha,ma ne to siraf ye sawal kiya tha k "kia aap se Quran aur ahadees ko samajhnay main ghalti nahi ho sakti?
Isska jawab to aap ne siraf aik word yeni yes or no main dena tha aur agar aap jawab nahi b dena chahtay to aapke marzi..lekon bat ko aur taraf lay ja kar past ke tarha apna aur mera waqt to zaya na karain,thanks in advance..
 
lovelyalltime

I LOVE ALLAH
TM Star
Feb 4, 2012
1,656
1,533
913

نبى كريم صلى اللہ عليہ وسلم كى سب سے زيادہ تعظيم اور عزت كرنے والے صحابہ كرام رضوان اللہ عليہم اجمعين تھے جيسا كہ عروۃ بن مسعود نے قريش كو كہا تھا

ميرى قوم كے لوگو! اللہ تعالى كى قسم ميں بادشاہوں كے پاس بھى گيا ہوں اور قيصر و كسرى اور نجاشى سے بھى ملا ہوں، اللہ كى قسم ميں نے كسى بھى بادشاہ كے ساتھيوں كواس كى اتنى عزت كرتے ہوئے نہيں ديكھا جتنى عزت محمد صلى اللہ عليہ وسلم كے ساتھى محمد صلى اللہ عليہ وسلم كى كرتے ہيں، اللہ كى قسم اگر محمد صلى اللہ عليہ وسلم تھوكتے ہيں، تو وہ تھوك بھى صحابہ ميں سے كسى ايك كے ہاتھ پر گرتى ہے، اور وہ تھوك اپنے چہرے اور جسم پر مل ليتا ہے، اور جب وہ انہيں كسى كام كا حكم ديتے ہيں تو ان كے حكم پر فورا عمل كرتے ہيں، اور جب محمد صلى اللہ عليہ وسلم وضوء كرتے ہيں تو اس كے ساتھى وضوء كے پانى پر ايك دوسرے سے جھگڑتے ہيں، اور جب اس كے سامنے بات كرتے ہيں تو اپنى آواز پست ركھتے ہيں، اور اس كى تعظيم كرتے ہوئے اسے تيز نظروں سے ديكھتے تك بھى نہيں"

صحيح بخارى شريف

( 3 / 178 )

حديث نمبر ( 27 31 ) اور ( 2732 )، اور فتح البارى

( 5 / 388)

اس تعظيم كے باوجود انہوں نے نبى صلى اللہ عليہ وسلم كے يوم پيدائش كو جشن اور عيد ميلاد كا دن نہيں بنايا، اگر ايسا كرنا مشروع اور جائز ہوتا تو صحابہ كرام رضوان اللہ عليہم اجمعين كبھى بھى اس كو ترك نہ كرتے

lovelyalltime

I LOVE ALLAH
TM Star
Feb 4, 2012
1,656
1,533
913
صحابہ کرام
راضی اللہ
سے میلاد کا ثبوت
(روایت کی تحقیق)
السلام علیکم ورحمۃ اللہ ورکاتہ
مذکورہ روایت کے ترجمہ میں جگہ جگہ خیانت کی گئی ہے، ذیل کی تصویر ان مقامات کی نشاندہی کردی گئی ہے ، ملاحظہ فرما
لطیفہ
مسند احمد مترجم اردو سے اسکین پیش کیا گیا ہے مگر صرف عربی حصہ پیش کرکے اسی صفحہ سے اردو ترجمہ کو غائب کردیا گیا اس کی وجہ یہی ہے کہ مطبوعہ مسند احمد
مترجم کا ترجمہ بریلوی ترجمہ کے خلاف ہے ، ملاحظہ ہو اس صفحہ کا پورا منظر
فیصلہ آپ خود کریں
 
onlyessa

Newbie
Jan 17, 2013
9
5
3
P
salam. meray bhai. yeh thread aap loogoon ki taraf say shrooh kiya giya.

