Coffee Wid Rr 2013 - Duffer

  • Work-from-home
Status
Not open for further replies.

Nelly

VIP
Sep 23, 2009
97,862
38,645
1,313
United Kingdom
@DuFFer filhal nice replies :-bd
here are a few questions from me

1- tumhe kitna jaldi ghusssa aata hai aur ghusse ki halat mein kya kartay ho??? matlab kese control karte ho?

2- fav place kon c hai jisey dekhnay ki bot wish hai??

3- agar aapko 3 wishes di jayen tu woh kya hongi??

4- logon se hamesha kya comment/compliment sun'ne ko milta hai???

5- jab kisi se first tym miltay hain tu kya cheez note karte hain??? behavior ya luks???

6- Tafreehmela ki ek khoobi aur ek khami ???

7- fav actor, actress, poet, personality, song, movie, food, science invention, singer, and tv show???

8- kya aapka sense of humor bachpan se esa hai ya abi hue ese???

9 - bachpan main jo bohat ziyada shararat ki ho aur jis ki wajah se pitayi hui ho woh batayen???

10- TM k ese members jin ko aap wapis forum pe dekhna chahte hon???

11- give my personality a one word (only) title???

12- life is short, so do u believe k isey enjoyment main guzarna chaiye ya bohat suljhay hue tareeqe se??

13- kabi ghussay main aa k kisi ko thappar maara?? kab, kyun, kisay???

14- aapki nazar main ek insaan ko kesa hona chaiye k woh deeen ko b follow karay aur dunia main b easily reh sakay??

15- last tym kab roye thay :-? aur kyun???

more question will be posted by tonight in'sha'ALLAH
 
Jahil

Banned
Jul 1, 2011
9,323
3,289
363
Karachi

hmmmmmmmm thank u nelly for asking

1...............hmmmmmmm muje wese boht kam ghussa ata hai or ghusse ki halat main kuch nhi krta khamosh hojata hn phir khudi ghayeb hojata hai ghussa

2.........yar muje KSA ka boht shoq tha ek time tak per jaa hi nhi saka wahan or ab thore yahan b masle hogaye is waja se yahin pak main hi hon

3..............ek bara sa banglow ek bara sa business or ek pyari si wife
lekin aisa mumkin hai?i mean aise questions to sirf khush krne ke lye hi poche jate haina warna @RedRose64 to kab ka yeh thread close kr chuki hoti jb log suchmuch ki wishes ko pura krne ki demand krne lage hote

4....................iske to moun lagna hi bekaar hai bolne do jo b bolta hai just ignore kro

5.....................first of all luk pe hi nazr parti hai or luk se hi behavioure ka b andaza hojata hai warna milne wale hamesha ache tarike se hi milte hain

6..............TM ki koi ek khaami ho to main bataon b .khamiyan to boht saari hain TM ki jo alfazon main counts b nhi karwayi ja sakti
lekin khobi yeh hai TM main itni dher khamiyan nikaalne ke bawajod b muje TM se alag nhi kya gaya

7...........actor john abraham, actress main sab, poet Amjad islaam Amjad,personality John abaraham ki, songs jo b acha lag jai,movie b jo achi lag jai pr IP Man waqi main boht zabardst movie hai dekhna zaror kabi, khane main karri boht psnd hai ,science invention main i think computer, singer shehzad roy and tv show main koi khas show nhi matches hi dekh rha hota hn bs tv pe

8............sense of humer kesa hai?pehle yeh to btao na pta chale main yeh soch kr ke meri sense of humer ki tareef ki ja rhi hai isliye khob barh charh kr bol lon or phir tum kaho ke maine to tumhari sense of humer ka mazaq urane ke lye yeh question kya tha,pehle btao sense of humer kaisa hai se kya muraad hai apki

