Choti Choti Batein ALLAH KI Batein

  • Work-from-home

HaLaKOO

Newbie
Aug 18, 2009
812
485
0
Karachi
Mere Bhai Sprinkle Jab Aik Sahi Hadees SE Sabit Amal Aap Ne Bata Dia To PHir Kisi Buzrug Ki AIsi Baat Ki Koi Ahmiat Baqi Nahi Bachti Jo Quran Shareef Ya Sahi Ahadees Se Sabit Na HO. Kisi Bhi Dua Ya Amal K Sabit Hone Se Murad Ye Hota Hai K USay Quran Aur Hadees SE Proof Kia Jae Aur Agar Koi Bhi Buzrug Koi Amal Batain Jo Quran Aur Ahadees Mai Nahi Hai To Aisa Amal Qabile Amal Nahi Hai. Aap Samajh Daar Hain Aur Deen Ki Samajh Rakhte Hain Ummed Hai K Thori Research Is Barey Mai Bhi Kar Lainge Insha Allah.
 

Sprinkle

Newbie
Aug 14, 2009
63
73
0
36
ALLAH Kese Palte Hain​

Hazrat Suleman A.S Nay Allah Say kaha YA ALLAh mujhe ijazat de mein ek saal tak teri makhluq ko khilaon ALLAH nay kaha suleman to tow khud khane wala hai to kia khilaega nahi kar sakte unhone kaha acha ek hafta kaha nahi kar sakte kaha ek din ALLAH nay kaha nahi zid ki ALLAh nay kaha Chalo thik hai expirement karlo to Hazrat Suleman Ko to ALLAH takht jin hawa sab pe qudrat di thi to unhone jin ko hukumdiya banao khana hawa ko kaha thandi hoja wo freezer ban gai bakre dumbay sab kate dastar itna bara tha kay ek admi tez chalta jae to dusri jagah 30 din mein pounchta tha to dastar bhi lag gae to phir laga sab ka khana bana lia to ALLAH say kaha ab apni makhluq ko bhejo ALLAH nay kaha pehle zameen walo ko bhejo kay pani walo kay to kaha pehle Pani walo ko to Ek machli nay sir nikala kaha Nabi ALLAH suna hai aj humari dawat hai kaha teri nahi sab ki hai to us nay jo khana shuru kiya kia degh kia dastar kia bartan sab mu mein or phir kaha abhi to bhook baki hai aur do to hazrat suleman nay kaha to tou sab ka kha gai kaha se dun or to kaha Mehman ko yeh tana to nahi diya jata to phir kaha us machli nay Nabi ALLAH yeh ap ka kam bhi nahi hai aj ap ki waja se mein bukhi rahogi warna mujhe mera Rab Aisa 3 luqmay roz khilata hai to humein to khilata bhi wohi hai pilata bhi wohi hai phir kia muskil hai baat manne ki agar wo sab lele sab lele to kasam say sab us kay agay hhi jhuke rahegein lekin wo zalim nahi na lekin hum zulm karte hain apne uper kyun ? please ALLAH ko jaan lein maan lein apna bana lein
 

Sprinkle

Newbie
Aug 14, 2009
63
73
0
36
Be-Hayai Phelne Ki Waja


Asalam O Alikum...

Ajkal yeh aamm hai be hayaii or ALLAH be haya logo ko ziada mohlat nahi deta har jagah street kiya,schools,office's har jagah yeh amm hai or yeh pehlane wale or koi nahi hukumat nahi hum hain main or ap hain or koi hum hukumat ko kehte hain ase hain ase hain un ko chor do zalim hukmaran ka hissab ALLAH lega lekin ALLAH ki bhi to sunu jab ALLAH naraaz hota hai to ALLAH bewaquf logo ko hukumat de deta hai jese log hain wesi hukumat hai means hum un say ziada zalim hain,Mere Nabi S.A.W Nay farmaya Jis nay ALLAH ki awaz suni namaz ko nahi gaya us nay apne uper zulm kiya ab batao kitne hain jo ab bhi farz nahi parhte, fajar ka to riwaj hi nikal gaya hai yeh mashrara be namazi ki waja say behaya hua hai app mujhe batao mein agar bura hunga to kia ap sab ko azab hoga ?? hukumat mein 4 crore afraad honge to kia ALLAH 4 crore ki waja 16 crore logo pe azab dega ?? aisa ho nahi sakta yaha bhi bacha bacha behaya hai ankhein utthti hain hawas ki jaha dekho ek hi sada sunne ko milti hai bf gf koi haya ek musalman beti ko khara kardo ek yahudi larki ko khara kardo kaha patachalega kon si musalman hai us nay bhi jeans t shirt pehni us nay bhi pehni ase larke ko khara kardo us ka fashion bhi wohi us ka bhi wohi koi to ae apne NABI ki zindagi ko le kar koi to ae itni pak zindagi hai jo humein apnani hai hum samjhte hain ISLAM namaz,roza,hajj is mein qaid hai aisa nahi hai namaz to 5 waqt hai baki 22 gante kia kare zakat saal mein ek dafa baki waqt humare NABI S.A.W Ki zindagi hai jo humein sikhni hai han wo zindagi sahi nahi ho sakti jab tak NAMAZ nahi hogi kyun kay ALLAH khud kehte hain NAMAZ BURAI SAY ROKTI HAI To Namaz parhegein to khud behayai nikal jaegi sahi namaz ap ko sida rasta dikhaegi kay yeh ap karahe ho ap kay dil mein khud aega yeh galat hai yeh sahi hai lekin pehle hi himat har jana or bilkul chordena namaz yeh to halakat hai or kuch nahi..
 