maian nay kahan apnay pas say quran ya sahih hadees ko ghlat samjha. aap ka haq banta hai keh aap nishan dahi karaian.

maian nay kab kaha keh maian masoom hoon.

masoom sirf aur sirf hazoor (saw) haian.

baqi her banday ki bat sahih bhi ho sakti hai aur ghalt bhi.

main nay ahmed Raza Khan ka tarjuma aur tafseer pesh ki hai

please abat daian keh ahmed raza khan sahib say kahan ghalti hoi ta keh aanay wali nasal ko pata chalay keh ahmed sahib ko quran sahih samajh nahin aaya aur woh ghalt tarjuma ker gaya.

shabash himmat karaian.

aik dafa phir parh laian.

aap ka bhai

lovelyalltime

احمد رضا صاحب کے ترجمہ وتفسیر سے قارئین کرام کی خدمت میں پیش کرتا ہوں جنہیں میلادی لوگ بطور دلیل پیش کرتے ہیں
(١)
عیسی بن مریم نے عرض کی اے اللہ اے رب ہمارے ہم پرآسمان سے ایک خوان اتار کہ وہ ہمارے لئے عید ہو ہمارے اگلے پچھلوں کی،،
(سورئہ مائدہ:١١٤)
(٢)٫٫اور اللہ کا احسان اپنے اوپر یاد کرو ،،
(سورئہ آ ل عمران :١٠٣)
(٣)
اور اپنے رب کی نعمت کا خوب چرچا کرو ،،
(سورئہ ضحی:١١)
(٤)
٫بے شک اللہ کا بڑا احسان ہوا مسلمانوں پر کہ ان میں انہیں میں سے ایک رسول بھیجا ،،
(سورئہ آل عمران :١٦٤)
(٥)
تم فرماؤ اللہ ہی کے فضل اور اسکی رحمت اور اسی پر چاہئے کہ خوشی کریں ،،
(سورئہ یونس:٥٨)
یہ ہیں میلادیوں کی قرآنی دلیلیں جنہیں وہ چینخ چینخ کر اور گلا پھاڑ پھاڑ کر اپنے بھولے بھالے عوام کو سنا تے ہیں اور اپنا الو سیدھا کرتے ہیں ،قارئین کرام !دل پر ہاتھ رکھ کر کہئے کہ کیا اللہ نے ہم مسلمانوں کو ان آیتوں میں ٫٫عید میلاد النبیۖ،، منانے کا حکم دیا ہے ؟اور کیا اس نے ہمیں وہ سب چیزیں کرنے کا حکم دیا جو آج ہمارے معاشرے میں عید میلاد النبی کے نام پر ہوتا ہے ؟ یقینا آپ کا جواب نفی میں ہوگا ،تو پھرکہیں کمانے کھانے کیلئے ان آیتوں کا سہارا تو نہیں لیا جارہا ہے ؟؟؟؟

JEE MERAY BHAI KIA GHALTI HOI AHMED RAZA SAHIB SAY YAHAN TARJUMA SAY​
AUR KIA AAP KO SAMAJH AAYA​
ehle to ap Sb Apna LEhja Change karain Ahmad Sab Ap me to Adab nam ki koi chez nai Ala Hazat Ahmad Raza Khan Bravly(Rehmat Ullah Alai)
 
  • Like
Reactions: Shizuka

shizz

Active Member
Sep 26, 2012
157
390
113
pakistan
P

ehle to ap Sb Apna LEhja Change karain Ahmad Sab Ap me to Adab nam ki koi chez nai Ala Hazat Ahmad Raza Khan Bravly(Rehmat Ullah Alai)
aisa insan jis ne quran ka tarjuma badal dala aap us insan k lye keh rhe hain uska naam tameez se lia jae,
bht khoob
ye hain aik insan ki izzat aor Allah k quran ki izzat,
Allah hm sbko deen ki samajh ata frmae aor quran aor ahadees ka ahtram krne ki b tofeeq de ameen.
 