9..............bachpan main to boht shararte krta tha main or pitayi b takreeban hr shararat ke bad hi lagti thi pr ek shararat jo abi yad ayi woh kuch yun thi ke hum log taya ghar the shaadi thi cousin ki to reh b wahin rahe the jagah kam hone ki wajah se ek room main 10 10 bachon ko sulaya ja rha tha to hum logon ko b ek room mila us main b kafi sare cousins mojod the to hm logon ne ek plan bnaya dusre room main jo cousins waghera soo rhe the kajal le kr gaye or sab ke chehon pe naqshe bnaye or wapis apne room main ake room lock kr ke so gaye
acha subha tak kajal jo tha na woh pakka hogaya mean face ragar ragar kr wash krne per b nhi hat rha face se to sab ke chehre hi bigre hoye the baron ne pocha to cousins ne kaha ke fahad ne kya tha so ghar walon se to pit lya main lekin yeh aj tk pta nhi chal saka ke akhir woh mukhbarii ki kis ne thi zahir hai jo frnds mere sath the unhi ko pta tha sirf or unhi main se hi kisi ne bataya b hoga pr muje kabi nhi pta chal saka

10................Bahaar

11................suljhi hoi

12..............beshak life boht short hai pr life to hoti hi jeene ke lye haina to jee kr hi guzarna chahiye enjoyement ka matlab yeh thori hota ke suljha hoa ban ker bs kaam ki baat krna ya hansi mazaq se dur rehna aap kaam ko b apni enjoyements ka zariya bana sakte ho aap suljha hoa reh ker b enjoyement kar ke khush reh sakte ho suljha hoa hone ka matlb yeh hargiz nhi hota ke enjoyemnt na ki jai hansi mazaq na kya jai
lekin suljha hoa rehne se boht zyada behtar khush rehna hota hai Allah ne apko agr itni qeemti zindagi di hai to hamen is zindagi ki ek ek saans ko khush reh kr hi guzarni chahiye Allah ka shuker ada kr ke guzarni chahiye

13....................nahi Allah ka shuker hai ghusse pe control hai muje i mean aata to boht shadeed hai muje b ghussa pr haath nhi uthaya kabi han tor phor boht ki hai

14..............deen ko follow karne ke bad dunya main rehna boht asaan hojata hai
kyunke jab deen ko follow kya jata hai to dunya ki fikar hi nhi rehti Allah pe tawakkal krlya jata hai bharosa krlya jata hai to phir woh saare masle bhi Allah hi solve kr deta hai us insan ko duniyavi fikron ki tentions hi nhi reh pati lekin han aise logon ko ap boht tense dekho ge jo deen se dur reh rhe hote hain or unko double tention hoti hai ek to dunyavi tentionssss or phir zindagi guzar jane pr deeni tentions

15.....................last time main apne nana ki death pe roya tha or wo b sirf is wajah se kyunke main parents se b zyada attach tha unse
warna mere aanso kisi ki mayyat pe b nhi nikl pate[DOUBLEPOST=1363442789][/DOUBLEPOST]
mjhy yaar yaaar bolna bnd kro/:) [-(
ook rubi rubi
muje tumhara question samjh hi nhi aya rubi
 
  • Like
Reactions: Rubi and Nelly

wowwwww impressive replies :D sense of humor se matlab koi tanz vaghaira nai tha mera /:) matlab mazaq krne ki aadat aur funni baaten krna bachpan se hi hai ya abi se.....
well tumhare bachpan k qisse se tu yehi lag raha hai k bachpan se hi ese ho
number 12 ka reply mujhe esa kyun lag raha hai k mujhe point kr raha hai :-? hmmm i agreed tho but is tarah reserve rehne main b koi reason chupa hota hai, insaan lyf se kaafi kuch seekhta hai so jab humen hamamri kisi ek act ka accha khasa experience ho jaye tu better hota hai k khud ko correct kar liya jaye :)
 