سرفروش

Senior Member
Sep 18, 2009
655
851
93
Karachi
شر كاء فورم اسلام علیكم
دینی اور اصلاحی موضوعات پر مضامین یہ ایك اچھی روایت ضرور ہے لیكن جو مضمون ترتیب دیا جاۓ اسے مستند حوالاجات سے ترتیب دیا جاۓ سنی سناءی باتوں پر مضمون نہ لكھا جاۓ یہ جتنے موضوعات ہم ترتیب دے رہے ہیں قرآن وحدیث میں بڑی اس كی تفصیل موجود ہے ان كی روشنی میں اگر ترتیب دیا جاۓ وہ زیادہ موثر ثابت ہوگا
میرا مشورہ ہے موڈریٹر صاحب سے كے اصلاحی اور معاشرتی موضوعات كے لۓ ایك الگ سیكشن بنادیا جاۓ كیونكہ معاشرتی براءیوں كے خلاف بہت كچھ لكھنے كی ضرورت ہے
اللہ تعالی دوستوں كو جزاء خیر عطا فرماۓ
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
Assalamu Alaykum Wrwb
hamne is thread ko padha pura to nahi par jitna padhe hain usme ek cheez ki kami hai jo k behad zaroori hai isme Allah aur uske rasul saw ki taraf baten mansoob ki gayii hain par uska ref nahi diya gaya......aap sab se ye guzarish hai ki deen ki baton ko sanjeedgi se liya jaye aise hi post na karen....agar koi galat cheez padh kar amal karne laga to phir uske zimmedaar ham honge aur uske piche uske ghar wale phir na jane kitne loog is ko apnayenge......hamari baton ka bura na mane baat ko gaur se samjhe aur ref k saath postin karen Allah hame deen ki sahi samajh aata farmaye Aameen
 

Sumi

TM Star
Sep 23, 2009
4,247
1,378
113
حق تعالی بندوں کے رونے کو پسند کرتا ہے:- غم طلب کرتا کہ تیری آنکھ کا پانی نکل آئے کیوں کہ حق تعالی بندے کے رونے کو پسند کرتا ہے۔
کان درد کے لئے :- کان کے درد کے لئے سور تہ اعلی (پارہ:30) 7 بار پڑھ کر کان پر دم کریں انشا ا للہ درد دور ہو جائے گا۔
دانت کے کیڑے ختم کرنے کے لئے:- چنبیلی کے کچھ پتے پانی میں ابال لیجیے ہر صبح نہار منہ اس پانی سے غرارے کیجیے دانتوں کے کیڑے ختم ہو جائیں گے۔ انشا اللہ
حسد کی آگ سے بچو:- حسد نیکیوں کو ایسے کھا جاتی ہے جیسے آگ سوکھی لکڑی کو کھا جاتی ہے
راہ بھول جانے کے لیے:- جب کہیں سفر میں چلتے چلتے راہ بھول جائیں تو کھڑے ہو کر بلند آواز سے آذان کہہ دیں انشااللہ راہ کا علم ہو جائے گا
مسلمانوں کو بے عزت کرنا:- کوئی گناہ تمیں اتنا نقصان نہیں پہنچاتا جتنا کسی مسلمان بھائی کو ذلیل اور بے عزت کرنا پہنچاتا ہے
قید سے رہائی کے لیے:- سورتہ والطور (پارہ27) قیدی کثرت سے پڑتا رہے انشاللہ قید سے جلد رہائی ہوگی۔اگر ہر نماز کے بعد پڑھے تو نفع زیادہ ہوگا۔
اللہ سے محبت:-اللہ کا قرب اس طرح حاصل ہوتا ہے کہ جن چیزوںکو اللہ اپنا دشمن جانتا ہے ان چیزوں کو بھی بندہ دشمن سمجھے
فراخی رزق: کسی بھی نماز کے بعد باوضو اسم یا وھا ب اول و آخر درود شریف تین سو بار روزانہ پڑھا کریں ۔ انشاللہ فراخی نصیب ہوگی ۔

 
  • Like
Reactions: Ajnabhi

Sumi

TM Star
Sep 23, 2009
4,247
1,378
113
Rules of success:)
1)agar, rona chatay ho tu allah k azaab
ko yaad kr k ro,
2)khana chatay ho tu allah ka khof khao,
3)peena chatay ho tu gussa peo,
4)pehanna chatay ho tu sharam-o-haya
ka libaas pehno,
5)intazar chatay ho tu mout ka karo,
6)khatam karna chatay ho tu nafs ki
khuwaish ko khatm karo
 
  • Like
Reactions: Ajnabhi
Top