AnadiL

••●∂ιѕαѕтєя●••
VIP
Nov 24, 2012
72,933
23,237
1,313
صحابہ کرام
راضی اللہ
سے میلاد کا ثبوت
(روایت کی تحقیق)
السلام علیکم ورحمۃ اللہ ورکاتہ
مذکورہ روایت کے ترجمہ میں جگہ جگہ خیانت کی گئی ہے، ذیل کی تصویر ان مقامات کی نشاندہی کردی گئی ہے ، ملاحظہ فرما
لطیفہ
مسند احمد مترجم اردو سے اسکین پیش کیا گیا ہے مگر صرف عربی حصہ پیش کرکے اسی صفحہ سے اردو ترجمہ کو غائب کردیا گیا اس کی وجہ یہی ہے کہ مطبوعہ مسند احمد
مترجم کا ترجمہ بریلوی ترجمہ کے خلاف ہے ، ملاحظہ ہو اس صفحہ کا پورا منظر
فیصلہ آپ خود کریں
Masha'allah.
very nice sharing.....
bht bht bht bht bht acha kaam kiya aapne share karke.....
 
onlyessa

Newbie
Jan 17, 2013
9
5
3
aisa insan jis ne quran ka tarjuma badal dala aap us insan k lye keh rhe hain uska naam tameez se lia jae,
bht khoob
ye hain aik insan ki izzat aor Allah k quran ki izzat,
Allah hm sbko deen ki samajh ata frmae aor quran aor ahadees ka ahtram krne ki b tofeeq de ameen.
Soch Samajh kr bat karin warna form Administrator Notic Lain gain.
 
lovelyalltime

I LOVE ALLAH
TM Star
Feb 4, 2012
1,656
1,533
913
Soch Samajh kr bat karin warna form Administrator Notic Lain gain.
سلام. میں نے جو بولا ہے اس پر بھی کچھ جواب دے دیں پلیز
ایک دفعہ پھر پڑھ لیں ھو سکتا کہ صحیح سمجھ آ جا ے
------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------​
صحابہ کرام
راضی اللہ
سے میلاد کا ثبوت
(روایت کی تحقیق)
السلام علیکم ورحمۃ اللہ ورکاتہ
مذکورہ روایت کے ترجمہ میں جگہ جگہ خیانت کی گئی ہے، ذیل کی تصویر ان مقامات کی نشاندہی کردی گئی ہے ، ملاحظہ فرما
لطیفہ
مسند احمد مترجم اردو سے اسکین پیش کیا گیا ہے مگر صرف عربی حصہ پیش کرکے اسی صفحہ سے اردو ترجمہ کو غائب کردیا گیا اس کی وجہ یہی ہے کہ مطبوعہ مسند احمد
مترجم کا ترجمہ بریلوی ترجمہ کے خلاف ہے ، ملاحظہ ہو اس صفحہ کا پورا منظر
فیصلہ آپ خود کریں
 
  • Like
Reactions: *Muslim*

onlyessa

Newbie
Jan 17, 2013
9
5
3
Soch Samajh kr bat karin warna form Administrator Notic Lain gain.
Sare MusalmaN Bhaio Ap net se Ulti Seedi Hikayat ya Ahadis Search kr k post mat karain jiska apko pata nae hai Deen k bare me koi bat ho pehle khud Ahadis daikhain phr bat karain me kisi Alim ko nae manta khud Ahadis ki books dekh kr hi comnment karta hun plz Apni Akhrat Sanwaro aur ye bahs Sirf Alam e din hi kar sakte hain humain ijazat nae hai is bare me kuch bolne ki.Rahi bat Milad ki Hum Dhoom dham se manate hain aur Full prove se manate hain. kun k Celebration mana Ambia karam se sabit hai[DOUBLEPOST=1358840404][/DOUBLEPOST]
salam. meray bhai. yeh thread aap loogoon ki taraf say shrooh kiya giya.

maian nay kahan apnay pas say quran ya sahih hadees ko ghlat samjha. aap ka haq banta hai keh aap nishan dahi karaian.