  • Like
Reactions: DuFFer

hmmmmm han hansi mazaq to bachpan se hi krta arha hn and 12 num main maine u ko point to nhi kya maine just ek common bat ki thi ke suljha hoa insan se matlab yeh hargiz nahi hota ke woh enjoyment nhi krta hansi mazaq nahi karta
hansi mazaq or enjoyment na karne wale insan ko sad nature ka kaha ja sakta hai suljha hoa nhi
warna aise kaafi suljhe hoye log b guzar chuke hain jo tanz o mazah main aisi aisi suljhi hoi baaten keh dya krte the jo kisi ke dimaghon main b na asaken i mean koi b insan ho
usko chahiye ke sulajh kr rahe lekin jeena na chor de or ache bure halaat zindagi ka hi hissa hain insan ki zinda dili ka imithan lene ke lye hi aate hain ab yeh to koi baat na hoi na ke ek hi experience se insan ne khush reh kr jeena hi chor dya yeh to phir insan ki kamzuri ko show kre ga na ke us main hosla hi nhi mushkilat se nimatne ka or ek hi thoker main gir ker raiza raiza hogaya wo
 
  • Like
Reactions: Nelly

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
chlain fd bro ab aapka general quiz test hoga :p

Aap k muhalley may jo sabzi wala aaying wo alau piyaz kinne Rs. may one KG daying? :p
apne muhalley ki nazdeeki shop se haal hi may konsi cheez khareedi?
last time kis se aur kio udhar kiya?
TM k kisi member se paise udhar laine aprain to kis mem se lain gaye? {(popcorn)}

@DuFFer
 
Jahil

Banned
Jul 1, 2011
9,323
3,289
363
Karachi
chlain fd bro ab aapka general quiz test hoga :p

Aap k muhalley may jo sabzi wala aaying wo alau piyaz kinne Rs. may one KG daying? :p
apne muhalley ki nazdeeki shop se haal hi may konsi cheez khareedi?
last time kis se aur kio udhar kiya?
TM k kisi member se paise udhar laine aprain to kis mem se lain gaye? {(popcorn)}

@DuFFer
hmmmmmmmmmmm
1................yar aalo pyaz wale se kabi pocha nhi maine ke kya hisab deta hai wo pr maine note kya hai gali main aate boht hain thaila le ke

2..................nazdeek main ek hi shop hai yr or din main takreeban 5 ya 6 bar to jana hi prta hai uske pas kuch na kuch lene filhal last cheez aj subha eggs le ke aya tha cz khtam hogaye the na

3.................yr udhaar nhi leta main han wese leta b hon pr ammi se hi leta hn yeh bol ke agle hafte karkhane se milenge muje to wapis krdunga

4................TM pe udhaar lena para to zahir hai phir tum hi se longa na
cz main yahan kaafi logon se sun chuka hn ke yahan sirf ek hoor wahid larki hai jo boht ameer gharane se hai or din raat paison main khelti rehti hai ek baar kisi ko udhaar de de to dobara palat ker us se sirf yeh pochti hai ke or paise chahiye? udhar wapis krne ko to kabi kehti hi nhi kisi ko
@hoorain[DOUBLEPOST=1363518305][/DOUBLEPOST]
Coffee Wid RR
Part 5
1...............tang krne ki

2...............hmmmmmmm muje hunsmukh type ke log boht pasnd hain wese unke sath achi company mil jati hai

3...........no im nt believe but i believe every thing shud be fair in love and war

4...........boyz..........girlz frndship nhi nibha pati majboriyan ajati hain unki frndship main kabi shadi kabi mazhab kabi sharm o haya or agr kuch nahi to unke darjan ke hisab se BHai rukawat daal dete hain lekin is frndship ke ilava baqi tamaam relations girlz se behtar koi nhi nibha pata

5..............insan ko sab kuch wohi nhi milta jo uski qismat main likha hota hai
lekin insan apni qismat khud bana ker har chez hasil nhi kar sakta iski misal kuch yun hoti hai ke koi hamse yeh kahe ke ek paon oper utha ke khare ho jao to hum khare ho jainge lekin wo phir yeh kahe ke dusra paon b hawa b utha ke khare raho to hum nhi kr payenge aisa
isi tarha Qismat ki misal b aisi hi hai ke sab kuch Allah hi ke bass main hai lekin ap apni un salahiyaton ko b istimal kr ke halaat ko or qismat ko change kar sakte ho jo salahiyaten bhi ussi Allah hi ne di hain

