sare mehfil karam itna mere sarkar ho jaye
nigaahe muntazir reh jaye aur deedar ho jaye
sambhal kar paon rakhna hajiyon! Shehre madina mein
kahin aisa na ho sara safar bekaar ho jaye
fanaa itna to ho jaun mein teri zaat-e-aali par
jo mujhko dekh le usko tera deedar ho jaye
tajassus mein teri,har shay pe mein nazrein jamata hoon
na jane kaun se shay mein tera deedar ho jaye