maian nay kab kaha keh maian masoom hoon.

masoom sirf aur sirf hazoor (saw) haian.

baqi her banday ki bat sahih bhi ho sakti hai aur ghalt bhi.

main nay ahmed Raza Khan ka tarjuma aur tafseer pesh ki hai

please abat daian keh ahmed raza khan sahib say kahan ghalti hoi ta keh aanay wali nasal ko pata chalay keh ahmed sahib ko quran sahih samajh nahin aaya aur woh ghalt tarjuma ker gaya.

shabash himmat karaian.

aik dafa phir parh laian.

aap ka bhai

lovelyalltime

احمد رضا صاحب کے ترجمہ وتفسیر سے قارئین کرام کی خدمت میں پیش کرتا ہوں جنہیں میلادی لوگ بطور دلیل پیش کرتے ہیں
(١)
عیسی بن مریم نے عرض کی اے اللہ اے رب ہمارے ہم پرآسمان سے ایک خوان اتار کہ وہ ہمارے لئے عید ہو ہمارے اگلے پچھلوں کی،،
(سورئہ مائدہ:١١٤)
(٢)٫٫اور اللہ کا احسان اپنے اوپر یاد کرو ،،
(سورئہ آ ل عمران :١٠٣)
(٣)
اور اپنے رب کی نعمت کا خوب چرچا کرو ،،
(سورئہ ضحی:١١)
(٤)
٫بے شک اللہ کا بڑا احسان ہوا مسلمانوں پر کہ ان میں انہیں میں سے ایک رسول بھیجا ،،
(سورئہ آل عمران :١٦٤)
(٥)
تم فرماؤ اللہ ہی کے فضل اور اسکی رحمت اور اسی پر چاہئے کہ خوشی کریں ،،
(سورئہ یونس:٥٨)
یہ ہیں میلادیوں کی قرآنی دلیلیں جنہیں وہ چینخ چینخ کر اور گلا پھاڑ پھاڑ کر اپنے بھولے بھالے عوام کو سنا تے ہیں اور اپنا الو سیدھا کرتے ہیں ،قارئین کرام !دل پر ہاتھ رکھ کر کہئے کہ کیا اللہ نے ہم مسلمانوں کو ان آیتوں میں ٫٫عید میلاد النبیۖ،، منانے کا حکم دیا ہے ؟اور کیا اس نے ہمیں وہ سب چیزیں کرنے کا حکم دیا جو آج ہمارے معاشرے میں عید میلاد النبی کے نام پر ہوتا ہے ؟ یقینا آپ کا جواب نفی میں ہوگا ،تو پھرکہیں کمانے کھانے کیلئے ان آیتوں کا سہارا تو نہیں لیا جارہا ہے ؟؟؟؟

JEE MERAY BHAI KIA GHALTI HOI AHMED RAZA SAHIB SAY YAHAN TARJUMA SAY​
AUR KIA AAP KO SAMAJH AAYA​
Ghalati To Molana Ashraf Ali Thanwi Sb Se hue thi jo Tarjama karte surah Fatah 1sth 3 ayat khud study kr lain Ahmad Raza ki bhi Aur Ashraf ali Thanwi ki bhi .Ghustakh Rasool Apni Aqibat Sanwar kya pata kal mot aa jaye .Roz ap question karte ho aj me Ek question karta hun Tablighi bhai se k Qabr k sawal kya hain aur Tamam Namazaon ka farz hona kese sabit hai[DOUBLEPOST=1358843388][/DOUBLEPOST]Hi
317902_271737846288663_1749288495_n.jpg
 
onlyessa

Newbie
Jan 17, 2013
9
5
3
salam. meray bhai. yeh thread aap loogoon ki taraf say shrooh kiya giya.

maian nay kahan apnay pas say quran ya sahih hadees ko ghlat samjha. aap ka haq banta hai keh aap nishan dahi karaian.

maian nay kab kaha keh maian masoom hoon.

