Coffee With RedRose- Dream Boy

  • Work-from-home
Status
Not open for further replies.

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313

tm par ideal Saviou bhai hain aur me un ke jaisa bannaa chahta hun jinhe islam ke mutaliq kafi ilam hai:)
Jazakallah khair bro :)

apne hame itni izzat di ham apke behad mashkoor hain
ham to bas talib e ilm hain sikh rahe hain

Allah hame apko aur tamam momino ko aise ilm se nawaze jo duniya o akhirat k liye faidemand ho
Allah hame khidmad e khalq aur deen ki dawat awaam unnaas tak hikmat k sath pahunchane ki salahiat aur taufeeq de Aameen
 
  • Like
Reactions: Rubi and Dreamy Boy

Dreamy Boy

Tm Lecturar
Banned
Oct 31, 2009
33,484
10,995
1,313
Pakistan

Jazakallah khair bro :)

apne hame itni izzat di ham apke behad mashkoor hain
ham to bas talib e ilm hain sikh rahe hain

Allah hame apko aur tamam momino ko aise ilm se nawaze jo duniya o akhirat k liye faidemand ho
Allah hame khidmad e khalq aur deen ki dawat awaam unnaas tak hikmat k sath pahunchane ki salahiat aur taufeeq de Aameen
itne ache dua dene ka shukriya bro Ameen:)
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313

shukriya us:)
waise tu bohat se name hain leken agr ek 1 ki baat hai tu mujhe tariq bhai ke sath rehne me bohat khushe hoge:)
Janab ye haq to apko apki sharik e hayat ko dena chahiye :)
Tariq bhai to khush kismat hain
 

Dreamy Boy

Tm Lecturar
Banned
Oct 31, 2009
33,484
10,995
1,313
Pakistan




haha chaliye koi baat nahi isse ek raaz to pata chala :)

hamara apse sawal kya ka maqsad e zindagi kya hai aapko jo Allah ne mohallat di hai usse aap kya karna chahte hain
Zindage ka maqsad sirf sirat e mustakin pe chalna hai qki hamen Allah ne is duniya me apni ibadat k liye bheja hai qk ye duniya arzi hai or ek din khatam hojani hai...
Mai apni zindage me hidayat ke raste par chalna chahta hun.Mustahik logo ki madad karna chahta hun or khidmat e insaniat ke liye jeena chahta hun.....
 
  • Like
Reactions: ~Prince-Farry~

Dreamy Boy

Tm Lecturar
Banned
Oct 31, 2009
33,484
10,995
1,313
Pakistan
COFFEE WITH RR


PART 3


31. ADMIN...kyun ke site ka sara kaam aur maintanance ka kaam admin unko ke karna parta hai..site ki pure zimidari un ke upar hote hai aur sara hard work admin ko he karna parta hai...

32. Nelli apna kaam ba khobi anjam dete hain aur apne kaam ke sath sath en ki mojodge me tm par kafi ronaq bhe lage rehte hai aur bohat jolly nature ke hain jo sb ko in ke mojodge bohat pasand hai and sb ki bohat respect karten hain and waqt par sb ki hlp karten hain..

33. Naveed bhai ki funny nature mujhe ko bohat pasand hai aur hum sb en kai replies ko khoob enjoy karten hain...


34. Pakistan kyun ke pakistan mera apna mulq hai aur mujhe apne mulq se bohat pyar hai pak me bhe wo sb kuch hai jo dosre countreis me hai pak ek bohat khobsurat country hai and pak me dekne liaq bohat kuch hai...

35. MOhabat se barh kar kuch nahe paisa tu ane jane wali cheez hai but mohabat hamesha ke liye rehte hai..

36. Sacha paka dost kyun ke dost par bharosa kiya ja sakta but riste dar par trust karna mushkil hai because wo kbhi bhe ap ka sath chor sakten hain leken ek sacha dost kbhi bhe ap ka sath nahe chorta hamesha ap ke sath rehta hai aur ap ke dukh sukh me barabar ka shareek hota hai....

37. hmmm it depend upon situation kuch aise faisle hoten hain jin ke liye demag chahiye hota hai aur kuch ke liye dil se sohna parta hai is liye dono ki sunne chahiye but dil se liye hue faisle aksar insan ko hurt bhe karten hain bd main leken damag se liya gaya faisla paka hota hai...

38. Chai q ke coffee khas pasand nahe...

39. both are useful but internet se wo information bhe mil jate hai jo book me nahe hote is liye internet book se ziyada acha hai....

40. jamah karna kyun ke insan ke haalaat ke kuch pata nahe hota ache waqt me jama kiye hue paisa bure waqt me kaam a jaten hain aur fazool kharchi ko tu Allah ane bhe mana kiya hai insan ko bas apne zaroorat ke mutabiq kharch karna chahiye....
 
  • Like
Reactions: Pari and Fa!th
Status
Not open for further replies.
Top