Dushman Na Kare‏

  • Work-from-home

dream girl

Khwabon se bahre Naina
VIP
Jul 30, 2008
20,331
11,629
0
ITALY
[FONT=Times New Roman, Times, Serif]Dushman na kare dost ne woh kaam kiya hai
Dushman na kare dost ne woh kaam kiya hai
Umar bhar ka gham humein inaam diya hai
Dushman na kare dost ne woh kaam kiya hai
Umar bhar ka gam humen inaam diya hai

Toofan mein humko chhod k sahil pe agaye
Aa aa aa...
Toofan mein humko chhod ke sahil pe agaye
[/FONT]
[FONT=Times New Roman, Times, Serif]sahil pe agaye
Na-khuda ka, na-khuda ka humne jinhen naam diya hai
Umar bhar ka gham humein inaam diya hai
Dushman na kare, o....

Pehle to hosh cheen liyeh zulmon sitam se Aa aa aa...
Pehle to hosh cheen liye zulmon sitam se, zulmon sitam se
Deewangi ka, deewangi ka phir humen ilzaam diya hai
Umar bhar ka gam humen inaam diya hai
Dushman na kare, o....

Apne hi girate hain nasheman pe bijliyan
Apne hi girate hain nasheman pe bijliyan, nasheman pe bijliyan
Gairon ne aake, gairon ne aake phir bhi use thaam liya hai
Umar bhar ka gham humein inaam diya hai
Dushman na kare, o....

Bankar rakeeb baithe hain woh jo habeeb they
Bankar rakeeb baithe hain woh jo habeeb they, woh jo habeeb they
Yaaron ne khoob, yaaron ne khoob farz ko anjaam diya hai
Umar bhar ka gham humehn inaam diya hai
Dushman na kare dost ne woh kaam kiya hai
Umar bhar ka gam humen inaam diya hai
[/FONT]​
 
  • Like
Reactions: nrbhayo
Top