masoom sirf aur sirf hazoor (saw) haian.

baqi her banday ki bat sahih bhi ho sakti hai aur ghalt bhi.

main nay ahmed Raza Khan ka tarjuma aur tafseer pesh ki hai

please abat daian keh ahmed raza khan sahib say kahan ghalti hoi ta keh aanay wali nasal ko pata chalay keh ahmed sahib ko quran sahih samajh nahin aaya aur woh ghalt tarjuma ker gaya.

shabash himmat karaian.

aik dafa phir parh laian.

aap ka bhai

lovelyalltime

احمد رضا صاحب کے ترجمہ وتفسیر سے قارئین کرام کی خدمت میں پیش کرتا ہوں جنہیں میلادی لوگ بطور دلیل پیش کرتے ہیں
(١)
عیسی بن مریم نے عرض کی اے اللہ اے رب ہمارے ہم پرآسمان سے ایک خوان اتار کہ وہ ہمارے لئے عید ہو ہمارے اگلے پچھلوں کی،،
(سورئہ مائدہ:١١٤)
(٢)٫٫اور اللہ کا احسان اپنے اوپر یاد کرو ،،
(سورئہ آ ل عمران :١٠٣)
(٣)
اور اپنے رب کی نعمت کا خوب چرچا کرو ،،
(سورئہ ضحی:١١)
(٤)
٫بے شک اللہ کا بڑا احسان ہوا مسلمانوں پر کہ ان میں انہیں میں سے ایک رسول بھیجا ،،
(سورئہ آل عمران :١٦٤)
(٥)
تم فرماؤ اللہ ہی کے فضل اور اسکی رحمت اور اسی پر چاہئے کہ خوشی کریں ،،
(سورئہ یونس:٥٨)
یہ ہیں میلادیوں کی قرآنی دلیلیں جنہیں وہ چینخ چینخ کر اور گلا پھاڑ پھاڑ کر اپنے بھولے بھالے عوام کو سنا تے ہیں اور اپنا الو سیدھا کرتے ہیں ،قارئین کرام !دل پر ہاتھ رکھ کر کہئے کہ کیا اللہ نے ہم مسلمانوں کو ان آیتوں میں ٫٫عید میلاد النبیۖ،، منانے کا حکم دیا ہے ؟اور کیا اس نے ہمیں وہ سب چیزیں کرنے کا حکم دیا جو آج ہمارے معاشرے میں عید میلاد النبی کے نام پر ہوتا ہے ؟ یقینا آپ کا جواب نفی میں ہوگا ،تو پھرکہیں کمانے کھانے کیلئے ان آیتوں کا سہارا تو نہیں لیا جارہا ہے ؟؟؟؟

JEE MERAY BHAI KIA GHALTI HOI AHMED RAZA SAHIB SAY YAHAN TARJUMA SAY​
AUR KIA AAP KO SAMAJH AAYA​
bhai biddat hai chalo man lia ki meelad manana biddat hai..ab ap apni biddato pe nazar dalo ki saudi mein kitni biddatein ho rahi hai...haj karne jate ho wahan saitan ko kankar marte ho ke nhi...Hazrat Ibrahin A.S ne saitan ko patthar ek mukam pe mare the par aj tum wahan jaoge to saitan ko patthar marne ke lie jaga jagah banayi gayi hai taki bheed ko koi pareshani na ho..to janab ab is biddat pe kia kehna hai apka....bhai agar tumhe is jashn se aitraaz hai to kbhi apne ghar ki khushi mein jashn na manana thik hai....aur agar ALLAH ke Rasul ki meelad se inkar hai to har wo jashn ka inkar karo jo khud manate ho..[DOUBLEPOST=1358844291][/DOUBLEPOST]jab hamare nabi pak is dunya me tashreef laye to Allah pak ne pure arsh ko saja diya tha
or Allah pak khud farmata he(aye logon tum khoob khoob meri rehmaton or nematon ka charcha karo) or dusri jagha farmaya (aye mohammad ham ne ap ko tamam jahano k liya rehmat bana kar behja) be shak hamare liye hamare nabi pak sab se bari rehmat hen is liya ham muslaman un ka charcha karte hen.

nisar teri chehal pehal par hazaron eidian rabi_ul_awal.
siwaye iblees k jahan me sabhi to khushyan bana rahe hen.