6...............raat ko aam tor pe 1 se 2 ke darmiyan so jata hn or akhri kaam tv dekh rha hota hn news channels

7...............boht hi badtamiz type ka larka hai is se thora dur raho to hi behtar hai

8..................halaat ka talluq amal se hota hai amal ache hote hain halaat b ache hojate hain so i think pakistan ki syasat main jitne log b mojod hain woh isi pakistan ka hi hissa hain hum jese logon main rehte hoye hi syasat main jaate hain to agar hamare amaal aise hi rahe to halaat bhi aise hi rahenge or agr halaat aise hi rahenge to phir chahen main hon ya ap ho hum main se koi b is mulk ka leader kyun na ban jai koi changing nhi asakti halaat main so sab se pehle hamen apne amaal thik karne parenge taake hamare ird gird ke halaat b ache hon or jb ird gird ke halaat ache hojainge to hamare ird gird rehne wale hi syasi satah per ja ker siyasat ke halaat ache kar sakenge
tabdeeli ka aghaaz insan ke apne andar se hota hai
mulki satah per to ikhtitaam hota hai tabdeeli ka

9...............science ki buniyad or science ki tamaam ijadaat insaniyat ki sahulat or behtari ke lye hi ki jaati hain lekin agar hamara istimal hi ghalat hai to phir koi b ijaad faide mand nahi lekin hamara istimal agar ussi maqsad ke lye hai jis maqsad ke lye kisi cheez ko invent kya gaya hai to phir koi b ijaad buri nhi

10...........30-35 ka ho jaonga yeh to confirm hai wo b us surat agr zinda rha
baqi kya kr rha honga kya nhi kr rha honga kin halaat main jee rha hnga yeh to Allah hi janta haina

11...........hmmmmmmmmmmm week to boht acha guzra start main to ghabra b gaya tha coz itne questions the or loadshading ki waja se time boht kam tha answering krne ka pr Allah ka shuker hai sab hi ke questions ke answers kye kisi ko mayos nhi kya

12...........han ek pegham to zaror dena chahonga
mere piyare piyare TMs meberss
care karo dosti karo ya muhabbat karo
insaano se karo
kyunke insan jandaar hota hai feelings rakhta hai apke jazbaat ko samjh b sakta hai
lekin forums comunities massengers yeh sab bejaan hote hain rules pe chalte hain rules per hi qaim rehte hain or rules pe hi amal krte hain ek zinda insan ke zinda jazbaat ko wohi samjh payega jiske andar zindagi payii jaigi
ek be jan cheez ki muhabbat main ek jandar insan ki muhabbat ko bhula dena bilkol b thik nahi
@~Bahaar~ main boht miss krta hon tumhe TM pe
 
  • Like
Reactions: hoorain

leyy jhooti khabar main to popcorns ka packet nhi deti kisi ko udhaar :eek: Never jee :p
koi hor labbo ;))
 
ChoCo

{ ' . ' } {C__C}
Super Star
Oct 29, 2012
6,169
6,637
363
MaRs
chalo na ab poch lya to poch lya maine jawab to dya na
so new sawal pocho
warna agr isi sawal pe hi baat krni hai to phir amal b karo
or udhaar b do[DOUBLEPOST=1363519584][/DOUBLEPOST]
/:)
dD bro ;)
1- Agar me Aalo shorba bna k laon aur namak na dalon aur ap ko khanay ko doon tau kha lo gya kia :eek: ? ;) kia Remarks hon gy :p
 
Jahil

Banned
Jul 1, 2011
9,323
3,289
363
Karachi
dD bro ;)
1- Agar me Aalo shorba bna k laon aur namak na dalon aur ap ko khanay ko doon tau kha lo gya kia :eek: ? ;) kia Remarks hon gy :p
kha longa yr balke ap alo shorbe main aalo b nhi daalo ge to b kha longa
first time tum mere lye kuch le kr aoge to reject kyun krunga
 
  • Like
Reactions: ChoCo
Status
Not open for further replies.
Top