BHAI AGR KOI MEELAD MANA RHA HAI TO AAP LOGON KO Q TAKLIF HAI
AAJ TAK KISI KAAFIR NE TO TANQEED NAHI KI OR HUM MUSALMAN AAPAS MEIN LAR RAHE HEN KHUDA K LIYE MAT LARO K HOJAO BHAIYO PLEASE
 
lovelyalltime

I LOVE ALLAH
TM Star
Feb 4, 2012
1,656
1,533
913
Rahi bat Milad ki Hum Dhoom dham se manate hain aur Full prove se manate hain. kun k Celebration mana Ambia karam se sabit hai
اگر آپ آئمہ کرام سے ثابت کر سکتے ہیں تو مہربانی کر کے امام ابو حنیفہ رحم اللہ سے ثابت کریں. اور یہ بھی بتایں کہ انھوں نے پہلی میلاد شریف کب اور کہاں منائی
تا کہ باقی سب بھی آپ کے علم سے فائدہ اٹھائیں

  • Like
Reactions: *Muslim* and shizz

shizz

Active Member
Sep 26, 2012
157
390
113
pakistan
Soch Samajh kr bat karin warna form Administrator Notic Lain gain.
ہاں جی بلکل فورم ایڈمن ایکشن ضرور لیں ایسے انسان کا دفاع یہاں کیا جا رہا ہے جو قرآن کا ترجمہ بدلنے کا مرتکب ہے.
فورم رولز کے حساب سے یہاں صرف قرآن اور صحیح احادیث کی بات قابل قبول ہے،
[DOUBLEPOST=1358848907][/DOUBLEPOST]
Sare MusalmaN Bhaio Ap net se Ulti Seedi Hikayat ya Ahadis Search kr k post mat karain jiska apko pata nae hai Deen k bare me koi bat ho pehle khud Ahadis daikhain phr bat karain me kisi Alim ko nae manta khud Ahadis ki books dekh kr hi comnment karta hun plz Apni Akhrat Sanwaro aur ye bahs Sirf Alam e din hi kar sakte hain humain ijazat nae hai is bare me kuch bolne ki.
sach btaen ke ap aisa hi krte hain????
yehi bat to hm ap logon smjha smjha kr thak gae hain.

Rahi bat Milad ki Hum Dhoom dham se manate hain aur Full prove se manate hain. kun k Celebration mana Ambia karam se sabit hai
kis sahabi ne ye din dhoom dhaam se manaya hai naam bta dijye???
Ghalati To Molana Ashraf Ali Thanwi Sb Se hue thi jo Tarjama karte surah Fatah 1sth 3 ayat khud study kr lain Ahmad Raza ki bhi Aur Ashraf ali Thanwi ki bhi .Ghustakh Rasool Apni Aqibat Sanwar kya pata kal mot aa jaye .
ji han ghalati ksi se b ho skti hai chahe woh ahle hadees ho deobandi ho brelvi ho,
ksi insan pr wahi nhi ati k koi dawa kr sake k uski bat 100% sach hai.
is lye ksi insan ko follow krne k bajae us zaat ko follow kia jae jo ghalti se paak hai jis ki ataat ka Allah ne hme hukm dia hai.

biddat hai chalo man lia ki meelad manana biddat hai
kia bat hai bhai isko bidat bhi kehte hain aor saboot k tor pr qurani ayaat b pesh krte hain ap..
kia ksi bidat ka saboot quran se dia ja skta hai???

..ab ap apni biddato pe nazar dalo ki saudi mein kitni biddatein ho rahi hai...haj karne jate ho wahan saitan ko kankar marte ho ke nhi...Hazrat Ibrahin A.S ne saitan ko patthar ek mukam pe mare the par aj tum wahan jaoge to saitan ko patthar marne ke lie jaga jagah banayi gayi hai taki bheed ko koi pareshani na ho..to janab ab is biddat pe kia kehna hai apka....bhai agar tumhe is jashn se aitraaz hai to kbhi apne ghar ki khushi mein jashn na manana thik hai....aur agar ALLAH ke Rasul ki meelad se inkar hai to har wo jashn ka inkar karo jo khud manate ho..jab hamare nabi pak is dunya me tashreef laye to Allah pak ne pure arsh ko saja diya tha.

apne ghar ki khoshi mana deen nhi hai koi sawab ke lye khoshi ka ahtmam nhi krta ye nhi sochta k mujhe is se sawab milega.

nisar teri chehal pehal par hazaron eidian rabi_ul_awal.
siwaye iblees k jahan me sabhi to khushyan bana rahe hen.
nauzubillah sahaba karam ne ye din nhi manaya to ap kis tarah se aise alfaz istemal kr skte hain baghair soche smjhe.

BHAI AGR KOI MEELAD MANA RHA HAI TO AAP LOGON KO Q TAKLIF HAI
forum admin in k alfaz note frmaye,

AAJ TAK KISI KAAFIR NE TO TANQEED NAHI KI OR HUM MUSALMAN AAPAS MEIN LAR RAHE HEN KHUDA K LIYE MAT LARO K HOJAO BHAIYO PLEASE
musalmanon bidat phele aor ye apas main laren yehi to kafir chahte hain aor hm bidaton ko frogh de kr unka mqsad or khuwahish poori kr dete hain ko poora kr dete hain[DOUBLEPOST=1358849593][/DOUBLEPOST]
Sare MusalmaN Bhaio Ap net se Ulti Seedi Hikayat ya Ahadis Search kr k post mat karain jiska apko pata nae hai Deen k bare me koi bat ho pehle khud Ahadis daikhain phr bat karain me kisi Alim ko nae manta khud Ahadis ki books dekh kr hi comnment karta hun
plz Apni Akhrat Sanwaro aur ye bahs Sirf Alam e din hi kar sakte hain humain ijazat nae hai is bare me kuch bolne ki.
ap k dono jumlon main kitna tazad hai khod dekh lijye

aik or bat
jb ap khod ahadees parh kr us pr amal kr skte hain to phir taqleed kyon krte hain???
 
Abid Mahmood

~I AM ANTI ESTABLISHMENT~
Super Star
Sep 22, 2012
6,908
4,390
1,313
aisa insan jis ne quran ka tarjuma badal dala aap us insan k lye keh rhe hain uska naam tameez se lia jae,
bht khoob
ye hain aik insan ki izzat aor Allah k quran ki izzat,
Allah hm sbko deen ki samajh ata frmae aor quran aor ahadees ka ahtram krne ki b tofeeq de ameen.
kia aap aik sawal ka jawab dena pasand karain gee k jis tarjaumay ko unho ne badal dala,wo kis ne likha tha?
 
shizz

Active Member
Sep 26, 2012
157
390
113
pakistan
kia aap aik sawal ka jawab dena pasand karain gee k jis tarjaumay ko unho ne badal dala,wo kis ne likha tha?
muje pata hai k aap ne ye sawal kyon kia hai aap yehi kehna chah rhe hain k jb aik insan ghlti kr skta hai to dosra b kr skta hai,
han ji bilkul kr skta hai magr yeh kam to aik arbi zaban ka mahir hi kr skta hai, jis tarah angrezi zaban ka mahir english ka tarjuma kr skta hai,
agr aik insan ghalti krta hai to dosra uski islah kr deta hai mgr ghalti pr parda dalna mazeed aik bari ghalti hai.
 
Abid Mahmood

~I AM ANTI ESTABLISHMENT~
Super Star
Sep 22, 2012
6,908
4,390
1,313
muje pata hai k aap ne ye sawal kyon kia hai aap yehi kehna chah rhe hain k jb aik insan ghlti kr skta hai to dosra b kr skta hai,
han ji bilkul kr skta hai magr yeh kam to aik arbi zaban ka mahir hi kr skta hai, jis tarah angrezi zaban ka mahir english ka tarjuma kr skta hai,
agr aik insan ghalti krta hai to dosra uski islah kr deta hai mgr ghalti pr parda dalna mazeed aik bari ghalti hai.
lekon sochnay wali bat ye ha k agar jo tarjuma unho ne tabdeel kiya wo b aik insan ne he likha tha aur wo insan b ghalti kar sakta ha to phir aapka ye kehna nahi banta k unka naam iss lie tameez se nahi lena chahyay k unho ne tarjumay ko badal dala,
shuru se lay kar boht se logon ne Quran pak ka urdu main tarjuma kiya aur in sab tarjumon main boht se faraq aur ikhtalafat mojud hain lekon siraf Imam Ahmad Raza ko he hadf'e tanqeed kioun banaya jata ha? iss sawal k jawab ke detail main jaaen to behas lambi ho jaae gee,lekon agar siraf 3 lafzon main iss sawal ka jawab dhunda jaae to wo ye ho ga:
"kadurat,bughaz,tuassab"
aur agar aap Imam Ahmad Raza ko siraf iss lie bura kehtay hain k aap k nazdeek unka tarjuma ghalt ha to it means k agar hamaray nazdeek baqi tarjumay ghalt hain to aapkay naqsh'e qadam pe chaltay hue humain baqi tarjuma karnay walon ko bura kehna chahyay,lekon ma to har giza bura nahi kahoon ga kiounk iss se un logon ke dil azari ho gee jo un tarjumon ko sahi samajhtay hain,ma to iss nazriyay par yaqeen rakhta hun k humain kisi b maslak se related kisi b musalman shakhsiyat ko bura bhala nahi kehna chahyay,kiounk agar kuch log un shakhsiyat ko ghalat samjhtay hotay hain to boht se chahnay walay b hotay hain jinke dil azari ke jati ha aur kisi ke dil azari b to aik gunah he ha,
agar aap tarjumon ka aik jaiza lain to....
Pehli bat ye nazar aati ha k jin mumalik main b urdu zuban boli ya samjhi jati ha to wahan sab se ziada jis tarjumay ko maqbuliyat hasil hui ha wo Imam Ahmad Raza ka tarjuma he ha,aur ye aik tasleem shuda haqeqat ha k barr'e sagheer Pak'o hind main majority yehi tarjuma parhti aur khareedti ha,ye bat aap kisi b publisher ya book seller se puch saktay hain,
ab aap ye kahain ge k majority kisi cheez ko parakhnay ka miyar nahi ha aur awam to saada loh hoti ha,
lekon agar ulma aur scholars ke taraf dekhain to unke majority b Imam Ahmad Raza k tarjumay ko sahi qarar deti ha,even Moulana Kousar Niazi jaisay neutral mufakar jinho ne har maktaba fikar k ulma se taleem hasil ke unho ne b issi tarjumay ko sahi qarar detay hue dusray tarjumon ke ghaltiyon ke nishandahi ke,
ab aap wohi bat duhraaen ge,k jaisay oper kaha gaya k un ulma karam se samajhnay main ghalti ho sakti ha to phir bat wohien aa kar ruk jati ha k ghalt to aap log aur aap k hum khiyal b ho saktay hain,to phir behtar ha k hum dusron ke islah karnay se pehlay apni islah karain,jo jis tarjumay ko sahi samajhta ha wo ussko parh lay,
kisi ko bura kehnay ke bijaae ye socha jaae k behtar faisla karnay wali Allah ke zat ha k kon sahi tarjuma parhta ha aur kon Quran aur hadees ko sahi samajhta ha.
 
Top